*How short time, can we get success*

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    ap forex my short time my he bhot acha profit earning kar skty ho or success full persons bhi ban skty ho or acha profit
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      well we can not get success in short time in any business if we want to get success in forex trading so we should have to learn about money and risk management as well and we should have to be know about the market situtation at the current.
      • #78 Collapse

        this is not a short type of business so do not think and plane any king of short cut in forex trading so take time for trading and focus on learning and learning then one time must comes when you do what should you want.
        • #79 Collapse

          nahi bahi aisa nahi hai is bussiens may ya bhout hard workign wala bussiesn hai humen is bussiens may kafi hard workign require houti hai agar hum hard workign nahi kerngay is bussiens mai tou hum humesha unsucces he rehengay
          • #80 Collapse

            jnab short time me koi b success nahi mil sakti hy so is bat ko bhool jaen k apko success short time me mil jaey gi is liay tension na len k jald ameer honay k khuwab mat dekhen
            • #81 Collapse

              ak din main koi ameer nahi ho sakta jab tak bari investment na ho or zaida experiene na ho isliy humhe chahiye k hum zaida experience hasil karen or ager hamare pass investment b kamhai tou hum thora thora profit bana kar profit hasil kar sakte han.3 months lagataar mehnat karni chahiye.
              • #82 Collapse

                The success in the Forex is not assessed in short time. It needs a dire time and attention in order to get a good output from this business. The Forex lets us achieve our dreams with ambition and eagrness but needs patience and emotional control to achive the target which is not far from the hands of trader.
                • #83 Collapse

                  short time main jo log ameer banny kay khwab dekhtay hain. wo log jadi maar kha jaty hain apny account wash kar dety hain. is lye behtar hay k aram se trading ki jaye. jald bazi na ki jaye.
                  • #84 Collapse

                    traders jitna hard work or jitna time forex ko dein gay inta hi woh success hasil kerein gay or forex business app ko bhot ziyada profit day gah
                    • #85 Collapse

                      forex trading world ka best busiesness k saat b aik aisa busienss hota hai jis mai kabi kuch hasil hosakta hai is liye humay pehle mehnat bhot karni chaiey success hasil karne mai bhot time lag sakta hai or short time b mai hum asani say profit gain kar sakte hai ye humari performance and skill per depend karta hai
                      • #86 Collapse

                        ji jub forex ko join krtye he to tohra taime lugta he aap ko set honye ke liye is ke bad aap ko profit hasil hona shoro ho jata he
                        • #87 Collapse

                          my dear yeh baat to sahi hai k forex ek best real income source hai forex mein ap kisi b or business ki nisbat ziada taizi se earning kr sakte ho but is k liye sab se ahm forex knowledge gain krna or forex learn krna hai
                          • #88 Collapse

                            meray bhai agar app forx mai success hona chatay hain to is k leyah app ko hard working karni chaheyah tub he app success ho saktay hain.
                               
                            • #89 Collapse

                              Short time mein rich hone ka khawab dekhne se trader real trading mein zaroor loss karta hai, aap apni strategy banayen aur achhe tareqe se profit banayen.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Forex trading main kamyabi ka koi shortcut nahi hy. Aap sirf aur sirf learning sey is main kamyabi hasil kar saktey hain. JO log aik din main rich banna chahtey hain woh possible nahi hy. Kuch hasil karney key leye mehnat to karna parti hy. Jab aap experienced ho jatey hain aur aap ko forex ki samjh aa jati hy to aap asani sey apney profit main izafa kar saktey hain. Lalach sey door rehna chaheye. Learning to kabhi discontinue na karain aur sath sath trading kartey rahain, buhat jald aap kamyab ho jayen gey.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X