Loss se Learn kerna chahiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se Learn kerna chahiye
    Dear all members jab hamen forex Trading me koi loss hota he to us loss se hamen learning haasil kerni chahiye or apne loss ko analysis kerna chahiye k mujhe ye loss kio huwa he konsi mistake hui he ya analysis k begair trade open ki he is liye jab hum apne loss ko analysis karnege to hamen pata chalega k loss kiss base per huwa he agar hum ne analysis k begair trade open ki thi to wo bhi pata chal jaeiga, apni mistakes ko kabhi bhi ignore nahi kerna chahiye bal k apni mistakes se bhi learn kerna chahiye.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss se Learn kerna chahiye

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men hamen her cheez se learning hasil karni chahiay jiss tarah forum pe posting k zariay learning hasil kartay hen aur seniors se rabta kar k learning hasil karta hen bilkul issi tarah loss se bhi hamen learning hasil karni chahiay kiun k loss hi kamyabi ki taraf ley kar jata hey
    • #3 Collapse

      Re: Loss se Learn kerna chahiye

      G Han bilkul ap.ki bat theek hay Ayr main ap.ki bat se free karti hun k forex business main humain jab loss ho jay tou humain us business ko chorne ki bajye loss ki wajha ko watch karna chaiay aur dekha chaiay k humain loss kiu aur kis wajha se huwa hay phir demo par apni practice karni cahiay take hum again loss se Bach sake aesa nai hay k hum loss ko lay Kar trading karna hi chore dain
      • #4 Collapse

        Re: Loss se Learn kerna chahiye

        g bhai jan apki bat thk hy ager hamen loss ho jata hy to hamen mayoos nh hona chye balk hamen chye k ham loss hobny ki wjha dhondy aor next us galti ko daobara na hony den.ager ham ager apni galtion pper control ker ham us learning ker sakty hain.ager ham learn kren gy to hamry liye ye bhott faiody wali bat ho g.
        • #5 Collapse

          Re: Loss se Learn kerna chahiye

          Loss kbhi bhi ignore na ry is ko Kern kry k kis waja sy how kio how khsy how PHR jb pta lgy apani gakti k is waja St how hy to PHR us galti ko dobara naia krna chiya kbhi bhi us ko dhorana naia chiya sahi panai mhnata k sath apna km krna chiya acahy sy
          • #6 Collapse

            Re: Loss se Learn kerna chahiye

            Gee haan forex mein jo log loss sae learn kerna jantay hain woh log forex mein kamyab hotay hain loss aik martaba hota hai ya dou martaba hamesha loss naakaam traders kertay hain humain chahyea kay hum bhi apnay loss ko kam kerain aur apni ghaltioun per qaboo payain
            • #7 Collapse

              Re: Loss se Learn kerna chahiye

              G bhai aap ny sahi bath kii ky hamai loss sy sekhna chahiye lakin agar humay apnya aap ko loss sy bachana hota hai tho hamai chaheye ky hum oehly khoob knowledge gain kary phir us ky baad experience gain kary phir kahii trade lagaya real account mai trade karny sy pehly demo. Account use karna chaheye
              • #8 Collapse

                Re: Loss se Learn kerna chahiye

                Ji han dear friends humen loss se sabaq seekhnay ki koshesh Karni chahiye kiun k loss hota rehta hai es ko dil pe nahi Lena chahiye, agar aik dafa loss ho jaye to koshesh karen k dubara yeh na ho or us loss ko recover karen or jis ghalti ku waja se hua hai usay door karen
                • #9 Collapse

                  Re: Loss se Learn kerna chahiye

                  Dear brother aap ne bilkul theek kaha trading mein hamein aksar loss hota hai lekin hamein isko loss samjh k chorna nai chahiye balkeh is se learning krni chahiye jis waja se loss hua us mistake ko search krein tah k woh mistake hum repeat na krein jb hum apni trading ka analysis krengy tu hamari trading mein improvement ayegi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss se Learn kerna chahiye

                    G bhi ap ne theak kha a Ap se Jb b Koi galti hoti a to Ap ko ik lesson zroor dy jati a abi Wo Ap pr depend karta a k Ap us galti ko note kr k next us se bachy gy ya us Ke parwa kiey begair ainda b wo galti repeat kary gy, Ap apny Ap ko improve sirf is soort he kr skty haunts Apni galteoo ko repeat na kary ,choti se choti mistake ko serious lena chiey aur galti karny k bad us pr sochna zroor chiey
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss se Learn kerna chahiye

                      Dear freindd best trader wohei bantaa hai jo apnyy loss syy seekhtaa hai forex trading boht bara busnisess hai is main loss ho hei jataa hai lykinn best woheii hai jo apnyy loss syy seekhyy mistke ko dehkyy ous par learing krenn ta kyy wo mistkee nextt trad naa huo apni galtiou syy seekh seekh hei expert bana jata hai..
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss se Learn kerna chahiye

                        Jo log kamyabi hasil lerna chahtay hain aur forex mein mehnat bhi ler rahay hain tou woh log apnay loss kay bhi analysis kertay hain kyun kay woh loss sae hi seekhna chahtay hain tou humain bhi aisa hi kerna chahyea aur apnay loss sae sabak seekhna chahyea
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss se Learn kerna chahiye

                          Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay ager aap ko loss ho jata hay too aap iss loss say sabaq hasail kerain kun ky ager aap aapni ghaltiain say sekhtain hain too aap zaroor kamyab hoty hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss se Learn kerna chahiye

                            g han loss se learn krna chahye agr ap ko kisi kam ma loss ho jai to himet nhi harni chahye or sabr se kam lena chahye ap forex ma jitna kam kere ge utna hi earn kere ge or agr ap ka loss ho jata ha to ghabrana nhi chahye bulke apni mehnat jari rekhen ap forex ma jitni mehnat kere ge ap ka hi benefit ha is liye dil laga kr lagan se kam kere or ager koi loss ho bi jai to sabr se kaam len
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss se Learn kerna chahiye

                              Loss say learn kenay kay liye trader ko kuch apnay losses ko bari tasali say dekhna chahye aur un per ghour kerna chahye kay trader ko jo loss howa hay wo aisi kon c waja say ho sakt hay hay. jab trader ko waja mil jati hay to wo apnai ghalti ko khatam kernay ki koshish bhi ker sakta hay. is liye loss honay wali trade per ghour kerna boht zarori hay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X