G dear friends hum safe trading kar sktaye hain bus kuch hadiyat hain ager hum un pay amal kartaye hain tu yaqeenan hum zaroor kamyab ho sktaye hain wo ye hadiyat hain
1.sub se phlaye humain ye sochna hai kay hum apna bonis ko safe rakhain yani kay profit ho ya lose humara bonis safe hona chaye
2.ab jub hum tahiya kar laitaye hain kay bonus ko save rakhna hai tu hum apnaye trade ko jub bhi open kartaye hain tu news ko study kar kay aur market kay anaylis ko daikh kay he trade ko opwn karain kiyu kay humain pta hota hai kay jaldi mai trade ko ppen karain gaye tu humara bonus safe ni rhaye ga
3.ab market ko anylis karnaye kay bad rhata ye hai kay humain trade ko ppen karna hota hai tu safe trading kaliye humain chaye kay hum trade ko open tu karain per lot size kam rakhain kiyu kay esi mai humara faida hota hai
4.ab lot size kam rakhain gaye tu humain ager us trade mai jo hum nay open kiya ho ga lose mai jata hai tu kam lose mai he jaye ga na aur ager profit mai jata hai tu profit tu kabhi kam ni hota hai na tu humain hamesha profit ki mutaawqoo rakhni chaye aur lose utna he honaye dain jitna hum bad mai usaye recover bhi kar skain kiyu kay limite se zayda lose ho jaye ga tu us ko recover karna aur trade bonus ko safe rakhna bhut zayda mushkil ho jata hai

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим