Depend on Signals

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Depend on Signals
    Dear all Pakistan Forex Forum Members Assalm o Alaikum, Dear all jaisa k aap sub log jaante he k Forex Trading me kuch trader signals per bhi trading kerte he jaise hi kissi bhi pair k signals unko mil jaate he to wo foran us per apna trade open ker lete he. Wo trader market ko bhi nahi dekhta or na hi market ka trend check kerta he or na hi koi analysis kerta he to kia aisa kerna theek he? Jeha tak mera apna khayal he to ye bilkul galat he kio k jab tak hum log market ka khud trend check na kare or analysis na kare to sirf or sirf signals ki base per trade open kerna galat baat he baki aap senior members ki kia rai hoti he please aap apna apna experience share kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Depend on Signals

    Brother agar signal denay wala trusted ho to aisa karna thek hay q kah agar ap k pas knowledge nai hay to ap kabi bi trading say profit earn nai kar sakta but kisi experience walay trader k signal par ap trading kar k acha profit earn kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      Re: Depend on Signals

      G bilkul ap.ki by theek hay k boht se traders aese hai jonk sirf signals par depend karte Hain aur un k mutabik hi trading karte him aesa karne se ho sakta hay k humain kuch trades faida day bhi dain lekin ye traika life time use nai Kia ja sakta kiu k jab Tak hum market trend ko watch nai karte analysis.nai karte humain directly signals par hi trade open nai karni chaiay baki har kisi ka Apna style hay trading.karne ka
      • #4 Collapse

        Re: Depend on Signals

        Forex main new traders ko start main trading sy related koi idea nhi hota hai jis ki wja sy wo signal follow karty hain yeh check kiye baghair keh signals ki quality achi hai ya nhi. new members ko chahye keh signals ko real account per apply karny sy pehly demo account per check kry..agar un signals ka result acha ho to phir real account per use kry
        • #5 Collapse

          Re: Depend on Signals

          depend on signala bhot galata hy signala pr kam na kry ya account ma ige k liya dy dy ya apana kam khod kry signal ka koi faid anai hy na hi is my hamay kam krna chiay signal py ham kam kry gy to hamay koi faid naia hoga hama kamayb naia ho sgy gy mhnat amay bhot zead akrni chiaya our sahhi apanaa kam krna chaiy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Depend on Signals

            Ni dear signals par depend nahi krna chaheye depend hmesha apny ache knowledge aur ache experience par krna chaheye jo log just signals par depend krty hain Un men se aksar apna account wash krwa bethty hain is liye jab bhi trading kren signals se guidance zaroor Lyn magar trading hnaesh a apny experience ko follow krty hwe he kren.
            • #7 Collapse

              Re: Depend on Signals

              g han dear forex member apny bhi sahee bat ki hy k forex trading posting signals k mutabik hi ki jati hy kbi kbi signal week ho jaty hein ya koi network problm bun jata hy to posting bhi kam ho jati hy lekin aisa bht kam hota hy.isi liy hmein iss ko mzeed aagy bhrhana chahiy or apna work ziada sy ziada krna chahiy .iss sy hum apni treding or earning ways ko bhi increase ker sakty hein.
              • #8 Collapse

                Re: Depend on Signals

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                Dear all Pakistan Forex Forum Members Assalm o Alaikum, Dear all jaisa k aap sub log jaante he k Forex Trading me kuch trader signals per bhi trading kerte he jaise hi kissi bhi pair k signals unko mil jaate he to wo foran us per apna trade open ker lete he. Wo trader market ko bhi nahi dekhta or na hi market ka trend check kerta he or na hi koi analysis kerta he to kia aisa kerna theek he? Jeha tak mera apna khayal he to ye bilkul galat he kio k jab tak hum log market ka khud trend check na kare or analysis na kare to sirf or sirf signals ki base per trade open kerna galat baat he baki aap senior members ki kia rai hoti he please aap apna apna experience share kare.
                G han ye biklul ghalat hai k ham dosron k diye hoey signals pr bina tahqeek or Analysis k ankhen bnd kr k Trades lga dain. Is ka ye nuksan hoga k agr kisi ne apni natarjrbakaari ki bunyad pr ghlt signals day diye hain to apko b us se big loss ho sakty hai. Is lye theek trika yehi hai k ap suen or daikhen sb ko mgr Trading krne ka faisla sirf or sirf apne analysis or apne strategy ki buyad pr hi kren. Is trhn different signals se ap Confuse b nai hun gy or na hi br br loss me aeyn gy.
                • #9 Collapse

                  Re: Depend on Signals

                  forex main do tarah ke trading hote hain aik to apne mehnat ke balbote par jis main humen zayada mehnat karne hote hae or dosra forex main signals ke through yeh method bahut he easy hae is main hum kiss ache se group ko join kar ke un se trading ke signals le skate hain or in ke 90% signals thek hote hain or main bhe signal trading he karta hun
                  • #10 Collapse

                    Re: Depend on Signals

                    Forex Trading k LiYe Agar siGnals yaa indicators Py DePend kiyaa Jaaey To ProFit Nahi hoTaa Hai or Andhay aitbaar ki Wajaaa se Hamaara AccoUnt Wash Ho Jaata Hai isliye humen chaahiye k FoRex Main Manual Trading Hii KaRen or khuD Achi Tarhaa Market ko AnaliZe Karnay k Baad Hii Trade LaGaaen Or Apnay KnowLedge or Skills Ko BeHtar banaaen...
                    • #11 Collapse

                      Re: Depend on Signals

                      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k forex trading main humy jab bi signal maily to foran trade open ni karni chae ha balky khud bi market ko dakhna chae ha k Aya ye Tek ha market ki Kya condition ha indicator Kya keh rehe han news Han k ni in ko check kar lan or us k baad soch samj k trade open karny ta k ap ko ziada sy ziada fayda ho or loss bilkal bi na ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Depend on Signals

                        Forex Kaka Umaria signals for depend Karta Hai Hamare Paas kaam karne ke liye kachwala signal market Mein available hai to aap hi Log Yahan Par market ki movement ko watchkart Wahin par long time ke liye acche se kaam kar sakte ho yahan se Khub mehnat aur hardworking ki wajah se bahut jyada confidence ke sath Ek acche wala satisfaction level bhi bana sakte hain isliye mein chahiye Kiya main Kabhi disaat Nahin Hona chahie is kaam mein
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Depend on Signals

                          bohat acha sawal ha ager hum forex trading ma new member ha to per hum ko koye na koye signal dataa ha to per hum ko wo signal first of all demo account pa use karnaa hoga ager hum ko us signal sa achi profit hotee ha demo account pa to per hum ko wo signal real account pa use karna hoga.........

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X