forex trading mai stop loss ka zarore istamal

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex trading mai stop loss ka zarore istamal
    forex mai hum live trading karty hain to hamy stop loss ko zaror istamal karna chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai hum jab stop loss ky istmal ky bager trading karty hain to hamy loss ho jata hain hamara sara pasia zaya ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hamy stop loss ko ignore nahi karna chahey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

    Haan jee mere dost nay bahot achhi baat share ki hay kay hamain account wash say bachny kay liay zaroori hay kay ham stop loss ka estamaal zaroor karain oar agar hamary pass busos amount kam hay to pher to kabhi bhi fre trading na karain balky stop loss ka tool zaroor lagain warna account wash ho jaiy ga
    • #3 Collapse

      Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

      Ji haan BiLkul FoRex Trading Main Account Ko safe Rakhnay k liye Stop Loss ka istemaal Zaroor KaRnaa chaahiye q k Stop loss Ko Jitnaaa Zyaada istemaal karen Gy Utnii Hii Agar Humen loss ho bhi Gyaa To limit Main Hii loss hoGaa jiSay ReCoVer Bhi Aasani Se kiYaa Jaaa saktaa Hai Lekin Agar stop Loss Na ho to account Wash Bhi Ho Saktaa Hai....
      • #4 Collapse

        Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

        g bilkul forex trading me stop loss ka use zaror karna chahiye ku k is se ap ka account safe rehta hai or kabi wash nahi hota or jin logo ka account wash ho jata hai wo isi waja se hota hai k wo stop loss ka use nahi karte so agar ap apna account safe rakhna chahte hain to ap ko stop loss ka use zaror karna chahiye ta k ap ka account hamesha hamesha k liye wash hone se bacha rahe or ap easily trading karte rahe or profit hasil karte rahe.
        • #5 Collapse

          Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

          g han dear forex mein trading k doran hamein sl ka istimal lazmi krna chahye agr ham skl ko use krein ge to ham is se los se bch ckein ge is lye sl ko lazmi use krien han agr apka acond bra h to phr lot size km rkh k sl na lgaein to koi msla nai h bs is mein jahan khtra ho to phr sl ka istima;l krna chahye
          • #6 Collapse

            Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

            G han forex trading main stop loss ka bahot he ehim kirdar hai so ap ko chiye kay is ka achy say istmal karyn or jo trader stop loss ka istmal nahi karty wo achi trafing bhi kar sakty or jaab un ko loss hota hi to kaafi ziyda he ho jata hai so so ap ko chiye kay stop loss ka lazmi istamal karyn taan y trade kay back move karny peer ap ko koi pershani na ban saky
            • #7 Collapse

              Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

              Dear friend best Raider wahi hota hai jo apni Har prayed Mein stop loss ka istemaal karta hai stop loss ke bahut hi fayde Hain Iss aapka account be saved rehta hai aur loss bhi kam se kam Hota Hai apni Har trade Mein stop Loss ka istemal mast karna chahie ...
              • #8 Collapse

                Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                Stop loss aik aisa tools hai jiske waja say app ka account wash honay say bach sakta hai hamai chaye ke jab be trade lagay to stop loss lazmi place karai stop loss ke bagair trading Matlab account wash aur ye buhut risky Amal hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                  Dear ap na theak kha ha k forex trading ma stop loss zroor lgana chaheay es sa agar hmari trade loss ma chali jaey to wo kam loss par close ho jati ha r hum aik bady loss sa bach jaty hain es lia forex trading ma koi b trader ho wo stop loss ka zroor istmaal kry.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                    ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge hamein forex trading main stop loss zaroor use kerna chy q kay stop loss ka yeh faida hota hai keh ager jitna bari soami ajay hamara account wash nai hoga iss lay hamein stop loss zaroor istmaal kerna chy stop loss ka matlab hai save account .
                    • #11 Collapse

                      Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                      Dear you are right stip loss k bagahiar trading aisay he hai jesay khud jaan bjh k apna ccaount wash karwana . trading main stiop loss zarroor istamal karna chahiay kiun k aap ka sara capital risk oe hota hai . jis ko bachanay k liay sirf stop loss he kaam ata hai .
                      • #12 Collapse

                        Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                        forex trading business mein stop loss aik aysa option hy js ko laga kar trading karne se hum apne account ko save rakh saktay han kiok agr hum stop loss ko laga kar trading kartay han tu hum loss ko kam kar saktay han aur stop loss se account wash nhi hota is liye stop loss zaroori lagana cahaiye
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: forex trading mai stop loss ka zarore istamal

                          Forex mai stop loss ko istmal krna bohat zaroori hai. p stop loss ko istmal krney key bad ap ka account safe ho gy aur ap ka account wash nahi ho gy. Ap forex mai jab bhe trade krey tostop loss ko zaroor apply krey. tou ap ka account safe rehay gy.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X