Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success
    Newbies ki fail honay ki ye bhi barri reason hoti hay wo rules bana kar atay hain forex mei magar jaldi profit kay chakar mei lalachi hojatay hain big reason ban jati hay so newbies ko chahiye apna target pura karain jo rules banaiy apni best trading kay liye ussi plan pe chalain stick hon apnay trading rules kay then wo successful trader ban saktay hain.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

    G Han ap ki bat bilkul theek hay aur main ap ki is bat se agree karti hun k forex business main newbies k successful na hone ki ye boht bari wajha hay k wo rules se hat Kar trading karte Hain aur lalach main aa jate Hain jis wajha se wo log Apna loss Kar dete Hain aur is business main survive nai Kar pate is liay new traders Jo chaiay k wo hamesha rules ko follow karte huwe chain take successful trader ban sake
    • #3 Collapse

      Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

      Asa he hai k forex mai kamyabi key lye es business key rules ko follow krna bohat zaroori hai. Es business mai rules ko follow krney key lye ap ko es ka knowledge hasil krna hai. Es business mai kamyabi knowledge ki madad sey zada sey zada earning hasil kr sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

        yes bro is main new member ko sab se phaly rule ko fallow kr k kam krna chaiye new member is main menat tu krte hein lekin rule ko fallow nai krte hein is main agr hum planing ur eik taret set kr k kam krein gey tu hum is main aram se success hasil kr sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

          ji Hamen chahi ke hum Jab Bhi trading karen to stop loss ka istemal Jarur Karen stop-loss Ka istemal Karna bahut Zaroori Hota Hai Agar Hum is ka istemal Karenge to hamba de nuksan se bachcha Ayenge is ko use karne ka fayda ya hota hai ki agar aapko nuksan Hona shuru ho jaaye to aap ka nuksan ek jagah par Aake ruk jata hai aur usse Jyada Aap Ko nuksan Nahi Hota Is Tarah Se aapka account wash hone se Bach jata hai
          • #6 Collapse

            Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

            Jitnay Bhi New Traders Market Main kaam KaR Rahay Hain unhEn Chaahiye k MaRket Main agar Kamayaabi HaasiL Karnaa Chahty Hin To KhuD Market Ko Samajhnay ki koShiSh KaRen Q k Agar Kisi Py DePend Karen gy To Loss k ChanCes Kaafi brh Jaaen Gy isLiYe koShiSh Karni Chaahiye k KhuD Market Ko AnaliZe kaR k Hii trades OpEn ki Jaaen....
            • #7 Collapse

              Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

              g bhai jan main apki bat sy bil kul itifaq krta hon k newbies ki nakami ki sb sy bri wja rules ko foolow na krna ziyada lalch krna waghaira hy agr newbies lalch me na parein aur ahsta ahsta kamkrtu rhien aur daily ka target bna k cheil to yaqeeni bat hy k wo bil kul kamyab hon gy
               
              • #8 Collapse

                Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                New members ko chahiye keva Roj ki taraf bahut hi jyada tour jode rules to Rosy hote hain rules ko to follow karna hi padta hai unko chahi keva rules for secant aur Unhe is chij Ka Pata hona chahiye ke kaun sa kahan par apply hota hai is chij ka sikhna bhi bahut hi Jaruri Hota Hai rules Ko Agar Hum follow nahi karenge To Hamara account Band Ho Jayega aur jab account Band Ho Gaya to Fir Ham is business ko nahi kar Payenge
                • #9 Collapse

                  Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                  g bhai jan main apki bat sy bil kul itifaq krta hon k newbies ki nakami ki sb sy bri wja rules ko foolow na krna ziyada lalch krna waghaira hy agr newbies lalch me na parein aur ahsta ahsta kamkrtu rhien aur daily ka target bna k cheil to yaqeeni bat hy k wo bil kul kamyab hon gy
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                    Ma agree kerta hoon ky sirf plan abna lenay sey kouch nahi hota implement bohat he ziada zaroori hota ha hamasha koshesh karen k ap rules jo banay jo planning karnay unko apply must karen bagair apnay rules mey bohat power hoti ha trading ky lye wo personal decide howay hotey haen.
                    • #11 Collapse

                      Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                      G han brother ap nay bahut achi bat ki hay, forex trading main har trader ko rules banany chaheay aur un rules par amal karna chaheay es say kuch wakt main woh kamyab ho jaay ga but agar woh rules ko follow nai karay ga to usay kabi bi kamyab nai ho sakay ga.
                      • #12 Collapse

                        Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                        gbilkul ap na teek kha
                        • #13 Collapse

                          Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                          G bilkul g har banda forex main aik bohat baray vision aur rules k sath ata hai lekin oata nahi market un pe kia jadu karti hai wo har cgeez bhool k market ki lalach main kho jata hai aur loss oe loss karta jata hai . yaar jo rules banatay ho us pe amal kro wohi aao ko is market se bacahayen gain .
                          • #14 Collapse

                            Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                            G is ma jo new member hota hna un ko chahye ka wo log is ma mehnaat kara aur is ma planning kara aur is ma jo wo targert rakhta han is ko achieve kara aur is ka bara ma stick ho is tara hi wo kamayab ho sakhta han aur un ko chahye ka wo log is ma lalach na kara ta ka is ma un ko start ma loss na ho aur is ma easily kamayab ho sakhta han aur is ma wo log achi earning kar sakhta han
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Newbies should stick to his own rules and ways for getting good success

                              g han ap sahi kah rhy ha forex par new trader ko hud hi apna rules bana ki koshish nai karni chayia bilka un logo ko chayia ka forex ka jo rules ha wo log us ko hi follow karya aur un ka sath hi trading karna ki koshish karni chayia aur new trader ko apna target ko achieve karna chayia aur apni planning aur strategy ko zaroor follow karna chayia tay k wo acha profit earn kar sakya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X