Forex mein emotions ki tuning zaroori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein emotions ki tuning zaroori hai
    Forex mein hum apnay emotions ko control nahin kertay jis ki wajah sae bar bar ghalti kertay hain aur loss hota hai aur iss sae bachnay kay lye humain apnay emotions ko tune kerna ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

    Dear agar hum ne forex market mai kaam karna ho to ais mai hum ko emotion par control rakh k kaam karna chaye kun k ais market mai jab hum emotional ho jaty hai to ais mai hum ko profit ho bhi raha ho to hum aus time thora sa profit le k side par ho jaty hai agar hum ais mai loss kary to aus time hum ais mai zayda risk lety hai jis ki waja se hum ais mai bari ghalti kar dety hai aor loss zayda kar dety hai kun k ais market mai agar ap emotional ho jaty hai to ais mai ap apna kafi zayda loss kar lety hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

      G han ap nay theek ahahai forex main ap ko chiye kay apny emotions ko lazmi control karna chiye emotion ki waja say baad dafa banda kaafi ziyada nuqsan bhi kar bethta hai jo na qabely qabool hain so ap ko chiye kay humesha achy trader banyn or apny emotions per control rakhyn taan kay account safe rakhyn
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

        Forex main ap during trading jesy hi emotional huey tou apka account samajh lo gia aesa nehi ho sakta ky ap bahot bari lot open ker lain tou with in minuts apko bahot bari amount main profit hasil ho jaey lekin aesa zarur ho sakta hai ky within minutes apka account bari lot ki waja sy wash ho jaey aur ham bari lot sirf emotional ho ker hi lagaty hain
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

          Yas my dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap Forex mein emotions ki tuning zaroori hay kun ky hamain aapni aap per control hona chahay Khushi main bhi oor loss main bhi iss liay forex main wooi members kamyab hain joo aapny aap per control kerty hain
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

            Forex trading ko totally mind sy karna chahiye kisi cheez me emotions tab aty hai jab ap ka dill us sy attach ho jaye lekin jab ap koi strategy bana rahy ho to ap ko mind ki hi sun'ni chahiye dil ki nahi ta k ap ko loss na ho.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

              G han bhai emotions forex main bohat ahmiat rakhtay hain asal main ye humane emotions he insaan ko forex main kamyaab ya nakam banatay hain jahan tak koshsih ho sakay choti lot laga k emotions ko control karnay ki practis ki jaye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                Gee haan forex mein humaray emotions ka bahut zayada amal dakhal hota hai aur humain chahyea kay hum apnay emotions ko control mer kay rakhain aur iss kay lye humain forex mein dil ki nahin balkay zahen sae sochi gae baat per amal kerna ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                  as mien emotions ki kio jaga nahi h aur forex trading ko kisi had tak risky business kah sakty han yeh business specially new users k liay barra risky hota hay is ke waja yeh hay k un ko trade ka zyada experience nahe hota lakin vo zyada profit hasil karny k liay zyada invest kar k profit hasil karny ka risk laity han halan k un ko thori investment say start karna chaiya ta k agr loss bhe ho to thora ho as lyee greed nahi karna hota hay...
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                    Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Forex Mein emotional Ki tuning bahut jaroori Hai Kyunki Agar Hum emotion ko control Nahin Karenge to Hamein isme loss hi hota Rahega
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                      hamy emotions ko qabo mai rahk ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik acha busiens hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex jasa koi or business nahi hain hum is mai agar tukka system sy kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                        yes dear forex main emotions ko handle karna bohut mushkil hota hai iss aya p ko boht nuksan hota hai jab bhi ap apny emotions say trade karain kyon k emotion ap ko trade main profit karty wakty bhi hoty hain aur loss karty wakt bhi jiss ko dono tarf say control karna bohut zrroi hai phir he trading main ziada fiada hasil kar sakty hain es lea p ko fiorex main emotion ko control chaheay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                          Ji han Sar aapki baat bilkul right hai Ham credit karte hue Apne emotional ko Kabu karna Sikh Jaate Hain To Ham ismein Jarur Kamyab Ho Jaenge Kyunki emotional Se Hi Ham wrong decision lete hain aur Hamara trade Hamen Jyada Se Jyada loss De jata hai agar aap apne motional ko Kabu karna chahte hain to aapko stop loss take profit ke tools ko Jarur istemal karna chahie
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex mein emotions ki tuning zaroori hai

                            Forex trading main emotion ko control kerna boht zarori hay. is liye traders ko trading kernay kay liye apnay apnay mind ko use kerna chahye na kay dil ki man ni chahye. is say trader apnay un rules ko follow keray ga jis say wo apni demo trading kerta hay aur demo trading kay doran trading strategy bhi banai jati hay aur usi time trading rule bhi bantay hain.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X