Trading me success aur failure

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading me success aur failure
    Forex trading business me success ua failure ki agar bat ki jaye to es ko me business key part nahi samjta, traders ki learning aur Forex education par depend karta hay key wo asani se successful ho ta hay ya failure, agar learning aur trading ka experience acha ho to esy traders par failure ka label nahi lag sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading me success aur failure

    Dear forex market mn sab sy aham chez hai trading k baray mn achi learning knowledge practice exprience trading skill aor trading disciplne aor market ko achi trah anayalsis krna ager ap market ko achi trah smjh sukty hain tu tab he trde mn success hasil ho sukti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading me success aur failure

      Sab traders ki apni he activity pe depend karta hay kay wo failure hay ya success hay kyun kay agar achi trading skills hoti hain proper trader hota hay wo hamesha acha work karay ga hamesha proper skills ka use karay ga so learning hogi experience hogi hamesha ap success trader hogay.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: Trading me success aur failure

        My dear fellow trading mein haar Jeet ek hi reason hai aur woh bhi aik ha agar hum profit hasil karna chahte hain to market analysis check karna padta hai humko aur uske baad trade ko open karna padta hai aur tabhi jakar mprofit asar kar sakte hain agar hum market aur aankhen bandh karke a trading start karte Hain to hamein loss hoga agar aapko ek kaam appdata banna hai to pahle market kahana rasi check Karen uske baad aap trading Karen thank you
        • #5 Collapse

          Re: Trading me success aur failure

          Well ap ki bat aik tarha se right hay k jab Tak humare pass acha knowledge aur experience nai hoga hum trading ho ya koi bhi business us main successful nai ho sake aur trading aik tough business hay aur is main ache experience aur knowledge ki boht zada ehmiat hay hay tab hi ap success hasil Kar sakte Hain aur acha profit gain Kar sakte hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading me success aur failure

            Trading mein kamyabi aur nakaami dono hoty hein forex trading mein nakaam traders apni learning pe focus nai krty woh chahty hein mehnat k begair kamyabi mil jaye jo namumkin hoti hai forex trading mein kamyabi sirf mehnat se hasil hoti hai jb learning achi hogi tu trading bhi behtr hogi.
            • #7 Collapse

              Re: Trading me success aur failure

              Forex mai kamyabi hasil krna asan nahi hai. Es mai kamyabi key lye trader ko bohat zada mehnat krna hai. Jab wo mehnat krta hai tou wo es mai kamyabi bhe hasil krta hai. Failer wo trader hai jo es business mai learning nahi krtey.
              • #8 Collapse

                Re: Trading me success aur failure

                Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamen trade Mein success aur failure mehnat he ki vajah se milti hai agar Hum isme mehnat Karenge to Hamein kamyabi mil Jayegi Agar Hum isme mehnat Nahin Karenge to Hamein kuch bhi nahi milegi
                • #9 Collapse

                  Re: Trading me success aur failure

                  G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex aik aisa business hai jis main kisi ka agar acha experience our knowledge ho ga our us ki learning bahut ziyada ho gi to us k liye forex main work kar k kamyabi hasil karna mushkil nahi hai our agar kisi ka experience our knowledge kam hai to to us k liye forex main work kar k kamyabi hasil karna mushkil ho jata hai our woh fail bhi ho sakta hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading me success aur failure

                    trading mn hmeshn woh members susses hoty hn jo learning karty hn seniors ko follow karty hn demo account par work karty hn fail members woh hoty hn jo tuky par work karty h n tuky par trade open karty hn aisy members fail hoty hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading me success aur failure

                      Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki trading mein Main live news bahut hi Jaroori Hai news ko Hamein follow karna chahie aur Jis Din news Aaye used in Hamein trade nahi Lagani chahi Agar Ham used in trade lagayenge to Hamein nuksan ho sakta hai trading Mein success wahi log Hote Hain jyadatar Jo is Mein Thode purane Ho Chuke hote hain aur failure Hote Hain Jo isme Thory new Hote Hain ya FIR vo bhi isme na kaam Hote Hain Jo Jalwa Jise Apna Kaam hote hain aur Soch Samajh Ke apna kaam nahi karte
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading me success aur failure

                        Ji Hame Apna Har Kaam Soch Samajh Ke karna chahie Apna Har Kaam Hum Soch Samajh Ke Karenge to hum is business Mein Kamyab Ho Payenge is wajah se hamein chahiye ki hum Apne kaam ki taraf Vachan De Apne kaam ki taraf Tu Jo Dena bahut hi zaroori hai agar Hum Apne kaam ki taraf focus Denge usme interest Lenge to Hamein Hua kaam acchi Tarah Se aayega hum kuch kaam ko achi Tarah Se perform kar Payenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading me success aur failure

                          trading mein success or failure depends on members par hota hai ki nimbus kitani jyada mehnat karte hain aur kitni hardworking karte hain agar members hardworking karke experience asan kar lete hain aur Pakistan forex form a good quality ke sath post karte hain tuva failure nahin successful hote hain aur job mehnat kaam karte hain aur form ko jyada time nahin dete hua failure hote Hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading me success aur failure

                            dear ye eik esa business hai jis main hume lose be hota ha ur profit be is main hume acha profit hasil krne k liye be lose ka samna krna parta ha ur jab hume lose hota ha tu phr ose ignore nai krna chaiye hume is main hume lose se faida hasil krna chaiye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading me success aur failure

                              Insaan ne John seekha hota hai wo usi k mutabiq chalta hai acha seekha hai to acha kaam kray ga ager koi fake knowledge seekhi hai to achi working nahi kar paye ga . forex main hamesha koshaih kro khud pe investment kro seekho kisi achay mentor se phr is main kam kro

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X