Decision Taking Power.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Decision Taking Power.
    Dear All Jese Ke Hum Jante Hain Ke Decision Taking Power Ka Bhi Aik Imp Role Hy Hamari Success And Trading Me. Humey Jitna Ziada Ho Apni Decision Taking Power And Planning Ko Strong Karna Chaiye Hy Aur Purey Confidence Ke Sath Trading Karni Chaiye Hy Jab Bhi Decision Lein Tou Pure Confidence Ke Sath Aur Struggle Ke Sath.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Decision Taking Power.

    Gee haan forex mein kaam kerain tou humaray pas decision taking power bhi lazmi honi chahyea kyun kay forex mein akser aise situation bhi aa jati hai kay humain fori fori decision lena hota hai aur agar hum aisa nahin ker saktay tou humain trade mein loss ho sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Decision Taking Power.

      FoRex amain Kaamyaab Hony k LiYe Decission Power strong honi Chaaiye q k Jitnii Achij Decision Poer Achiii HoGii Utnay Hii Achaay faislay Hum KaRen gyy Or Profit k ChanCes Bhi Utnay Hii Zyaada hoon Gy isKe ilaaawa agar Dicision Power Achii Ho To Confidence Bhi build ho jaata Hai jis Se hum Kaafi achaay Results haasiL KaR Saktay Hain...
      • #4 Collapse

        Re: Decision Taking Power.

        Decision taking power good honi chahiye kyunki jab decisionachha hoga aur planning ke saath koi bhi tate open karenge to bahut accha profit bhi hoga lekin iske liye decision lene se pahle positive mind aur fresh mind ke sath analysis karke decision Lena padta hai agar analysis ke bagair aur technical tool ke bagair trading karenge to bahut jyada loss hoga saath mein stop loss rule gana chahiye aur take profit meaning
        • #5 Collapse

          Re: Decision Taking Power.

          G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Agar humen khud ko zindagi men kamyab bnana Hai to phir hmare andar decision taking power must honi chaheye kyun KY is ky bgher hum koi bhi decision nahi ly saken ge aur na he apni trading ko kamyab bna saken ge kyun KY forex aik risky business hai is men decision taking power ky bgher acha profit hasil krna intehai mushkil Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Decision Taking Power.

            Forex mein agar humaray pas decision taking power ho gi tou humaray bahut saray kaam aasaan ho jatay hain hum forex mein kamyab ho saktay hain forex sae humain acha profit ho sakta hai humari phansi hui trades kamyab ho sakti hain
            • #7 Collapse

              Re: Decision Taking Power.

              Assalamu Alaikum dear Fox member aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna Mishra Dena Chahta Hoon Ki Decision taking power good honi chahiye kyunki jab decisionachha hoga aur planning ke saath koi bhi tate open karenge to bahut accha profit bhi hoga lekin iske liye decision lene se pahle positive mind aur fresh mind ke sath analysis karke decision Lena padta hai agar analysis ke bagair aur technical tool ke bagair trading karenge to bahut jyada loss hoga saath mein stop loss rule gana chahiye aur take profit meaning isiliye Hamein trading ke liye decision pahle hi Lena chahiye Ta ke bad Mein Koi Mushkil Na Ho
              Visit My Profile
              • #8 Collapse

                Re: Decision Taking Power.

                Forex trading r real life ma wo he kamyaab hota ha jo decision taking power rakhta hu jaisa k hum ko pta chal rha hota k ya pair sell ma jaey ga par hum sell par lga ni paty to wo hmari decision taking power ki kamzori ha drex trading ma decision taking power ki bohat zyada importens hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Decision Taking Power.

                  decision taking power jis member ki jtni achi hogi wo utna hi ziyada fida utha skta hy aur aik achi khasi earning kr skta hy q k trade lgany aur close krny k ly aik authentic mind aur decision power ki inthai zrorat hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Decision Taking Power.

                    Forex trading main trader kay ander jab tak faislay kernay ki power nahi hoti wo kabi bhi acha trader nahi ban sakta. que kay apnay knowledge ki base per trader ko baray baray faislay kerna hota hay aur isi say trader ko profit aur loss hota hay. ager trader achi decision power ka malik hay to wo achi trading keray ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Decision Taking Power.

                      forex trading main jub ap trading k liye decision lena hota hai tu apki power strong honi chahye or yah tab he hota hai jub ap ki trading abilitys trong hoti hai jub apka expiernce acha hota hai tab he ap acha decisoun lety hain tu apko chahye k ap apni trading main strong deciouns ly kar apni trading karen ta k apko loss na ho or apko acha profit mil skay
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Decision Taking Power.

                        forex aik online business hain hum is mai apne marze sy time tale bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain hamy confidence ky sat kam karna chahey forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X