Forex factry new.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex factry new.
    Dear all forex users jaisa k ap sub ko pta ha k forex factry new ati jati rhti hain par lya en nees ka markeet ma trading ma koi asar andaaz hota ha k nai maslan markeet ma new aa jaey k gold ka rate up ho ga to kya wo sach ma hota ha.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex factry new.

    Dear jab ap ne ais market mai koi bhi trade lagani ho to aus time ap ko ais mai ye pata hona chaye k ais mai kon si news aa rahe hai aus k liay bahot sari sites hai jin se ap ko pata chal jata hai k market mai komn si news aa rahe hai aoraus ki waja se makret mai kitni zayda moment ho gi agar hum aus k hisab se phly hi trades laga lety hai to news k time par hum ko thory se time mai kafi zayda profit ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Forex factry new.

      Bhai aesi kuch batein sachi hoti hai lekin aksar mafroozy hi hoty hain ky market value sirf increase ya decrease hi hoti hai ky agar aik kehy ky increase hogi dusra kehy nehi decrease hogi tou dono main sy aik zarur sacha hoga beshak dono hi tukky laga rehy hon ky price increase ya decrease ky elawa third tou koi option hi nehi hai forex market main trade kerny ky liay hamain sirf sell ya buy kerna hi tou hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Forex factry new.

        Agar ap news ki baat kar rahy hai to market me un ka impact ho ta hai yani agar ap ko news kisi achy resource ki through mili hai to us me sahi btaya gya ho ga k market me kya hony wala hai lekin zeyada tar to fake news hoti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Forex factry new.

          Forex factory mai news ati hai es mai ap news key waqat ko watch kr sakty ho. Es key sath ap market key analysis ko bhe add kr ley tou ap news aur analysis ki madad sey market mai zada behatr preform kr sakty hai. Ap ki earning bhe zada ho gy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex factry new.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: amir 5787 پيغام ديکھيے
            Dear all forex users jaisa k ap sub ko pta ha k forex factry new ati jati rhti hain par lya en nees ka markeet ma trading ma koi asar andaaz hota ha k nai maslan markeet ma new aa jaey k gold ka rate up ho ga to kya wo sach hota ha.
            Assalamu Alaikum Forex mein chatting open karne se pahle aap ko newspaper Najar rakhni Chahiye Kyunki Main usse Pata Chalta Hai Mar kiski movement case Paar kis Taraf ho rahi hai aur aap ko trade open karne mein madad milti hai Jaise aap ko profit hone ke chances Jyada Hote Hain isliye Khatron par bhi acche se nazar rakhni chahiye Shukriya
            • #7 Collapse

              Re: Forex factry new.

              assalamu alaikum bhai jaan mujhe aap ka Sawal bahut pasand hai agar Hamein Sparx company Se Koi upaye To Hamesha ko Qabool Karle na chahi Kyunki Hua Hamare liye accha hi Karte Honge aur Hamare khilaf koi bhi kaam Nahin Karenge aur vah Hamesha Hamare liye accha hi sochte hain Yeh Kaun bhi bahut achha hai hi Forex ko Banane Walon Ko Mera Salam
              • #8 Collapse

                Re: Forex factry new.

                Brother aap ne jo baat poochna chah rahe he wo News ki baat poochna chahte he to please News ki spelling bhi check kia kare spelling mistakes per control kare jis se thread ka topic hi change ho jata he is liye liye kafi mushkil ho jata he threads ko read kerne me market me jo news aati he same ussi tarah market nahi chalti market apne trend k hisab se chalti he news ka affect ho sakta he lekin News per hi market nahi chalti.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex factry new.

                  Brother apnay spelling mistakes sahi krain warna threads delet ho sakta hai . aur jahan tak news k asar andaz honay ki baat hai to news trading bohat mushkil hai some time news fake ati hai lekin pata nahi chalta . aksar market news k mutabiq bhi chalti hai . news ko hameaha wacth karta rehna chahiay
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex factry new.

                    Dear friend ap ny sahi kaha hai Forex factry news ka both impact parta hai forex trading men ur news ko avoid nhi karna chye specially high impact wali news ko to bilkul bhi ignore nahi karna chahiye
                    Kuin key news ka gehra impact hota hai hamri trading pe.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex factry new.

                      agar hum forex mai new hain to hamy analysis ko use karna ho ga hamy analysis ko use karna ho ga pher he hum market mai run kar saky gy or hum paisa kama sky gy forex jasa koi or business nahi hain hum is mai mahnet sy kam kary gy to he hum agy br saky gy www.foeexfactory.com website news ko wacht karny ky liye hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X