Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai
    Dear members, Allah Tala ki zaat bhi mehnat karny walon ko pasand karti hai. Mehnat karny waly log kabh nakaam nhi hoty hain. Dunya k kisi bhi filed main dekh lain taraki karny walon main ziyada tar log mehnty hon gy. Forex main bhi mehnat waly log kamyab hoty hain.hum jitna ziyada mehnat Forex ko learn karny main karty hain utna ziyada hum kamyab trader banty hain.meri advice hai tamam members ko keh daily basis per kuch na kuch forex sy related learn karin
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

    Jee bhai aap ne bilkul theek kaha main aap se agree krta hon ALLAH kisi ki mehnat zaye nai krta thori boht starting mein problems hoti hein lekin jo traders mehnat continue rakhty hein wohi is business mein kamyabi hasil kr lety hein.
    • #3 Collapse

      Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

      Yes bro you are right mehnat karne walon ki kabhi haar nahi hoti Kal ke hamesha jeete Hain waise bhi aap jante Hain ke mehnat mein azmat hai tu mere khayal mein jo foxpor hard work karta hai mehnat karta hai apna knowledge experience share karta hai aur apne practice barkarar rakhta hai jisse vah skills are get karta hai tu jab hua main karega used asani hogi aur isliye profit hassil kar sake kya aur bonus bhi get kar sakega aur ek kamyab trader Ban sakta hai woh thank you very much
      • #4 Collapse

        Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

        G han dear forex market mn kamyabi asy tradrs ko he sirf milti hai jinn ny achi trah mehnat kr k forex market k baraya mn apni learning knowledge aor exprience hasil kea hot hai tu asy he mehnati traders as market mn sirf kamayab hoty hai tokay py trade krna wla kabhi bhe kamyab ni ho sukta
        • #5 Collapse

          Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

          Asa he hai jo es business mai mehnat krta hai tou wo es business mai kamyabi bhe hasil krta hai. Es ko loss bhe nahi hotey. Agr loss hotey bhe hai tou wo asani sey recover krta hai. Es business mai sabar sey trade krta hai. Es business mai sabar sey trade krney mai kamyabi hai.
          • #6 Collapse

            Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

            Ji haan bhajan aapne bilkul theek Kaha mehnat karne walon ki Kabhi Haar nahi hoti agar Ham bhi mehnat Karenge to Hamari bhi Haar Nahin Hogi
            • #7 Collapse

              Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

              g han dost mehnat karne wale ko kabhi haar nahi hoty mehnat karne wala kabhi na kabhi zaroor kamiyab ho jata ha chahe wo aj kamiyab ho ya kal wo kamiyab zaroor ho ga hame ye sochna chahiye ke mehnat karna bhi aik kamiyabi hoty ha kiu ke har koi mehnat nahi karta mehnat karne wale ko khud ko kamiyab samjhna chahiye forex me bhi mehnat karne wale aj kamiyab ha aur jo mehnat kare ga wo bhi aik din kamiyab ho jaye ga
              • #8 Collapse

                Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                Forex Trading me jo trader mehnat or lagan se kaam kerta he wohi kamyab hota he begair mehnat k koi chance hi nahi he kamyabi ka, Is liye hum logon ko bhi forex trading me mehnat or hosle se kaam kerna chahiye jis se hum aage ki taraf barh ker kaam kare, kuch traders aise bhi hote he jo tukey ki trading kerte he is liye hamen proper learning haasil ker k phir trading kerni chahiye otherwise hum log bhi nakam ho sakte he.
                • #9 Collapse

                  Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                  Assalamualaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai ki main Karne Wale kabhi bhi kha na Kam Nahin Hote Kyunki Hua Apne man se apne kaam jari rakhte hain aur Allah Tala Kabhi Bhi Main Ja Ja nahin karta Kyon Ki mehnat karne wala Allah Tala ka dost Hota Hai
                  Visit My Profile
                  • #10 Collapse

                    Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                    Bohat achi advice di hai bhai aap ne mehnat ka phal aik na aik din zaroor milta hai . fore main ager koi baar bar mehnat karta hai aur usay loss hota jata hai to bhai aik din zaroor ata hai jab wo aik acha expert ban jata hai aur forex ki samajh ajat hai usay.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                      G han bahut achi bat share ki hai ap ne forex main kamyabi sirf mehnat se milti hai is liye forex main hamein hard work karna chahiye our us waqt tak forex main mehnat karte rehna chahiye jab tak forex main hum kamyab nahi ho jate han is liye forex main hamein apni mehnat ko continue rakhna chahiye our kamyai hamein zaror mile gi
                      • #12 Collapse

                        Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                        ham logo ko forex ko zada sa zada learn karya aur ham logo ko is par hard work ka sath klam karna chayia aur forex ho ya koi aur business mehnat karna wala kabhi be fail nai hota ha ham logo ko forex par khamyab hona ka liya waqt laghta ha mgr ham logo ko chayia ka ham log is par jitna be waqt laga is par dil sa mehnat karya aur is par apna best daya
                        • #13 Collapse

                          Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                          g haan bhai jaan ap ki baat sahi hay agar hum forex trading main ziada say ziada mehnat karen gay to es mehnat ka humay phal zaroor milta hay aur humay chahiye keh kabhi bhi mehnat say na katraye aur forex trading main hum jitni ziada mehnat karen gay utni achi earning kar sakty hay es business main ye acha business hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                            Assalamu Alaikum dear brother main ap se mutafiq hun ap ne bahut ache bat share ke hae forex aik bahut bara business hae is main mehnat karne wale he kamyab hote hain or jo member mehnat karte hain wo kamyab hote hain q ke mehnat karne wale kabhe nakam nhe hote hain to is liye hamen cahiye ke hum forex main mehnat karte rahen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mehnar karny walon ki kabhi haar nhi hoti hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: abdulhadi پيغام ديکھيے
                              Dear members, Allah Tala ki zaat bhi mehnat karny walon ko pasand karti hai. Mehnat karny waly log kabh nakaam nhi hoty hain. Dunya k kisi bhi filed main dekh lain taraki karny walon main ziyada tar log mehnty hon gy. Forex main bhi mehnat waly log kamyab hoty hain.hum jitna ziyada mehnat Forex ko learn karny main karty hain utna ziyada hum kamyab trader banty hain.meri advice hai tamam members ko keh daily basis per kuch na kuch forex sy related learn karin
                              Assalamu Alaikum Ji Bhai Jaan aap ne bilkul theek hai jo log bhi Duniya Mein hardworking se kaam karte hain vah Hamesha Kamyab Rehte Hain Insan ki kamyabi ka Raj hi manate hai aur Forex trading business mein jo mehnat karte hain wo log acchi earning Karte Hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X