Emotions aur Baraa loss

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Emotions aur Baraa loss
    Assalam-oa-laikom brothers and sisters
    Umeed hai sab theek hogy. Emotions aur bara loss ka taluq kuch aisa hai ky jab insaan ka loss hota hai tho wo emotionally beatup ho jata hai. Aur us loss ko regain karny ky liye wo baraa invesment karta hai. Lakin ye us ky liye acha sabit nahi hota aur aakhir mai account washed
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Emotions aur Baraa loss

    Forex main emotions aur loss ka bara gehra talauq hai. jb kisi bhi trader ko loss hota hai to wo emotional ho kar loss ko recover karny k liye lot size ziyada use karty hain ya over trading karty hain..jis ki wja sy un ko bahut ziyada loss hota hai ya account wash ho jata hai.Forex main kamyabi k liye zaruri hai keh trading karty huwe emotion sy bachna chahye. aur positive mind sy trading karni chahye
    • #3 Collapse

      Re: Emotions aur Baraa loss

      loss ki surat men waqe emotions ko kafi hamen control kernya perta hy isliye hmen chye k ham loss men apny emotion ko contraol kren aor next achi umeed rhken k hamen loss nh ho ga.aor ham uss sy bhiachi trade mill sakti jis sy hamraaccount ka loss easily recover ho sakta hy.aor hamen chye k ham apny ander improvement lain aor loss ko recover kren.
      • #4 Collapse

        Re: Emotions aur Baraa loss

        Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai high key emotions aur loss ka aapas mein Koi connection Zaroor Hai Kyon Ke Jab Hum emotional ho Jate Hain Chahe Hum gussa kar rahe hain ya FIR mayus ho Jate Hain Tu Hum Apne mind ko thik tarike se use nahi kar paate jisse Hum Ko loss a jata hai isliye trading karte waqt Apne emotions ko Dur hi Rakhe to achha hai yeah profit ke liye bahut jaruri hai
        • #5 Collapse

          Re: Emotions aur Baraa loss

          g han dear bro maze main bas apke duaen hain forex main aksar emotions he bare loss ke waja banta hae jab forex main new members ko loss hota hae to un ko cahiye ke wo sabar se kam len or apna loss ko control karen lakin nhe wo members emotional ho kar galat trades open kar lete hain jis se waja se un ko zayada loss ho jata hae or is waja se kae members ka account bhe wash ho jata hae
          • #6 Collapse

            Re: Emotions aur Baraa loss

            Forex mein agar hum emotions ko control nahin kertay tou bhi humain koi bara loss ho sakta hai aap ko chahyea kay forex mein apnay emotions ko conteol mein rakhain aur dil ki na manain balkay zahen sae trading mein faisalay kerain
            • #7 Collapse

              Re: Emotions aur Baraa loss

              emotion ho k hamayshai kam krna cchiay ahamay shai mhnat hamay krni chiaiya agr ham mhnat shai ham krna chaty h yo hma kamayb ho sgty hy agr hamri mhnat hi nai ahogi to hamaysi my kuch bhi hasil nai aho sgy ga hamay mhnata is my sahi apni krni chaya haays is my shai kam krna hiaya is my
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Emotions aur Baraa loss

                G hain bhai jan apne bilkul hi sahi kah ajk ham ko is mein emotion par control karna chhhaye oar ham ko is main bara loss ho skatsa hain aor e aik acah busines hai ham is mein kamyb ho skate hain air ham ko i s mein ihtyat se kam kar4na chhhaye tab ja kar ap is mein kamyab ho skate hin
                • #9 Collapse

                  Re: Emotions aur Baraa loss

                  G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, agar hamain kisi trade say loss ho jaay aur ham emotions main aa kar koi bari trade open kar letay hain to us say hamara loss recover honay ki bajaay double ho jata hay aur sometimes account bi wash ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Emotions aur Baraa loss

                    G Han dear emotions hmare bohat bare dushman hain Agar him apny emotions ko control men rakhna seekh jaen to hum asaan se apni trading ko kamyab bna saken ge lekin Agar hum profit hone par emotions ko Darmiyan men laen ge to humen loss ho sakta Hai aur loss hone par Agar emotions Darmiyan men ayen ge to hmara account wash ho sakta hai is liye Agar apny account ko safe rakhna chahty hain to phir apny emotions ko control men rakhna seekhen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Emotions aur Baraa loss

                      FoRex Main agar Emotions ko Control kar k trading Naa ki Jaaey To Kaafi Nuqsaan Kaa Bbi saamnaa Krnaa Par Saktaa Hai or HoSaktaa Hai k Hamaara Account Bhi Wash ho Jaaey isliye HumEn KoShiSh Karni Chaahiye k Trading k Doraaan Emotions Py Control Rakhen or Khaas ToR Par Jab Loss Huaaa waa ho To Jalbaazi Main Koi Ghalti Nahi Karni Chaahiye...
                      • #12 Collapse

                        Re: Emotions aur Baraa loss

                        G han sir humain iss main emotions main aa kar kam nahi karna chaiye hum jab iss main emotions main aa kar kam karta hain toh humain iss main us soraat main loss k elwa kuch be hasil nahi hota ha humain forex business main apna emotions pr control rakna chaiye thky hum iss main acha sy earning kar sakiye humain forex business main apna jazzbad pr kaboo rakna chaiye thky hum iss main achi earning kar sakiye or iss main success hasil kar sagkiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Emotions aur Baraa loss

                          jis member me emotional management hogi eo ziyada earn kry ga q k wo apny emotions py qabo rakhy ga aur so samjh kr faisly kry ga aur jo emotion ki base py trade lgay ga to wo bhot bra loss uthata hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Emotions aur Baraa loss

                            Forex friends treading in forex business bhoat depend krti hay humara emotions par jab tak humara emotion acha nhi hun gay friends hum tab tak ek successful analysis be nhi kr skta jab tak hum fresh mind na hum is lyia emotion bhoat depend krta hein forex business mein treading par.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Emotions aur Baraa loss

                              Forex mai emotion sey bohat sey asey traders hai jin ka emotion ki waja sey loss hotey hai. Asey bhe traders hai jin key account bhe wash hotey hai. Es business mai emotion ko control krna zaroori hai. Emotion ko control kr key trade kr sakty ho.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X