Economics News
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Economics News
    Dear members trading karte waqt hum tamam members ko chahiye k hum sub se pehle market ko analeys kare, Phir Economics News ko watch kare agar koi news aane wali ho ya us time aai ho to us time trade open nahi kerni chahiye news aane k baad market k trend ko check kare k market ka trend kia ban reha he us k baad phir koi trade open kerna chahiye aisa karne se hum log loss se bach sakte he or achi trading ker sakte he.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Economics News

    G belkul Bhai app sahe keh rahai Hain forex market Mai hamai hamesha news pe Nazar rakni chaye agar ham news ke oper nazar rak Kar trading karaingay market ko sahe tariqay say analyse karaingay to ham acha profit Kama saktay Hain.
    • #3 Collapse

      Re: Economics News

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
      Dear members trading karte waqt hum tamam members ko chahiye k hum sub se pehle market ko analeys kare, Phir Economics News ko watch kare agar koi news aane wali ho ya us time aai ho to us time trade open nahi kerni chahiye news aane k baad market k trend ko check kare k market ka trend kia ban reha he us k baad phir koi trade open kerna chahiye aisa karne se hum log loss se bach sakte he or achi trading ker sakte he.
      Assalamu Alaikum aap Forex trading ko kar rahe hain to aapko Yeh Jarur Pata hona chahiye ki aap Jis Malik ki currency par trade kar rahe hain uski economies Kaisi Hain Uske account news news for read karna bahut jyada Jaroori Hota Hai Sab Hi jakar Aap Ko Pata Chalta Hai Ki Hua par upside par aayega ya FIR downside par
      • #4 Collapse

        Re: Economics News

        Gee haan forex mein humain economic news ko lazmi follow.kerna.chahyea aur daily basis per forex calander ko watch kerain aur important news dekh ker unn kay analysis kerain aur phir forex mein unn kay mutabiq trade lagain tou zaroor kamyabi ho gi
        • #5 Collapse

          Re: Economics News

          Forex mein economic news market per bahut zayada effect kerti hain khas ker jub koi america ki economic news hoon tou aur uss time pae trade sae profit bhi bahut zayada hota hai aur loss bhi agar aap nay sahih trade lagai hai tou acha profit ho ga warna loss ho ga
          • #6 Collapse

            Re: Economics News

            forex mai news ke bohat value hain hamy news ko dahk kar mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forrex aik real buisnes hain
            • #7 Collapse

              Re: Economics News

              forex ke karobar mein economics news ko dekh ke trade lagany ka fesala kerna hota he forex ke karobar mein hum earning ke sath learning be kerty hein forex aik legal karobar he jis mein apni mehnat se namomkin ko be momkin bana dety he forex ke karobar mein hum information ko aik dusry ko information of trading ko share kerty hein forex aik online karobar he
              • #8 Collapse

                Re: Economics News

                forex aik life time karoabr he jis mein puri dunyan se rabata ker ke achi trading market ke techniques ko new traders ko convey kerty hein forex aik aam karoabr ke nisbat ach aor kamyab business he jis mein hum mehant ker ke senior ke trading ideas se faida uta ke profit ko gain kerty hein forex mein full cofidence waly traders kamyab hoty hein forex iak legal karobar he
                • #9 Collapse

                  Re: Economics News

                  forex aik acha business hain is mai hamy news ko follow karna ho ga hamy news ko follow kar ky kam karna ho ga pher he hum paisa kama saky gy forex aik unique business hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik wasee business hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Economics News

                    Newx ka bhe effect hota hai aur agr market mai economic news ho tiou market mai bohat zada effect hota hai aur market mai move bhe zada hoti hai. Es lye market mai trade jab bhe open krey tou news ko bhe madad nazar rekh kr trade open krey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Economics News

                      hamy economy news ko apny experience ky mutabik samjna ho ga hamy analysis ko use kar ky kam karna ho ga hamy new news ko watch karna ho ga pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik acha businss hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Economics News

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Daheri1984 پيغام ديکھيے
                        Dear members trading karte waqt hum tamam members ko chahiye k hum sub se pehle market ko analeys kare, Phir Economics News ko watch kare agar koi news aane wali ho ya us time aai ho to us time trade open nahi kerni chahiye news aane k baad market k trend ko check kare k market ka trend kia ban reha he us k baad phir koi trade open kerna chahiye aisa karne se hum log loss se bach sakte he or achi trading ker sakte he.
                        Assam Alaikum Forex trading business economics news per Najar Rakhna bahut jyada Jaruri hota hai ki unke Agar Hamen countries ke economic ke baare mein batao Hoga jab hi ham Ek successful trade Laga Sakenge
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Economics News

                          bhaijaan economically news bahut jyada effect hoti hai isliye news pajabi trade karni ho use waqt aapke pass experience achcha hona chahie aur equity bhi good honi chahie tab AAP news per bahut acchi trading karke achcha profit hasil kar sakte hain lekin use per scalping se achcha profit milta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X