Traing relex mind ???
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traing relex mind ???
    G dear friends mai ye khaina chata hun kay hum jub bhu trare ko open kartaye hain tu humain chaye kay humaraye mind mai aur koi bat na ho yanibkay humara mind fresh hona chaye kiyu kay aksar aisa hota hai kay koi tenshion hoti hai ya parshani humarye mind mai chal rhi hoti hai tu mai khaita hun kay aisaye halat mai humain kabhi bhi trading ni karni chaye kiyuvkay es kai humain lose kay chance zayda hotaye hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traing relex mind ???

    ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to hamein chahiye Hamen Jab Bhi trade open Karni Hoti Hai To Hame Apne mind ko fresh Karke aur Soch Samajh Kar trading Karni Hogi FIR Ham Pakistan Forex Main Jab Bhi Apna trade open Karenge to Hamein Achcha profit Milega isiliye Hamein market ko bhi analyses karte rehna chahiye thanks
    • #3 Collapse

      Re: Traing relex mind ???

      Dear apki bat thek hai k hamko is main tarde main relax hona chhhaye aor apko is mein loss is liy hota hain qk ap is mein pahle to zyada tarde open kar te hain aur bad mein lot size zyada rakhte hain is liy ham ko is mein loss hota hain agar ap is mein kam tarde oepn kar te hain aur is mein risk bhi nahoi lete hain to apko is mein loss naho hoga aur apko is mein ihtyt se tarde oepnn karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur aur ham ko is mein ache se tarde karna chaiye tab ja kar apko ius mein loss nahi hoga aur ap is mein kamyb ho sakte hain aur ham ko chaiye k ham is mein risk mat len tab ja kar apko is mein loss nahi hoga aur is mein mind fresh hona chhhye
      • #4 Collapse

        Re: Traing relex mind ???

        G han dear ap ny bilkul thk kaha hai trading relax mind kyyy sathh karnii chiyee forex markeet bara risky sa kam hai is main zara sei mistke syy loss ho jata hai phr loss ko recover karnaa mushkl ho jata hai behtrr yahri haii phlyy hri markeet main ihtiytt syy kam krenn our loss ayy bachny ki kosishhh krenn...
        • #5 Collapse

          Re: Traing relex mind ???

          relex mind hamar ahona chiaya ham relex mind sy ham shai kam kr sgty hy mhnata shai ham kam kry gy to ham kafi zead aham kamyab hongy mhnata shai hamay krni chiaya a hamay mhnata kafi zeada lerning hmay krni chiaya hamay chiaya k ham relex raha kry agr am relex raha kry gy to ham bhot acaha ham apana kam kr sgty hy
          https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
          • #6 Collapse

            Re: Traing relex mind ???

            bhai jan jab bhi hamfotrex men kam kren to hamen chye k ham apna mind fresh ker len ager ham apna mind fresh ker len gy to zroor ham aik din achy trader ban sakty hain.aor ager hammmind ko relax rhken gy to ho sakta hy k ham analysis bnhi acha kerny men kam yab ho jain gy,.aik achy ana;ysis kerny kaliy mind ka acha hona bhot zroori hy.
            • #7 Collapse

              Re: Traing relex mind ???

              G belkul app ke bat belkul sahe hai agar ham market Mai fresh mind ke sath analyse karai aur hamara pora focus market ke oper he ho to ye bat yaqeni hai ke hamarai analysis achai hongay aur ham pofit Kama sakaingay.
              • #8 Collapse

                Re: Traing relex mind ???

                Forex mein trading relax mind kay sath kerna hoti hai agar aap zaheni hisab sae relax nahin hain tou aap ko chahyea kay aap forex mein kaam na kerain kyun kay iss tarah forex mein ghalti kay chances hotay hain aur forex mein ghalti ki koi gunjaish nahin hai
                • #9 Collapse

                  Re: Traing relex mind ???

                  Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek kaha hai ki trading karte waqt Hamara mind bilkul relax Hona chahie agar aisa Nahin Hota To Humko loss a sakta hai relax mind Mein Hum apna plain apni trading Mein istemal kar sakte hain Jo ke Hamare profit ke liye bahut zaroori hai isliye trading Mein mind ko relax rakhen
                  • #10 Collapse

                    Re: Traing relex mind ???

                    G Han bilkul aisa hi hai theek kaha Hai ap ne aisa he Hai trading ko relax mind se kren ge to ache kamyabi hasil ki ja sake ge kyun KY jab mind men tension ho ge to hum sahi tarha se focus nahi kr saken ge jab ky forex men trading ko kamyab bnane ky liye mind ka relax hona bohat zayada zaroori hai is liye jab bhi trading kren apny mind ko tension free rakh kr kren.
                    • #11 Collapse

                      Re: Traing relex mind ???

                      Forex main kamyabi aur acha profit earn karny k liye zaruri hai keh fresh mind sy trading ki jaye. market ka technical analysis karna bahut mushkil hota hai. Agar hamara mind fresh ho ga to hum acha analysis kar skain gy. Trading karty huwe emotion sy bachna chahye aur sabar sy kam lena chahye. Trade leny sy pehly hamesha market ka technical aur fundamental analysis karna chahye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Traing relex mind ???

                        jee han daer friends mein ap ki bat say agree krta hun kay humay treadinh ek relax mind say krni chyia jab tak humara mind relax nhi tab tak hum ek good treading be nahi kr skta is lyia humaya emotion ka ek bhoay effect hota hay treading mein acha mod humay acha analysis krwa data hay business mein.
                        • #13 Collapse

                          Re: Traing relex mind ???

                          Han g bahi gee ap na theak kha k forex trading jazbati logoon ka kaam ni ha balky ya to cool maind r sabar karny walay logoon ka kaam ha es ma loss b hota ha jo jazbati log bardasht ni kar skty es lia trading just cool maind log je kary r jazbati log fadla rakhay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Traing relex mind ???

                            hmmy relx minde ka sath treading krna ki zerorat ha taky hmm iss ma boht acha earn kr sky acha perofut hasaal krna ka lia hmar pass ik avha or fresh minde ka hon boht zerori h takya hm mehnt ka shi phaal mil sakya hmmya mehant ma he azmat dakhni chahay mehnt ma fresh minde chahay treading ko bilkul relex minde ka sath krni chahay takya hmmya iss sa acha faida be hasaal chahay ach faida mila ga tab he hmm ias m acha earn kr sakya gaaa
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traing relex mind ???

                              Trading hamesha relax ho ker kerni chahyea jaldi nahin kerni chahyea kisi perashani mein trading na kerain jub bhi trading kerain tou aap ka mind bilkul fresh ho aap ko gjar ka koi kaam pending na ho office ka koi kaam na ho matlab kay sub kaamoun sae farigh ho ker trading.kerain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X