trade in one pair vs trade in many?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #301 Collapse

    well my dear brother wesay to mein abhe learn kar raha hun forex trading ko but ye kehna chahun ga kay ye baat totally trader ki ability, skills aur uskay analysis pay depend karti hay kay wo kitna sure hay aur ager wo samajhta hay kay wo aik say ziada pair pay trade kar sakta hay to iss mein koi haraj nahi hay lekin ager trader zara bhe doubtful ho to usko bilkul bhe risk nahi lena chaheay...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #302 Collapse

      meray khyal sy one pair men trading karna best hay kun ky is sy hamera loss hona ka chance kaam ho jata hay pair ki moments ko samajhna asan hota hay or ek hi pair ky baray men knowledge hasil karna asan ho jata hay
      • #303 Collapse

        zyada tur log eur/usd, gbp/usd, usd/cad per trading kerty hen or mey bhe personally in pairs ko like kerta hoon kyn kay sub sey bari waja yeh hay k yeh sub pairs zyada tur brabur chaltay hen aik doosry kay mera matlab yeh hay kay ager zyada uper chala gya hay tou zyada neechay bhee aata hay usi wakt.
        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
        ap khyal ma kon sa best ha or keww
        • #304 Collapse

          i think the trade in one pair is the best rather then the trade in the many pair if we will do the trade in the many pair then it is not the good thing for us ,we should trade in the one pair at the start level and then you can do the trade in the more pair ,EUR/USD is the best in this regard
          • #305 Collapse

            forex trading main koye br pabande nahee is main app ek pair main be trading kar sakty ho or is main app bohat sari pair main be trading kar sakty ho or agar app ko forex trading main ek acha experince ho tu pir app is main bohat sari pair main be kaam kar sakty ho or agar app ko is main experince nahee ho tu app ko sirf ek pair main kaam karna chayee
             
            • #306 Collapse

              i will prefer the trade in the one pair i think the trading in the one pair is the more profitable and the more easy then the many pair so that is why we should trade in the only one pair EUR/USD that is the good for the all the new and the old trader as well
              • #307 Collapse

                jnab mein to ek pair mein trade krta hun or ek time mein ek trade mje koi zorat nai hai etna fast jany ki mein slow slow kam krta hun trading mein or thoda thoda profit bnata hun bhai saf c bat hai :P mje bht dafa loss hoa hai es liey ab mein slow chalta hun es kam mein
                • #308 Collapse

                  hmmm..mere khayal se forex mein sab se best pair Eru/Usd hai keu is mein loss km hota hai profit bohat hota hai or trade in many is not the right decision trade on one pair is best
                  • #309 Collapse

                    forex trading main ap ko single pair main kam ekrna cheye teke ap ko loss na ho agar ap aik se zyda pair main kam kero ge too ap ko loss ho skata hi kynke ap sub pair per concentrate nahi ker sakte
                    • #310 Collapse

                      shold trade on that pair in which there is perfact signal available of sell or buy in Forex market you can do trading in any pair for this you y jis mein trader ka spread kam ho aur jo ziada volatile ho yani jis mein ziada movment ho ar ap ko trading ik sa ziada pair man Marne chary ki
                       
                      • #311 Collapse

                        Mein Boht Se pairs Mein trade kerta hoon. iss Se Mera nuksan reduce Ho Jata Hai.baaz Okat App Ko Boht Faida Mil Jata Hai. Differenct Pairs aur Opposit Pairs mein Trading , traders Ke Liye Faida Mand Sabit Hoti hai.
                        • #312 Collapse

                          bhai ji agr to aap ko experience hai to aap kay liye ziada pairs main trade karna krna bhi best hai or agr ap new hian to aap kay liye behtr hai kay aap aik pair hi slect kare'n kyun kay is say loss ka risk bhi km ho ga .
                          • #313 Collapse

                            me to zada tar Eur/Usd pe hi trading karta ho ku k isme thora sa experience bhi hogaya ha aur iski volatality ka bhi pata rehta ha so mre khayal se isi pe trading karna best rehta ha unke liye jo sekh rahe hen
                            • #314 Collapse

                              Yeh sab apke apne upar depend karta hey aur agar aap forex main achi trha se knowledge aur experience rakhtey hain to phir aap is main many pairs par work kar saktey hain aur agar apko is main itna ziada experince nahin he to phir apko is main only one pair par hi work karna chhiaye.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #315 Collapse

                                dear i think that you shold trade on that pair in which there is perfact signal available of sell or buy in forex market you can do trading in any pair for this you should analyze forex market well if you want to become a

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X