trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #916 Collapse

    that is much good idea that new trader should trade on one pair because that is good for is if we work hard in one pair then we should done very well there my friend and if we not work hard then we should not done very well there and in Forex that is to important that we collect first all information one pair and become professional of this pair
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #917 Collapse

      ga hai dear apkois buisiness mei apko aisa hi karna ho ga kay apko is buisness mei iak hi pair pe hi tradig kara ho g takay apko is buisness ki aik iak point ki samjh a jiay aur apko is ka pata bi chal jaiy
      • #918 Collapse

        Dono hi thek hain, agar ziada pairs mein aap ko achha trend mil rha ho to aap ko ziada trades open kar leni chahiyen.
        • #919 Collapse

          forex trading ko janny kay liye demo account ak behhtr trika hay , isi ke madad say hun trade in one pair or trade in many ko achy say seekh sakty hain,trade in one pair is best way to earn good profit in pakistan forex trading.
          • #920 Collapse

            dear start me apko sirf 1 pair pr trading karni chahye ta k apko kuch idea ho saky k market kis waqt kese move karti ha aur kuch time bad apko mazeed pairs pe trading start karni chahye phr ap unko achy way se handle kar sako gy aur pairs ese select karny chahye jin market ki movement kam ho for example agr hum gold ki bt karen to bht fast up and down hota so be careful about this
            • #921 Collapse

              mere khyal se 1 pair pe he trade krni chahiye jis ka trend ap ko pta hai ager ap koi or pair pe trade krte hain to wo ap ki sar dard ban skta hai mtlb loss kar stke hain so jitna experience ho utna he kam krna chahiye
              • #922 Collapse

                I think trading just pair and trading many pair has it own advantage and disadvantage. i believe if you are a new trader or less experienced then it is better that you focus on just trading one pair but for experienced trader you can trade more pair
                • #923 Collapse

                  jahaa tekk meraa khiyaal heey aur meraa transferr hotaa heey wo heey every new month ki starting five date tekk aap ko bonus mill janaa chahyee forex keey bareey meey knowledge leeney keey baad bohet hi kem hedd tekk loss meey jaa sakteey hai jiss seey ap ko benefit in profit meey hoo gaa forex meey her kaam ko sooch ker aur samajh ker kerna chahyee
                  • #924 Collapse

                    dear waisay to meri raio yeh hai k ek waqt mein ek currency pair per he trade kerni chahye ager ap zyada currency pairs per trade kero gay to apki trade khatray mein per jaye gee lakin yeh bhe such hai k ek dion mein ek he currency pair per bar bar trade open nhi kerni chahye
                    • #925 Collapse

                      nay any waly trader k lie yei baitar ha k wo phely srf aik pair main trde kary us k bad wo is se jab kafi expert ho jahy aur market ko sai se samaj lay to tb wo sth sth dosray pairs main b trade kry jis se loss hony k chances kam hon .
                      • #926 Collapse

                        hum agr aik say ziada pairs main karty hain to ye humary liye boht acha hay kun kay huamin agr aik jaga loss ho raha ho to hum isko cover kar sakty hain or beginners kay lite aik pair par treading karni chahiye kun kay uhain abhi itna experixence nai hota hay
                        • #927 Collapse

                          Bro pehle to hamein market ka tajzia karna parfa hai agar aap multiple pairs ko control kar saktay hain to aap multiple par karein aur aapse nai hota to aap aik se zyada pair par trade naa karein kyun k agar sab pair par loss hogaya to aapko bara loss uthana par sakta hai isliye mera mashhora hai k aap aik hi pair par trading karein filhaal jab aapko iski achi knowledge hojaye to aap aik se zyada pe kar saktay hain
                          • #928 Collapse

                            bhai jan forex trading business men trade krny ky liy zarori hy ky ai hi pair pr trade ki jay ye thek nahi hy ky aik sy zayada pair pr trade kia jay men to sirf gold or usd/jpy pr trade krta hn or achi earning hasil krta hn
                            • #929 Collapse

                              mera khyaal hy k ap ko aik sy zyada pairs pay trade krni chahiye q k aik pair pay kbi kbi market move nai krti is liye ap k pass dosry pair kee option b hoti hy. . .agr ap aik he pair pay trade krty hain tu us k liye ap ko strong mind kee zaroorat hoti hy q k us main wait kaafi krna parta hy. . .ye main ny apna idea share kia hy. . .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #930 Collapse

                                brotherr ager hamhen forex ki trading ko learn kay aur demo per achi trha practice krty hai to hmhen yeh bhi smjhna chaiye kay hmhen aiik pair per trade krni chaiye na kaky aik say ziada ic se hmhen loss ziada hota hai hmhen aik he pair ko smjhna chaiye us ki movement ko smjhna chaiye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X