Trading k liye high aur low points ka use

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k liye high aur low points ka use
    Dear traders akser traders ka ye khayal ha k market k lowest point pe buy kr laen aur highest point pe sell kr laen tu acha profit mil jata ha laikn me es k bary mein kahoon ga k market ka hight point ho ya lowest point ho jb tk ap ko market koi signal na de means k koi pattern ya trade lagany ka koi wazih ishara na ho trade ni laganI chaye. Ap es bary mein kiya kehty haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k liye high aur low points ka use

    Yes dear brother aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap market ka analysis kerty hoay aap jab bhi trade lagain too iss main take profit oor stop loss zaroor use kerna chahay kun ky ager aap ya use nai kerain gay too aap ko loss bhi hota hay.
    • #3 Collapse

      Re: Trading k liye high aur low points ka use

      High aur low points supports aur resistance hoty hain aur technical movement yehi hoti hai ky market in supports aur resistances sy wapis movement zarur lety hain ky yehi kisi pair ki maximum aur minimum values hoti hain jin sy market ny zarur reverse hona hota hai agar price main koi bari change na aa rehi ho tou aesy time main profitable trade hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Trading k liye high aur low points ka use

        Hamein is business Mein Kamyab hona hai tu Hamen Apna Har EK Kaam Soch Samajh Ke karna hoga is wajah se hamein chahiye ke hum Apne kaam karne se pahle acchi Tarah Se Soch prachar karne acchi hasthmuten Amli bana le Agar ham hikmateamli Bana Lenge to ab is business se bahut hi jald Kamyab ho sakti hai is wajah se hamein chahiye ke acche se stategy banaye Daal Ke Hum is business mein kamyaab ho.paein
        • #5 Collapse

          Re: Trading k liye high aur low points ka use

          Hamein chahiye trading Karte Hain Main Yahan Par trading training ke sath high level low level Saath kaam karna chahiye Jo Log Yahan Par good lovely kiss trading karna chahte hain vaanilai system ke sath graph chart Ki Awaz kam Karte Hain aur jo Log Yahan Par kaam nahi karte Hai Iski Wajah bhi Yahi hota hai kya hua market mein jyada time spend Nahin karte hain isko Jyada watch nahi karte hain kya kya cheez hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading k liye high aur low points ka use

            dear forex member welcome apka sawal to sahe hy hain trading krny k liy high or low point ka ziada sy ziada khyal rakhna chiy ,ksi bhi trading ko strat krty huwy hamin us k bary min mukamai informatin leni chaiy or us k bary min nes pharni chaiy or hain chaiy k jb b haam forex forums use krin to us ko achi trah analiys kr k reslut nikalin or usi k mutabik trading kri or loss sy bach jain gy .........
            • #7 Collapse

              Re: Trading k liye high aur low points ka use

              Dear mere khayal me to hum logon ko Indicators ki madad se trading kerni chahiye or apne analysis ko use kerna chahiye, Down level ya up level ko dekhte huwe trading kerna risky ho sakta he or is me loss bhi ho sakta he is liye market ko lazmi analysis kerna chahiye jis se profit earn kia ja sakta he.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k liye high aur low points ka use

                Bhai jan humko market k high aur low risk k points ko mind mein rakhna chahye aur is mein pher ja kar kam karna chahye aur is emin umko mehnat se kam karna chahye pher ja kar hum is mein earning kar skate hain ur humko is mein trading k lye is mein high aur low risk points par nazar rakhna chahye pher ja kar humko earning karne ka mouqa milta hain
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k liye high aur low points ka use

                  forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kamyab hona chatey hain to hamy low points or high points ko dahk kar kam karna chahey forex aik aam business ke nisbat bohat acha or legal business hain
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k liye high aur low points ka use

                    hamy mahnet sy forex mai kam karna cahey hamy kamyab hony waly tools ko be istmal karna chahey forex aik world wide business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex all world mai bohat taze sy famous hony wala real or legal business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X