trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1291 Collapse

    agar hum aik pair par trade kar rahy ahy to humay esko theak say analysis karna chahiey tab humay agar achi trade milay tab he trade karni chahiey aur agar hum differnet pairs par trade karen gay to es trha humay usmain kooi na koi trade zaroor mil jati hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1292 Collapse

      Trade in one pair is best, kiun ke jub aap aik hi pair pe bar bar trade krte hain to apko us pair ki market ka asani se pta chal jata hai aur uski value aur charts analysis krne men asani rehti hai
      • #1293 Collapse

        Tred pairs to aap k balance per b depend kerty hen . Balance kafi hy to ek say ziada pairs par b trading ki ja sakti hy. Startup main ek hi pair rakhna chahiay qk is say aap ko experence b hota rahy ga aor knoldge b .
         
        • #1294 Collapse

          Ye baat to trader k experience pe depend karti hy . Agr trader k paas sufficiant balance ho aor experience b acha ho to wo ek say ziada pair per trading krni chahiay . Magar startup main hamesha ek pair per hi trading krni chahiay.
           
          • #1295 Collapse

            forex trading me jb tk experience ni ho jata tb tk 1 pair py trading krni chahye . ziada pairs py kam krty hoy ap disturb ho skty hn aur sahi treqqy sy analys ni kr sken gy . is lye me yei kahon ga k 1 pair sy start len aur jb kafi experienced ho jaien tb multi pairs py trading kren .
            • #1296 Collapse

              hamain jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learn kar k hi hum sucess hon gay aur market main plane kar k hi hum sucess hon gay aur demo main practice kar k hi hum real main bi trade karein gay ta k earn hho
              • #1297 Collapse

                Forex trading business mein sab se pehly aik pair par trading karni cahaiye aur us pair ki currency ka knewledge experience hasil karna cahaiye jab aik currency ka knewledge experience hasil ho jaye tu kise dosry pair par trading karni cahaiye is traha hum forex trading business ki market ka knewledge experience aur achi skills jab tak na ho ziada pair par trading nhi karni cahaiye
                • #1298 Collapse

                  agar hum new hay to humay tradign aik pair say start karni chahiey kyun keh trading ko humay pehlay seekhna chahiey tab he esmain achi earning karna seekh sakty hay aur humay chahiey keh esmian khoob mehnat bhi karen ta keh market main har kisam kay chance ko avail kar kay achi earning kar saky
                  • #1299 Collapse

                    Bhai aap nay pairs trading ky bary poocha hy app kitny pairs py trade laga sakty hy ye aap ky capital size py depend kerta hy and konsa pair acha hy jis pair ky signal aap mil jaye buy ya sell ka aap us py trade kry gy to us sy aap ko faida hoga
                    • #1300 Collapse

                      is forex main jis pair main bi trade karein gay aur market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur is forex main enter hony k liye learning karni ho gi tab hi hum run karein gay aur is main kam karny main bi asani ho skay gi it is best job
                      • #1301 Collapse

                        Aslam o alikoum dear sub teak hain us pair main inter hu jis ke aap ko zeada achay say experience ho
                         
                        • #1302 Collapse

                          hamain jis pair main bi trade karni hoti hai is k bary main learning karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main movement ko dekh k hi trade karni ho gi tab hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use karna ho ga
                          • #1303 Collapse

                            Aik successful trader hamesha aik hi pair main trading krta hai koun ke usy aik hi pair par focus krna hota hai aur wo aram se pehle market ka achy se analysis krta hai jo usy kamyabi dela deta hai. One pair hi best hota hai jis main profit ke chancees bahat zaida hoty hein. Forex main zaida pair lalach main mubtala kar deta hai
                            • #1304 Collapse

                              agar hum forex trading main theak say earning karna chahty hay to esmain humay learning ziada karni chaheiy kyun keh learning aur ziada pair par trading karnay say he acha earn kar sakty hay ye aik bohat acha business hay es bsuiness main theak say focus karna chahiey
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1305 Collapse

                                Dears ye bat ek dam thek hai ka ham jab trading start karty hain to pehlay hamen sirf ek pair pa trading krni chaheye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X