Forex Trading me No Lalach No Loss
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading me No Lalach No Loss
    Dear all jaisa k hum sub jaante he k trading me jab bhi kissi member ne lalach ki he to usko hamesha loss hota he to hamen bhi lalach nahi kerni chahiye agar lalach karenge to apna hi loss karenge or milega bhi kuch nahi, Acha trader wohi hota he jo apni her trade ko profit me hi close kerta he kio k wo kabhi bhi ziada ka lalach nahi karta is liye hamen bhi lalach ko chor ker profit ki taraf jana chahiye beshak kam se kam profit ho lekin wo profit loss se behter he is liye kissi qisam ka koi bhi lalach na kare begair tension k trading kia kare.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

    G Han ap ki bat theek hay k forex main agar hum kamiab hona chate Hain aur achi earning karna chate Hain tou us k liay zarori hay k hum kabhi bhi lalach nai Kare aur hamesha save trading Kare kiu k jab hum lalach karte Hain tou us main aa Kar hum Apna loss karte Hain aur trading main kamiab nai ho pate
    • #3 Collapse

      Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

      Forex trading aisa business hai jis mein unlimited profit hota hai is profit ko jaldi aty dekh kr boht se traders lalach krty hein aur yeh lalach loss hony ki main reason hai iski waja se her month boht account wash hoty hein lalach na krny ka hum sb kehty hein lekin jb trading krty hein tu khud bhi is se bachny ki koshish nai krty.
      • #4 Collapse

        Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

        G bhi ehsa he a jha tk o skhy humy Apny Ap ko lalach se bachna chiey aur ik professonal trader ke tara trading karni chiey ye ni karna chiey k Jb b khee thora sa int mila to profit hasil karny k liey trade lga de aur phir loss krwa lia aur agr ik trade m profit o gya a to phir jaldi m agli trade lga de, humy trading m bara purskoon rehna chiey aur soch smj kr decision karny chiey
        • #5 Collapse

          Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

          Gee haan agar hum forex trading mein lalach na kerain tou humain kabhi bhi loss na ho humaray loss ki main wajah hi lalach hai aur agar hum iss sae bachna chahtay hain tou humain zahen mein yeh soch ker rakhna chahyea kay mein kabhi bhi lalach mein aa ker koi ghalt qadam nahin uthaoun ga
          • #6 Collapse

            Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

            g haan dost loss tu Jo ho gaya ho gaya isliye is baat ko mind mein rakhna itna jyada jaroori nahin hai jitna jaruri hai ki humne apna focus aur apna pura power ke sath himmat ke saath phir se apne kaam par to tawAjo karni chahiye kyunki Jo loss hua hai usko recover karne ke liye hamein mehnat aur hard work karna hoga tu Jahan Tak Mera khayal hai dost loss ko mind mein nahi rakhna chahiye her tension se free hokar aapko just mehnat karni chahiye ki dobara se aap acchi earning kar sakta
            • #7 Collapse

              Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

              Dear apki bat thek hai k ham ko is mein lalch aur is main risk nahi len achhye aor ham ko is mein kabhi bhi lalch nahi karna chaiye aur ham ko chaiye k ham is mein apne indar se lalch ko door kar den aur uis mein lalchi man ban kar is mein work nahi lkarna chiaye is mein kam profit ho to bhi kafi hai aur ham ko ios mein chaiye k ham is mein pasoo ka lalchi na bane is mein lalchi insan kabhi kamyb naho ho sakte hain aur is mein jo lalch nahi kar ta hain wo hi is mein amyb hota hai uar is mein tarde kar te wqat ham ko is mein lot size kam rakhan chaiye uar is mein ham ko mkam tarde hi open kar ne cheiy tab ja kar apko is mein losss nahi hoga aur is mein apko lalch ki waja se hi is mein loss hota hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

                Belkul aisa he hai ham loss tab kartay Hain jab ham lalach kartay hai ham jab lalach kartay hai to ossmay hamarai emotion mbe shamil ho jatay Hain aur ham ghalat direction Mai ghalat trade barai lots size ke sath open Kar laitay Hain .
                • #9 Collapse

                  Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

                  traders forex mien lalach as lyee kerte hien k wo as mien kuch na kuch kama len magar as mien ham kuch na kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee hamain as mien her bar kaam kerna hota h aur ham ko as mien her bar dakh ker as mien kaam kerna hota h agar ham galat waqt per trade kerte hien tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien aik ala trader ban ker ham ko as mien kaam kerna hota h aur ham ko as mien kamaee kerna hota h jo b as mien lalach kerte hien un mien sy aksar as mien sirf apna nuqsan kerte hien aur nuqsan k sewa wo kuch b nahi kerte hien as lyee agar thora profit b hota h tu ham ko qabol ker lena hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

                    Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai forex trading mein agar hum laluch nahi kartay tou hamain kiss soorat bhi loss nahi ho sakta kiun k loss ki sab sy brii Wana he laluch hai jab hum laluch mein a Kar kaam karain gy tou hamain hamaisha loss ho ga lehaza agar hum loss sy buchna chahtay Hain tou iss k liye hamain chahiye k hum laluch sy bilkul doorr rahain tbhi hum achi earning Kar k kaamyaab ho saktay Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

                      Hi ji bilkul aap ne ki kaha hai Forex trading mein no lalach no loss Jab Hum lalage Karte Hain Tuhi Hamein loss hota hai Agar Hum Lalach ke bagair kaam Karenge Toota hi Ham Kamyab hai trading karte waqt Hame chahiye ke hum Lalach Na Karna Jitna Agar aapko accha profit ho gaya hai to Hame chahiye ki hum trade ko close kar de Lalach Na karen lalach Karenge Tu loss bhi ho sakta hai.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading me No Lalach No Loss

                        Lalach sae hi tou forex mein sub sae zayada nuqsaan hota hai lakin hum bar bar loss kernay kay bawajood bhi lalach kernay sae baaz nahin atay aur her maheenay apna account wash kerwa letay hain humain iss sae bachna chahyea ta kay hum forex mein kamyab ho sakain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X