Loss start sy hi q hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss start sy hi q hota hai?
    Dosto jb ap Trading strat krty ho tu usi time hmara loss shuro ho jata hai tu esa q hota hai kbhi profit sy bhi trading start honi chaye na tu hmesha loss sy hi q start hoti hai iski kia wja hai kia koi bhai btay ga k esa q hota hai hmary sath jb bhi trading shuro hoti hai tu hmara loss bhi usi time shuro ho jata hai hnesha trading loss sy hi q?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss start sy hi q hota hai?

    Bhai market tou aik hi waqat main dono taraf move ker rehi hoti hai tou hamari trade start bhi hamesha spread ki waja sy loss sy hoti hai agar start main hamain profit hona shoru bhi ho jaey tou woh bari mushkil sy spread hi clear hota hai isky sath jab market other direction main move kerti hai tou loss bhi increase hony lagta hai
    • #3 Collapse

      Re: Loss start sy hi q hota hai?

      G dear hum jub bhi trade ko open kartaye hain tu humara trade aksar humain lose mai he open hora nazar ata hai asal mai jub bhi aik naya trade ooen kiya jata hai tu pair hamesha dusri side pay move karta hai aur us kay bad apni jagha pay a jata hai tu ye koi bari waja ni hoti hai es waja se humain lagta hai kay hum nay tade bhi ghkat ooen kar liga hai asal mai aisa ni hota hai
      • #4 Collapse

        Re: Loss start sy hi q hota hai?

        Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men jab trade lagatay hen tu sath hi loss show ho jata hey iss ki waja yeh hey k server ka commission hota hey jiss ko hum spread bhi kehtay hen yeh server ka commission hota hey iss liay trade laganay k sath hi show ho jata hey
        • #5 Collapse

          Re: Loss start sy hi q hota hai?

          Dear brother aap ne boht acha sawal kia hai forex trading mein aksar trades spread ki waja se loss mein start hoti hein kuch pairs k spread kam hein aur kuch k ziada hein spread brokers ka commission hota hai apki trade loss mein close ho ya profit mein brokers apna commission spread se nikal lety hein.
          • #6 Collapse

            Re: Loss start sy hi q hota hai?

            Dear hum jab bhi koi trade open karte Hain tou start main humain wo kuch loss 9s liay deti hay k company humare account se trade lgane ki surat main kuch text leti hay jis wajha se start main humain apni trades main loss hota hay is liay is ko lay pareshan nai hona chaiay balke wait karna chaiay kiu k kuch time bad humain wohi trade profit Dene lagti hay
            • #7 Collapse

              Re: Loss start sy hi q hota hai?

              Actually market mei spread hota hay Bid and Ask yani selling aur buying prices mei difference hota hay esko hum spread ka naam detay hain jab trade open karo jiss bhi pair mei uss mei agar spread hoga trade minus sey he start hogi spread 3 pips ka hota hay almost yani jab bhi trade karo gay 3 pips minus se he trade shuru hogi aap ki.
              :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

              PLEASE VISIT HERE
              • #8 Collapse

                Re: Loss start sy hi q hota hai?

                market main jab be hum koi trade oepn krte hein tu wo lose main is waja se open hoti hai kew is main broker kam krte hein wo apni fees lete hein trading krne ki ye fees hoti hai baki agr upr hume profit hota ha tu wo hamra hota ha agr lose ho jaye tu phr ye lose os currency k liye faida hota ha jis main hum kam krte hein
                • #9 Collapse

                  Re: Loss start sy hi q hota hai?

                  Us ki waja ye ha k start mein hamaen market ka experience ni hota na hi pehly kbhi trading ki hoti ha knowledge jit a bhi ho experience zruri ha hm ghalt faisly krty haen tb hamaen loss hota ha but slowly slowly hm seekh jaty haen aur hm achi trading krny lag jaty haen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss start sy hi q hota hai?

                    dear forex members hm jaisy hi trade ko open karty hn woh cahy jo bhi trade ho tu hmari trade direct pehly loss mn jati hy kiunkeh trade open karny ka tax hota hy hm trade jo bhi trade opne ki woh pehlt loss mn jati hy tu woh trade opne karny ka tax hota hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss start sy hi q hota hai?

                      Dear brother Forex Trading me hamari trade loss se is liye start hoti he k jo broker hamen platform muhaya ker reha he wo starting me hi apni fees kat leta he jis ki waja se hamari trade loss se hi start hoti he is liye is baat ki koi tension na le.
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss start sy hi q hota hai?

                        Nuksaan Shuru Hi Se Kyon Hota Hai Shuru Shuru mein nuksan jyada hota hai aur vah is wajah se hota hai ki hum Apne kaam mein expert nahi hote Hamein Jyada experience Nahin Hota Hum Jyada galtiyan Karti Hai Jiski wajah se Hame Jada nuksan Hota Hai Kuch new members Gold per trading karna Shuru kar dete Hain To golper trader karna Ek bahut hi Mushkil kaam hai start Mein Gold per trading Nahin Karni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss start sy hi q hota hai?

                          Instaorex mein hamra profit 3 point upr see start hota hai spread 3 point ki hoti hai iss liye start loss se hota hai phir 3 point jub upr ho jata hai to profit hona start ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Loss start sy hi q hota hai?

                            trading asaan nahi hai trading Ek Mushkil kaam hai is business Mein sabse Jyada Mushkil kaam trading Hai trading ko sikhana koi Aasan Nahi Hai trading bahut Mushkil se Aati Hai demo account per is wajah se kaha jata hai ki Jyada Se Jyada practice ki demo account per practice Karke he Ham is business ko Sikh sakte hain Asani ke sath
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Loss start sy hi q hota hai?

                              Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein hai start Mein loss kis wajah se hota hai ke kuch new member Ke Paas trading ka experience nahi hota aur wo phir Bhi trading Laga Lete Hain Jiski wajah se unko start mein loss ho jata hai isliye Hamein chahie lossse bachne ke liye acchi Tarah trading ka experience Hasil kare aur Phir trading Karen Is Tarah loss bache Jayega aur achha profit Hasil Karega

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X