dear agar ham aik planing krtay hain k hamko markeet say kis sesssion main zaida say ziada faida ho sakta hay to hamko usi hisaab say mehnat kri chaye aur agar ham khali mehnat say kamyaab hona chayengay to wo bhi hamary kisi kaam ki nai hay q k planing main hamara experience hota hay jo hamko kamyabi ki tarf lay kr jata hay hamari sari mehnat aur koshish planing k baghair nakaam ho sakty hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим