Gold aur New trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Gold aur New trader
    Dear members, New members start main Forex sy ziyada sy ziyada earn karny k chakr main hoty hain start main wo sochty hain keh wo raton rat ameer ho jain gy. Greed ki wja sy aur ziyada profit earn karny k liye wo gold per trading start kar dety hain..Gold ki movement bahut fast hoti hai. aur wo lot size bhi account k capital sy ziyada use karty hain jis ki wja sy un ka account wash ho jata hai Bonus account per gold aur crude oil aisi currencies hain jis per account wash ho sakta hai..baqi kisi currency pair per account wash nhi ho sakta hai q keh bonus account per leverage bahut kam hoti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Gold aur New trader

    G han dear ap ki bat theak hai kay aksar new member ms gold pay tradung kartaye hain per unhain pta ni hotavhai kay gold kitna danger pair hai wo pher bhi karyaye hain aur account wash ho jata hai tu parshan hobjataye hain tu mera bho new members se mashwara hai kay gold pay trading na karain kiyu kaybes moment bhut speed se hoti hai
    • #3 Collapse

      Re: Gold aur New trader

      Bilkul teek kha bro ap na greedy nhe hona chahyai
      • #4 Collapse

        Re: Gold aur New trader

        New traders ka sb se bara problem unki lalach hai unko itna knowledge nahi hota woh profit ko itni jaldi milty dekh k pagal ho jaty hein aur aisy pairs mein trading krty hein jiski movement fast hoti hai woh yeh janty hein k gold risky hai phr bhi trade krty hein jis mein woh apna account wash kr dety hein jb aik ya 2 dafa gold mein account wash ho jata hai phr gold se dor bhagty hein gold mein bilkul risk nai lena chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: Gold aur New trader

          News traders hi gold main earning kerty hain ky gold main fundamental move ab bahot zyada ho rehi hai tou news traders agar news ky bhi achy analysis ker lety hain tou successful trading ker sskty hain warna gold aj kal technical supports aur resistances ko break hi ker raha hai aur technical analysis per trade walon ky accounts wash ho rehy hain
          • #6 Collapse

            Re: Gold aur New trader

            Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai gold par trading karna bahut bada riskHai Jo new member hai Hi wa bahut zyada profit Hasil karne ke liye gold par trading karna chahte hain bahut bahut Ziada Amir Hona Chahte Hain lekin unke Paas Gold ka experience aur knowledge nahi hota va Phir Bhi gold par trading Laga Lete Hain Jiski vajah se hun ko loss ho jata hai hi aur kabhi kabhi account bhi wash Ho Jate Hain gold par trading karna Bahut He dangerous hi isliye Hamein Soch Samajh Kar gold par trading Karni hoti hai Agar aapke paas accha experience hi to aap Gold par trading Karke achha profit Haasil kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Gold aur New trader

              Yes bro you are right Jo new members hote hain wo chahte Hain Ki hum raato raat amir ho jaaye aur aur trading mein greed karte Hainjis se unka Aksar bonus was ho jata hai aur unko FIR dobara Forex form par work karna padta hai hi mere khayal mein unko chahi ke pahle vah apne senior se experience Rahe unka experience knowledge he unki liye bahut achha hai tab jakar woh trading Karen mere saal mein honge kamyab trader Ban sakte hain agar hua raato raat amir banna chahte Hain two loss ke alava kuch bhi unke hath nahin lagega thank you very much
              • #8 Collapse

                Re: Gold aur New trader

                New traders trading shuru kernay say pehlay he gold pay trading or profit ka sun sun kay zehan bana laitay hain kay gold pay trading ker kay acha profit jaldi ban jata hai or jab unka monthly bonus ana shuru hota hai to wo forun gold pay trading ker laitay hai jiss say experience or market ka pata na honay ki waja say unki trades phans jaati hai or loss kay saath account wash hojatey hain
                • #9 Collapse

                  Re: Gold aur New trader

                  Forex market mn gold sab sy ziada risky air hai aor sab sy ziada account wash bhe gold py hoty hain q k aksar new traders laluch krty hain k gold sy ach profit hasil ho ga aor aik pip py aik dollar profit hoga sliay gold py trade krty hain aor bagair market ko smjhy trde kr laity hain jis ki vjha sy aksar account waah kr daity hain gold py kabi bhe new tradets ko trde ni krni chhy aor jb tak market clear na ho gold py trade open na kren
                  • #10 Collapse

                    Re: Gold aur New trader

                    New trader ko tou Gold par trade nahi krna chahey. Gold market bohat zada risky market hai. Es market mai srif expert trader he trade krtey hai. Jo es business mai new trader hai tou wo srif currency pairs par he trade krey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Gold aur New trader

                      Gold ki trade bahot ziyada risky hoti hy new trader kabhi bhi gold par trade nh lagy kiunkeh gold ki trade account ko wash kar sakti hy esi liya new trader ko cahiya keh woh pehly kesi seniors ko follow kary phir hi gold par trade open kary
                      • #12 Collapse

                        Re: Gold aur New trader

                        New trader keep gold k pass bhi nahi ana chahiay . unhain chahiay k wo roZ gold ki movements pe ghor krain aur dekhain k gild ki daily movement hai kia aur ye kab kis position main kia movement deta hai is se un ka experience barhay ga aur wo is oe trade kar skain gain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Gold aur New trader

                          New traders ko Gold par tab tak trading nahi kerni chahiye jab tak unke pass acha experience or knowledge nahi hota, Gold per trading kerne k liye experience or knowledge k sath sath acha capital balance bhi hona buht hi zaroori he agar kam balance k sath gold per trading karenge to aapka account chand minutes k andar wash ho sakta he is liye New traders ko Gold k pair per trading nahi kerni chahiye.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Gold aur New trader

                            forex par ham logo ko trading ka shuru ma kabhi be gold par trading nai karni chayia ku ka gold ik boht hi zada risky pair ha aur ham logo ko is par boht hi zada loss ho sakhta ha new trader ko chayia ka wo log forex par trading kar ka experienced ho kar hi forex k gold pair ka bara ma socha aaur phir achi tyra sa analysis karna ka bad aur tab hi trade open karya mgr kam lot size ka sath hi open karya

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X