Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen
    Dears mein demo account aur real k account dono ko sath sath chala raha hoon same balance rakh k mein ne Jo note kiya ha point wo ye ha k demo account pe mjhy kafi acha profit ho raha ha laikn real pe itna acha ni ho raha us ki waja Jo mein ne note ki ha wo ye ha k demo pe trade laga k mein bar bar usy chk ni krta na trade laga k chor daita hn aur real pe bar bar chk krny se to hi hit ni hony daita esi waja se us mein profit kem hota ha aur demo mein ziada.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

    G han dear aisa he hai kay jub hum zayda gharai mai chalaye jataye hain tu bhi humain lose hota hai kiyu kay us time hum thora zayda he khayal rakhna chatye hain per aisa hota ni hai tu apni nutral trade karnaye mai he humara faida hota hai aur hum trading phlaye jaisaye he karni chaye
    • #3 Collapse

      Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

      care kerni chye laikin ager ham ham seehkty nh hain aisy ager ham bgair seehky trading kren gy chay jitni care kren hamry liye uska koi faida nh hy.ager ham seehk ker care kren gy to wo hamry liyye bhot faida mand hain.ager seehk ker trading kren gy to hamry liyye bhot faida mand yhy.is wjha sy hamen chye k ham seehk en bhi sahe aor care bhi kren.
      • #4 Collapse

        Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

        Learning ko forex trading mien aik main role hasil hai q k jab ham learning karty hain to hum as qabil ho jaty hain k hum success hasil kar sakty hain q k learning main wo power hai jo kesi aor kaam main nahi hai as lyi hum ko her bar her her kaam main learning karna hota hai or hum ko as had tak learn karna hota hai k hum as main her trade main profit earn ker sakty hain or success hasil kar k as mien khud ko as a expert trader prove kar sakty hain as lye hamain as mien aa ker her bar care kara hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

          G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai ham forex main jitne bhee care karen ham ko mushkilat zaroor aate hain ager hamare pass experience aur knowlage ho ga to ham mushkilare ka samna ker payen ge ager hamare pass experience aur knowlage nahi ho ga to ham mushkil ka samna nahi ker payen ge to hamen loss jo ga.
          • #6 Collapse

            Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

            Yes Puja karni padti hai jab tak par kya karte hain for working karne mein bhi ho jati hai Itna Jyada blogspot study ke saath kaam Karenge family achha Hoga Main Yahan Par long time ke liye Business Management kar Sakenge Hussain ke saath yahan par hai LIC system ke sath working generate kar sakte hain Kyon Karta main aap acche kaam se kaam karte rahenge Tu Yahan Yahan Par Hum Log time ke liye business rate kar Dungi yar kya achi baat hai
            • #7 Collapse

              Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

              ji haan sarapa Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Har Koi Pakistan Forex trading Karta Hai To wo Apne account Ki Hifazat karta hai agar hum apna account save rakhna chahte hai to hame kabhi bhi galat tried open the Karna hoga Yeh Hamara account bhi save Rahega Aur Hum achi Tarah Se profit bhi Hasil kar Payenge thanks
              • #8 Collapse

                Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                assalamo alikum dear forex member and welcome to all forexx member ap ny jo question kia hy bilkul sahee or prfect hy agr hamm zeaadz care krin guy to hamari mushkilay bhar sakti hn or ham deoression ka shikar ho sakty hn iss liy zeada care kerny sy time bhi waste hota hy lehaza apny bussniss ko agy bharty hwy kaam care k sath bussnis krna chiy or estrah ham mushklat sy bach sakty hn;;
                • #9 Collapse

                  Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                  G Han sahi kaha hai ap ne aisa he Hai jab hum aik kaam ko Zaroorat se zayada focus kren ge to humen us kaam men Mushkilat ka samna krna par jata Hai humen chaheye KY trading ko time zaroor dyn maagr itna ky jis see humen markeet ki samajh a sake na ky hum us se ukta jaen humen Har kaam ka aik time rakhna chaheye aur usi ko follow kr KY hum aik ache trader bn saken ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                    Brother agar ap demo account aur real account par ek jesay balance par trading kartay hain aur phr bi loss hota hay to es ki reason yahi ho sakti hay kah ap real account par koi mistake kartay hain ya phr jab ap real account par trading kartay hain to us wakt market ki condition complicated hoti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                      Yes dear Sir ap ki bat bilkul durust hai forex market men Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen kuin key trade time mangti hai ur hame asal men profit ki bhoht zyda jldi Hoti Zara sa loss ki taraf trade jai foran loss men closed kar dety hain hame apni trade ko modified kar key stop loss ur take profit key sat sat time den jaldbazi na karen
                      • #12 Collapse

                        Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                        g han forex tredaing ma ghmmya closs minde ni hiona xchahay ha akhteat or care hmmya krni chhahy lakin zada care hmara lia nuksaan ka sabab be ban sakta ha is lia hmmya iss ma bohaty dehaan rakhan ki zerrorat ha takya hmm ss ma boghatagya jaa sakya or loss or perofit be forex ka ik hissa ha iss lia hmmya himate saa kam lana ki zerorat ha na ka hmm jald bazzi sa apna nuksaan kr bathya
                        • #13 Collapse

                          Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                          Assalamu Alaikum dear brother main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik bahut he zayada sensitive business hae is main hamen no doubt ehtiyat karne cahiye magar kuch log kuch zayada he ehtiyat karne lagte hain or aik mistake ko control karne lagte hain to dosre mistake ho jate hae jis ke waja se un ko loss ho jata hae
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Bht ziada care krny se bhi trading mein mushkilat atti haen

                            g bilkul theek keh rahy haain jab hum trade open karty hain to hume chahye k ik dafa he achi tara analysis kar k trade kaarain aur us k bad us ko bar bar na check karain kyu k jitna hum bar bar check karty hain jitni tension lety haain aur bar bar analysis shuru kar dety haain to loss main jaaty hain asa nahi karna chahye.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X