Risk ki iqsaam.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk ki iqsaam.
    Trading main risk ki bhi mukhtalif iqsaam hoti hain.
    1. Aisai trade pe risk lena Jis ka sl ziada ho aur tp kam ho lekin aap ko us k analysis ka sahi pata ho us ki direction clear ho .
    2. Kam lot size k sath risk lena . koi aisa setup jis pe aap ko pora yaqeen na ho to aap kam lot size k sath risk le saktay ho .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk ki iqsaam.

    Ye sari cheezain money management ke zamrai !ai ate hai apple bat sahe hai hamai hamesha aisay trade ko open karna chaye jisska sl Kam aur tp zyada ho aur hamesha trade Kam lots size ke sath open karna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Risk ki iqsaam.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
      Trading main risk ki bhi mukhtalif iqsaam hoti hain.
      1. Aisai trade pe risk lena Jis ka sl ziada ho aur tp kam ho lekin aap ko us k analysis ka sahi pata ho us ki direction clear ho .
      2. Kam lot size k sath risk lena . koi aisa setup jis pe aap ko pora yaqeen na ho to aap kam lot size k sath risk le saktay ho .
      Assalamu Alaikum Jaisa ki hum sab log Jante Hain Ki Forex trading Ek bahut hi risky business hai isme bahut jyada risk ki involvement hoti hai isliye hamein chahiye ke Hame risk ko kam karne ke liye money management aur stop loss or take profit ka use Karen tar ke Hamare account se kuch percentage Mein risk khatam ho jaaye
      • #4 Collapse

        Re: Risk ki iqsaam.

        risk hum apny experience ky hesab sy he lay sakty hain agar hum new member hain or hamara experience kam hain to hamy km risk lyna chahey agar hum senior hain to hamy market main trade lagany sy pahly stop loss or pending order ko lagany ka risk lyna chahey stop loss hamary account ka saf gard hain or hamy loss sy bachta hain
        • #5 Collapse

          Re: Risk ki iqsaam.

          Asalam o Alikum g han bhai jan ap ny bhot he acha sawal keya hy forx forum main humen risk sirf os chez sy lyna chye jo humen samjh araha ho ager ap ko samjh ni arha ap os main risk na ly warna ap ko is main loss ho sakta hy is liye jo chez samjh ati hy sirrf osi ka javab den warna apny senior sy help ly
          • #6 Collapse

            Re: Risk ki iqsaam.

            forex main hamy market ko achy sy analyses kar ky kam karny ka risk lyna chahey per he hum is main capital gain kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik world wide business hain hamy experience or knowledge hasil kar ky market main enter hony ka ka risk lyna chahey yai kabe be band na hony wala business hain
            • #7 Collapse

              Re: Risk ki iqsaam.

              forex ke karobar mein hum gold or silver oil mein loss ke chances bohat hoty hein forex aik live trading system he forex aik confidence ke sath kmany ka source he forex aik international level ka trading bukabla karwata he forex mein hum apni marzi ka kamaty or mehnat kerty hein forex aik aam karobar ke nisbat acha or successful business he forex aik life business he
              • #8 Collapse

                Re: Risk ki iqsaam.

                Good Evening All Forex Forum Members
                Forex trading main risk kee teen iqsam hote hain
                (1) ham is mian ziadda trades ko open akre hain
                (2) is main kam profit hota hain to is main trade ko close nahi karte hain
                (3) aue is main ziadad se trades ko open akre hain uar forex tarding main over tarding karte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk ki iqsaam.

                  es business main risk ka factor sb se best es liye hai k hm jitna es business main invest krain gy utna risk barh jy ga or hmain es se loss b ho skta hai agr hm ne soch smj k trade na lgai hoi to.es liye business ko smjna he sb se eham kaam hai.market main sb kuch time pe move krta hai mgr hmain hr cheez ko follow krna hota hai or usi se he hm apny ap ko improve kr skty hain.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk ki iqsaam.

                    Asalamu Alaikum . Ye such hain k forex trading ek risky business hain is liay ka sub say phla rule trade with risk hain without risk ap trade ni kar skty . Order place k time take profit k sath stop loss set karna bhi ek type ka risk hee hota hain k agr tp hit nahi hoa to hum itna sl face kar skty hain .

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X