mehnat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    mehnat
    Ji haan sir aapne bilkul Hi Sahi kaha hai sirf Humne is main Jyada Se Jyada nail art karne ki koshish karna chahiye Kyunki sab kuch mehnat karne se hota hai agar Hum mehnat karne ki koshish Karenge Aur Hum kaam karne ki koshish Karenge Agar Hum Dena Raat Mein Na Karenge to Inshallah Tala Ek Dil Ek Jaan Naam Pakistani for Business mein Kamyab Ho Jayenge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: mehnat

    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend kisi bhi kaam mein kaamyaab honay k liye mehnat ki zaroorat hoti hai agar hum forex mein kaamyaab hona chahtay Hain tou hamain chahiye k hum zayada sy zayada mehnat karain jitni zayada mehnat karain utna he acha profit bhi earn ho ga lehaZa hamain chahiye k hum mehnat karain Orr apna zayada time forex ko dain kbhi ham kaamyaab ho saktay Hain
    • #3 Collapse

      Re: mehnat

      Dear har km mn mehnat zarur hoti hai as liay jis km ko bhe seekhny k liay ziada mehnat ki jay ge us km sy ap ko acha profit hasil ho sukta hai as liay forex trding k baray mn achi trah seekhen aor ziada sy ziada mehnat kren tah k ap ko achy bonis k sath sath acha knowledge aor exprience bhe hasil ho suky
      • #4 Collapse

        Re: mehnat

        Jee bilkul doston Forex trading Mein kaam karte hue hamein chahiye ki Jyada Se Jyada mehnat Karen Soi samajh CarTrade Karen aur aapko chahiye ki ek accha trade Karke Ek acchi income Hasil karne ki koshish Karon their friends Forex trading main wahi Banda Jyada kamyabi Hasil Karta Hai Joker Jyada mehnat Karta Hai Forex trading Mein mehnat Karna sharth Hai Is Tarah aap ko experience aur knowledge Hasil ho sakega aur aap ek accha trade Karke Ek accha profit Hasil kar Sakenge
        • #5 Collapse

          Re: mehnat

          G bhai ap ny bahot achi thread open ki hy mehnat sy hi azmat hy hmary bary kehty hn jo banda mehnat karta hy cahy usy jesy bhi nakami ho phir bhi woh mehnat karta hy aisa members zror ek na ek din kamiyab hota hy hmai bahot sari friends hn jen ka account band ho jat ahy account wash ho jata hy phir bhi work karti hn mehnt karti hn aj woh hm sy agy hn
          • #6 Collapse

            Re: mehnat

            Forex 1 online business is business mein Hum ghar baith kar de kaam kar sakte hain Agar Hum is business Mein Kamyab Hona Chahte Hain Tu hamein chahiye ki hum zada Se zada mehnat Karen Aur Dil Laga kar kaam karne mehnat mein azmath hai mehnat Karenge to kamyabi Hasil Hogi mehnat Kay bager Koi kamyabi Hasal Nahin Hoti.
            • #7 Collapse

              Re: mehnat

              G hain bhai jan apne bilklu hi sahi kaha hain forex mein humko mehnat se kam karna chahye aur is mein chahye k hum mehnat se kam kare pher ja kar hum is mein earning kars kate hain aur humko is men pher ja kar hum earning kar skate haiona ur is mein mehnat k begair kuch bhi hasil nahi hota hain
              • #8 Collapse

                Re: mehnat

                G hn bilkul mehant m he azmat ha iss Lia hmmya mehant bohat zada krna Ki zerorat ha mehant Sa he aj tak SB KO tariki mili ha or sab na Koch na Koch kamal mehant Sa he Ki. H mehant Sa hmm firex treading ma bohat zada agya jaa saktya Han or ik din hmmy bohat cah treader ban ka boht acha earn KR sakty han
                • #9 Collapse

                  Re: mehnat

                  Asslam-o-alikum dear welcome to Forex Pakistan !! G dasto jatni zayda ment karo gae is ka otyna zayda payal mila ga AGR ap Forex par jatni zayda ment karo gae ap ko os ment ka profit lazmi mila ga or Forex par agr ment ni karo gae to ap ko profit zaroir mila ga ap ko jub bi time mila zayda sa zayda time Forex ko do or ment karo ap ko Achi incoming mila gae
                  • #10 Collapse

                    Re: mehnat

                    Mehnat k baghair hum kise bhi kaam mein kaamyaab nhi ho saktay aur forex trading business mein tu mehnat ki buht ziada zaroorart hoti hy agr hum forex trading business mein mehnat karain gay tu hi hum learning knewledge aur experience hasil kar saktay han js se kaamyaab trader ban saktay han
                    • #11 Collapse

                      Re: mehnat

                      mehnat karna bohat hi ahm hota ha chahe wo koi bhi kaam ho aur forex me to mehnat kie beghair koi kamiyab nahi ho sakta forex me agar kamiyab hona ha to mehnat karne hi party ha forex me kamiyabi ka koi short cut nahi aur bohat se log short cut ki talaash karte ha short cut se ap kabhi bhi ziyada der tak kamiyab nahi ho sakty mehnat bohat zaroori ha forex me kamiyabi aur nakaami ki aik wajah mehnat ha jo mehnat karta ha wo kamiyab aur jo mehnat nahi karta wo nakaam
                      • #12 Collapse

                        Re: mehnat

                        G brother bohot qeemti word use kiya aap ny. MEHNAT means hard work. Dunya mai agar hum kisi bhi cheez oar mehnat kary hamay wo ALLAH dy deta hai
                        Rahii bath forex ki to forex per bhi bohot mehnat karnii parti hai. Posts py. Yahan koi holiday nahi hoti har roz kaam karna parta hai mini office bhi keh sakty hai. Is sy hamara knowledge bhi bartha hai. Aur acha khaasa profit bhi milta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: mehnat

                          G han my dear forex friend apny bilkul thek farmaya hy k agr hum mehnat nh karen gy to kabhi bhi kmyab nh ho skty is liy hame chahiy k hume agr apni zindgi me kmyab hona hy to is k liy hame bahut ziyada mehnt krni prti hy
                          • #14 Collapse

                            Re: mehnat

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Farhankhan007 پيغام ديکھيے
                            Ji haan sir aapne bilkul Hi Sahi kaha hai sirf Humne is main Jyada Se Jyada nail art karne ki koshish karna chahiye Kyunki sab kuch mehnat karne se hota hai agar Hum mehnat karne ki koshish Karenge Aur Hum kaam karne ki koshish Karenge Agar Hum Dena Raat Mein Na Karenge to Inshallah Tala Ek Dil Ek Jaan Naam Pakistani for Business mein Kamyab Ho Jayenge
                            Forex trading Mein accha kaam karne ke liye mehnat karna bahut jyada Jaroori hai agar aap mehnat Karke Kam Nahin Karte Hain To aap aur trading Karke sirf aur sirf loss hota hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: mehnat

                              g bilkul hum sub ko chahiye k hum forex me mehnat kiya kare or dil laga kar forex me kam kiya kare ku k jub tak hum forex me mehnat nahi kare gey tub tak hum forex me kamyabi hasil nahi kar sake or forex hi nahi balke hum kisi bi business me agar kamyab hona chahte hain to hume us business me sub se pehle mehnat karni ho gi ta k hum us me kamyabi hasil kar sake or yahi ek rasta hai jis se hum forex me kamyab ho sakte hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X