betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay
    dear friend jo log baghair sochay smjhay jaldi profit hasil krnay k chakr mn trade lga detay hn aur aksr unko loss he hota ha to mn un sa kehna chahta hon k betuki trade lga kr loss krnay sa behtr ha k achhay mauka k intazar kr lia jay jis sa ap trade kr k profit hasil kr sken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

    Aaap ne BhoT Achi Baat ki Hai bhai Jaan FoRex Main BeTukki Trade LaGaany Se BeHtar Hai k Achay TiMe Kaa Wait Kar LiYaa Jaaey Q k iS se Hum Kaafi achii amount Main ProFit Earn Kar saktay Hain Lejin Agar Trade Jaldbaazi Main Lagaa Dii Jaaey To ProFit Ki Bajaaey Loss k ChanCes Hii Zyaada hoTay Hain isliye humEn SoCh Samjh kaR hii koi Bhi Trade OpEn karni Chaahiye....
    • #3 Collapse

      Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

      G bhi achi bat ke a Ap ne begair sochy smjy trade lga dena Koi aqlmandi ni a Thori trade kary lekan quality kam kary is me shk ni k kbi kbi sari study ik side pr o jati a lekan hr time ehsa ni hota aur Ap 100% prepare Karo gy may b us m Ap ko 60% kamyabi mily lekan agr begair tayari k trade Karo gy to loss he loss a so always be careful and run your trade with full proof
      • #4 Collapse

        Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

        Hum Logon Ko Yahan Par kam karne ke liye is element post ke sath Railway trading Nahin Karni chahiye Jo Log Yahan Par Hai Janeman trading Karte Hain Log Yahan Par Kabhi Apna target achieve nahi kar sakte Jyada takat chipkane Ke Liye Main Yahan Par Lakshman time ke liye market Mein kaam karna Hota Hai Jo Log Yahan Par maximum time ke saath analyzation utilise karte ho log definitely kuch nahi karte hain
        • #5 Collapse

          Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

          Dear friend bohot say asay log hain gin ko bus trade lagany ki galdi hoty hy aur woh loss kardety hain ak achay order ka intazar karen week main ap ko chahy ak hi order qu na mely tab tak intazar karen yahi forex main kameyabi ka razz hy
          • #6 Collapse

            Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Samar802 پيغام ديکھيے
            dear friend jo log baghair sochay smjhay jaldi profit hasil krnay k chakr mn trade lga detay hn aur aksr unko loss he hota ha to mn un sa kehna chahta hon k betuki trade lga kr loss krnay sa behtr ha k achhay mauka k intazar kr lia jay jis sa ap trade kr k profit hasil kr sken
            Assalamu Alaikum Forex trading business main agar aap proper knowledge ke sath kaam nahi karte to aap is main accha profit nahin kar sakte Kyunki agar aap without knowledge apni trade ko open Karenge to kabhi bhi ismein profit Nahin hoga
            • #7 Collapse

              Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

              Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai bytukii trade lga Kar loss haasil karnay sy behtar hai k hum achay waqt ka intizaar Kar lain kiun k hum jitna zayada sabar sy kaam lain gy utna he acha profit gain ho ga Orr loss k chances bhi Kam hon gy lehaza hamain chahiye k hum laluch Orr jaldbaazi bilkul bhi na karain balkay achay waqt ka sabar sy intizaar karain kiun k issi mein hamari kaamyaabi hai otherwise hamain loss hota hai
              • #8 Collapse

                Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                Yes dear buhut hi baat samjayi ha jab hum betuuky trade open karty ha to us ma loss k siwa kuch hath nahi lagta agar hum wait kary our ak hi acha trade open kary to vo humary haq ma behter hoga so mery hyal ma agar kisi achy trade k leye humain 2 din tak bi wait karna pary to humain wait karna chaheye thanks
                • #9 Collapse

                  Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                  G Han dear ap ne sahi kaha Hai humen kabhi bhi betukki trading par apna time aur bonus waste nahi krna chaheye balky ache waqat ka intazar krna chaheye aur kisi ache point par trade lga kr ache kamyabi ko Mumkin bnana chaheye betukki trading se ap ko na to kuch hasil ho GA aur na he koi faida ho GA balky ap ka sare ka Sara bonus zaya ho Jae ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                    Gbhan ap nay theek kaha hai kay betuki trade say wait karna he behtreen kaam hai so ap ko chiye kay ap koshish karynnkay market ko analysis kryn or na kay ause he trade open kar day wait karna bhi behtreen kaam hain betuki trade kaafi loss kar jati hai jis ko recover krna mushkil ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                      G han sir humain chaiye k hum iss main betukki trade open na karye humain chaiye k hum iss main acha mokaa nikal kar trade open karye thky humain iss main acha profit mil sakiye or hum iss main acha sy kamiyaab ho sakiye humain chaiye k hum iss main sabar sy kam laa thky hum iss main acha mooka nikal kar trade open kar jis sy humain fidaa be mil sakiye
                      • #12 Collapse

                        Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                        hamy mayare trade lagane chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik online business hain or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                          G han dosto kuch log betuuki trading krty hain but forex trading ak asa busnise hai jis ma souchy smjy kam krna pahrta hai aur is ma demag or achy time ka w8 krna pahrta hai betukki trading sy sirf sirf loss hota hai or souch smj k trading sy profit .
                          First LEARN Then You Can Remove The "L"
                          • #14 Collapse

                            Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                            Gee ap ki baat sey agree krta ho k forex mai hurry nahi krna chahey. Es business mai trading krney key rules hai. Es market mai patience aur discipline ka hona bohat zada important hai. Jo trader discipline krta hai tou wo low loss aur big profit earn krta hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: betukki trade lga kr loss krnay sa behtr ha achhay waqt ka wait kia jay

                              Yes I think wait krna better hai fzool trade lgane see because agr loss ho ga ya long wait krna pre ga to bhi to koi faida nai iss liye wese he wait KR Lena chahye aur jub sahi time aaye to lgayen trade

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X