Traders kay mind mein farq hota hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders kay mind mein farq hota hai
    Forex mein her trader kay mind mein farq hota hai iss lye kisi ko zayada profit hota hai tou kisi ko loss aur yeh issi wajah sae hota hai kay unn kay zahen aik jaisa kaam nahin ker saktay iss lye humain kisi sae hasad nahin kerni chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders kay mind mein farq hota hai

    Dear jaisy ap ko pata hai k her bandy ka apna mind hota ha aor her banda apny lehaz se sochta hai aisi tarha traders ki bhi diffrent types hoti hai aor her koi apny lehaz se sochta hai kun k agar ais market mai dekha jaye to ais mai hum ko agar trade dhondni ho to ais mai hum ko analysis karny hoty hai ais mai agar hum ne trade dhondni ho to ais mai her kisi ko apny lehaz se idea lagana hota hai to ais mai hum ko her trader k hisab se trade karni hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Traders kay mind mein farq hota hai

      G han her trader ka mind alehda hota hai tou kuch achi soch ky sath forex main trade open kerty hain aur kuch lalach main aa ker apna account bahot jald wash kerwa lety hain bahot zyada log forex trading ker rehy hain tou aesa tou bilkul bhi nehi hai ky her koi forex market main aik jesi trade hi kerta hai sab profot bhi hasil nehi kerty aur sab loss bhi nehi kerty different minds different soch sy kam kerty hain
      • #4 Collapse

        Re: Traders kay mind mein farq hota hai

        Yas my dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap Traders kay mind mein farq hota hai kouch log trading kerty hain too bas time pass ky liay jab bhi zaroort hoti kaam ker liaty hain oor kouch log musalsial mehnaat kerty Hain jiss say woo bahoot achi earning kerty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Traders kay mind mein farq hota hai

          Gee ap ki baat theak hai. Har tarah ka mind different hota hai. Eswaja sey loss aur profit bhe different hota hai. Forex mai hard working krtey hai tou sub ka mind ak tarah sey bkam kr sakta hai. Sub es mai strong strategy ban sakty hai.Sub loss sey bach sakty hai.
          • #6 Collapse

            Re: Traders kay mind mein farq hota hai

            Bilkul sahi baat hai har trader ka mind different hota hai is liye to trading karny k treeqy b different hoty hai or agar do sy teen traders mil kar trading kary to mery kheyal sy achi trading ho sakti hai q k un ki strategies different ho gi.
            • #7 Collapse

              Re: Traders kay mind mein farq hota hai

              G han dear ap ko pta hai kay har aik ka apna mind hota hai aur wo us kay hisab se he trade ko open karta hai aur har aik ka mind bhi aik sa ni hota hai yani kay trade lagtaye waqat har koi apni aik ahlaida soch kay sath soch rha hota hai tu es mai koi shak ni hai kay har aik ka mind aik sa ni hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                Yes hr kisi k mind alg ho skta hai hr koi apne apne treeqe se Kam krta hai but kuch ke treeqe aik se bhi hote Hain aur jub aik ko loss hota hai to doosre ko bhi hota hai Han hasad nai krna chahye kisi se sahi faida nai krne ka
                • #9 Collapse

                  Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                  Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aapne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga K new members ko ye fiyda milta hain k vo post read karte hain and agar post thanks full hoti hain tu us main thanks mil jate hain jo k hamare liye bhot he fiyda mand hain humhain acha bouns mil jata hain posting jitni achi hogi itna he acha bouns milta hain humhain and jitne reall thanks aate hain itna he izyda chances hote hain thanks k
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                    G bilkul bhai bohat achaa point uthaya hai aap ne aksar tradr ko aap ne dekha ho ga k har trader ki trading aik dosray se mukhtalif hoti hai us ki main waja yahi hai k har trader apni knowledge aur zehan se alag he sochta hai har trader ka entry point alag he hota hai.
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                      Forex Trading me traders k mind me jo faraq hota he wo ye k acha trader kabhi bhi lalach nahi karta or aam trader jo hota he wo her trade per lalach kerta he jis ki waja se usko loss hota he yahi faraq hota he traders k mind me is liye kehte he k kabhi bhi lalach nahi kerna chahiye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                        g bhai jan thk bat ki hy apny k her traders ka mind or soch mein farq hota hy .her ksi ki soch apni apni hoti hy koi traders profit ka soch kr markeet m ata hy or koi lalch mein aa ker markeet ko open krta hy .her trades apny mind level k mutabik diffrent basis per or diffrent purpose k sath trding krta hy .iss sy loss bhoi ho sakta hy or profit bhy mil sakta hy.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders kay mind mein farq hota hai

                          Gee haan bhai aap ki baat theek hai IQ level her aik banday ka aik jaisa nahin hota aur yeh baat tou science nay bhi sabit ker di hai iss lye jis ka IQ level zayada hota hai woh cheezoun ko jaldi samajh leta hai aur zayada acha kaam kernay ki salahiat bhi rakhta hai iss lye aisay hi log forex mein bhi kamyab ho jatay hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X