loss ky bad be koish jare rahky

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ky bad be koish jare rahky
    agar hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dy to hamy loss ho jy ga hamara bonus zaya ho jy ga hamara account wash ho jy ga lakin hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or hamy next time apne mistakes ko avpoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach ky ache earning hasial kar saky gy forex aik legal business hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ky bad be koish jare rahky

    Gee ap ki baat theak hai, mai ap ki baat sey agree krta ho. Forex mai loss honey key bad bhe es mai trading krtey rehna chahey. Kyu k es business mai hard working krney waley he success hasil krtey hai. Es business hard working krney wala trader he professional trader banta hai.
    • #3 Collapse

      Re: loss ky bad be koish jare rahky

      Forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han profit bhi ho sakta hy aur loss bhi aur profit hum learning knewledge aur experience se hasil kartay han aur loss jo hota hy apni mistake se hota hy aur forex mein Jab loss ho tu hum ko us mistake ko dekhna cahaiye js waja se loss hota hy aur us mistake ko cover kar k next time loss se bach saktay han
      • #4 Collapse

        Re: loss ky bad be koish jare rahky

        bhai jan loss bhi zandge ka hisaa hy ager ham chty hain k ham loss na kren to hamen phir saber kase aye ga is klliyye kloss aor profit zandge ka hisaa hain.hmen chyue k ham just mhnat kren aor sahe trah kren to aik din zroor ham kamyab ho sakty hain.hmen mhnat kerna nh chorna chye kun k mhnat he kamyabi ki kunji hy.
        • #5 Collapse

          Re: loss ky bad be koish jare rahky

          dear friend forex trading mn hr kisi ko loss hota rehta ha lekin aik achhay trader ki yeh khoobi hoti ha k woh loss honay pr kbi mayus naen hota balkay jis mistake ki waja sa loss howa ho dobara kbi naen krta aur hmesha profit hasil krnay ki koshish krta ha
          • #6 Collapse
            munawarali سے یہ جواب حذف کر دیا گیا ہے Unknown

            Re: loss ky bad be koish jare rahky

            Agar aapko kabhi bhi Business mein loss Tu Kabhi ghabrana Nahin chahi aur koshish Khatam Nahin Karni chahiye aap apni koshish contineo karen aap zaroor Kamyab Honge aur apne weak points ko Khatam Karen apni skills course from critizyme aise hi aap Kamyab Honge aur ek professional trader banenge
          • #7 Collapse

            Re: loss ky bad be koish jare rahky

            Assalamu Alaikum dear friends forex min kam ho ya kasi company kam bs humain kohsh jari rahkni chahye phly loss hota ha kam min phir profit lehza humain kam sy mohn ni morna chahye thanks
            • #8 Collapse

              Re: loss ky bad be koish jare rahky

              Dear friend asslam u alaikum dear sir ap ki bat bilkul thik hai loss key bad koshish rukni nhi chye bilky dobra se start karna chye but bhot y bhoht hi mushkil kam hai loss key bad khud ko motivate karen ur nae sire se khud men husla laen.
              • #9 Collapse

                Re: loss ky bad be koish jare rahky

                Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai hamain loss k baad preshaan bilkul bhi nahi hona chahiye balkay hamain mazeed mehnat karni chahiye Orr apni mistakes theek karni chahiyein iss trha ham loss ko easily recover bhi Kar saktay Hain Orr next time trade mein acha profit bhi earn Kar saktay Hain
                • #10 Collapse

                  Re: loss ky bad be koish jare rahky

                  aapne bilkul sahi kaha hai ki loss ke bad bhi koshish Jari Rakhe Himmat na Hare Himmat Hamein nahi honi chahie Agar Hum Himmat Haar Gaye To fir hum kuch bhi nahi kar Payenge is wajah se hamein chahiye ke Ham Himmat Aur hosle Ke Sath kaam Karen Agar Hum Himmat Aur hosle Ke Saath kaam Karenge to tab he is business Mein Kamyab ho sakte hain is wajah se hamein chahiye Ke Hum Hosh Le aur Himmat ke saath kaam Karen aur kamyabi Hasil karen
                  • #11 Collapse

                    Re: loss ky bad be koish jare rahky

                    Loss k baad Bhi KoShiSh Jaari Rakhni chaahiye Q k losss Agar Ho Bji Jaaey To Humen Loss ki Reason Find karni chaahiye k kis wajaaa Se Losss Huaaa hai Or Us Ghalti ko Avoid Karnaaa chahiye Q k jitnaaa zyada ghaltion ko AvoiD KaRen Gyy UTnay hii Kaamyaabi k Chances Zyaada hoon GY or account ko SeCuRe rakh SakEn Gy....
                    • #12 Collapse

                      Re: loss ky bad be koish jare rahky

                      G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai ager ham ko loss ho jae to hamen khushish jare rakhne chaye ager ham apne khushish jare rakhen ge to ham o profit ho ga.
                      • #13 Collapse

                        Re: loss ky bad be koish jare rahky

                        g han bikul loss r profit har bussiness ka hissa ha agr ap ko loss ho jye to ap ko chyai k ap begair tension r jldi jldi loss ko recover krny ki koshis na kry balkay fresh mind r mehnat k sth kam kry is lya ap ko loss ho jye to preshan na ho balkayt mehnat k sth kam kry to ap kamyab ho jye gy.
                        • #14 Collapse

                          Re: loss ky bad be koish jare rahky

                          g han loss ke baad bhi kushish ko jary rakhe loss forex ka main part hota ha forex me aisa koi bhi nahi ho ga jis ko aj tak loss na hua ho lekin kamiyab wo log hote ha jo loss ko dil par nahi le ge aur mehnat karte rahte ha loss ko dil par lene se kuch bhi nahi hota loss ko dil par lene se kia fayida mehnat kar ke loss ko recover karne me hi hamara fayida ha isi liye loss ke baad bhi kushish jary rakhe
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #15 Collapse

                            Re: loss ky bad be koish jare rahky

                            Forex mein jab loss hota hy apni galti se hota hy aur agr loss ho jata hy tu is se dishart nhi hona cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr kaamyaab ho saktay han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X