loss se kbhi bhi ghbraen na .........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss se kbhi bhi ghbraen na .........
    forex rading main loss hona aik yakini amal hai es liye loss se kbhi bhi ghbrna nahi chahye bal k loss se khud ki trading ko bahtr karen q k jub ap ko loss hota hai tu apko forex ki leraning par dehan dena chahye ayse he apka loss recover hota hai or apki sath main laerning bhi ho jati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

    G han bro loss hony pr hmy sbr sy km lena chaye agr hm loss ki wja sy upset ho jayn gy tu hmara confidence km ho jay ga or hm thek trah sy km ni kr sky gy phir forex business min is liye koshish kryn k loss hony pr khud py control kryn thora or bilkul bhi ghbraht ka shikar na hon apny mind ko cool rkhyn hmesha q k gram mind sy hm koi bhi km achi trah ni kr skty.
    • #3 Collapse

      Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

      G Han bilkul agar ap nay trade lgain ho or ap ko loss ho b jaiy chahy so loss chota ho ya bara to us say gabrana nai chahiye balkay us ko cover karnay ki koshis karni chahiye na Kay loss ki tension main mazeed loss Kar baithain trading karnay say pehlay hmaisha planing Kar Kay or demo account per practice Kar Kay trade lgain tab he ap acha profit earn Kar saktay han
      • #4 Collapse

        Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

        G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex ek bohat he acha business Hai is men losses aur profit saath saath he hoty hain lekin kamyabi Unhe logon ko milti Hai jo in ko sabar se face krty hain aur Inhe se apni nakamiyun ko kamyabi men badalny k liye mehnat bi krty hain is k ilawa humen chaheye k hum apni trading ko kamyab bnane k liye apny he losses see seekhen ta ky ache earning ko hasil Kiya ja sake.
        • #5 Collapse

          Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

          loss aur profit to qarobar k hisa hoty hain aur qarobar ki ronaq bhi aur loss sy jo log khabra jaty hain aur kam bnd kr dety hain haqiqat me wo r man lety hain aur yahi k endpoint bn jata hy leki jo himat nhn harty aur lgy rhty hain aik na aik din bhot bri kamyabi hasil kr lety hain
          • #6 Collapse

            Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

            bhai jan loss zindagi ka hisa ho ta hai so agar ap loss se ghabra jay gey to phir ap forex me kese kam kar sake gey so agar ap forex me long term k liye kam karna chahte hain to ap ko chahiye k ap daily basis par forex me kam kare or mehnat kare or demo account par achi tarah se practice kare ta k ap ek ache trader ban sake or phir ap trading start kare or kam kare or yaad rahe k ap apne andar se loss k dar ko khatam kar k confidence peda kare ta k ap ek ache trader ban sake.
            • #7 Collapse

              Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

              G bhai aap ny bilkul theek kaha ky hamai loss sy ghabrana nahi chaheye lakin masal ye hai agar hum loss sy na dary aur invesment karty jaye. Is sy tho hamara account wash ho jaye hlga aur phir aik baar phir poora maheena posts karny mai bthana hoga.lakin jo bhi hai hamai risk nahi lema chaheye agar kuch bhi ho
              • #8 Collapse

                Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                dost jisne Pakistan Forex map work karna hai to use loss se bilkul bhi ghabrana nahin chahiye kyunki Pakistan Forex ka pehla start he lost se hota hai tu jyada jitna ho sake mehnat karo aur accha experience gained karo itna achha experience hoga utna achha business hoga Pakistan Forex philos se main use rahane ke liye sabse jyada practice ka Arman hai jitni acchi practice hogi kitna kam loss
                • #9 Collapse

                  Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                  Forex kiunkeh ek biuness hy aur har binuess mn loss ka ana lazmi hota hy agar hm members loss sy bachty rahin gy tu phir trade bhi open nh kar sakty aur jub trade open nh ho gi tu na profit ho ga aur nh loss es ka ko faida nh loss ny bagna nh cahiya loss ny tu lazmi ana hy
                  • #10 Collapse

                    Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                    G dear friend umeed karta hun aap sab theek honge aapne bahut accha sawal Kiya hai ki loss par hamein ghabrana Nahin chahi kyon ki loss humare experience ki Kami aur knowledge ki Kami ki vajah se hota hai hamein chahi ke Forex form par zyada se zyada post aur third Karen taki hum trading mein kamyab ho sake aur zyada se jyada earning hasil kar sake Kisi bhi business mein last aur profit 1 fitri amal hai isiliye loss aane par ghabrana Nahin chahiye bal ke apne andar maujud kotahyo ko khatam karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                      G bhai jaan iss m koi shak nhi hy k insan ghltiyoo sy hi seekhta hy to hr karobar mein loss or profit to lazmi cheezin hein iss sy kbi himat ni harni chahiy belkeh apny trending py control krna chahiy .loss sy ghbrana bilkul bhi ni chahiy belkeh iss sy learnig hasil kr leni chahiy.jb ap koi b ghalti krty hein to aap uss sy bht kuch seekh jaty hein or next agr aap careful rehty hein to ap ap aik strong business kr sakty hein.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                        ya bata sahhi hy k ham ko kbhi bhi los sy hamay naia gabrana chiaya hamaya ppana kam sahi a chi trha sy hamay krty rehna chiaya hama loss my reh k ham kam ry gy to hamis my bhot nakam hho sgy gay agr ham lsos my reh k ham kam kry gy to hmy ghbrahat hti hy us ko dor krna chiya our sahi kam krna chiaya hamay
                        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                        • #13 Collapse

                          Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                          Ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek Kaha Hamein loss se ghabrana nahin chahi bulk loss Ho Jaye to Hamein Himmat nahi Harni chahie aur mehnat se Forex Mein kaam karna chahi
                          • #14 Collapse

                            Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                            dear loss or profit sa kabhi bhi na ghabraen kun ka yeh business ka hisa ha agar aap ak loss sa business karna chor den ga to ap mustaqbil mn kamyab ni hoo payen ga loss ko dekh kar ap forex par ziada sa ziada practice Karen r ak achi earning hasil karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss se kbhi bhi ghbraen na .........

                              Forex Trading aik risky business he is me doosre business ki nisbat ziada risk hota he is liye hamen loss se pareshan nahi hona chahiye, agar hamen loss ho reha he to hamen phir trading ko stop ker dena chahiye or forex trading ki mazeed learning haasil kerni chahiye, jitni ziada leaning hogi utna hi ziada profit haasil ker sakte he.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X