Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?
    Dear brother forex trading men aksar trade laganay k sath hi trade loss men chali jati hey iss jab bhi trade lagatay hen tu loss ka dar hota hey aur yeh bhi hakeekat hey k jitna loss se dartay hen utna ziyada loss ho jata hey iss liay koshish karen k bagher kisi dar k trade lagaen baki loss bhi business ka hissa hota hey aur loss k bahd profit bhi zaroor milta hey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

    trading karte waqat loss ka dar is liye hota hai k confidence ki kami hoti hai so agar ap apne andar confidence peda kar lain gey to IN SHA ALLAH ap ko bohat acha profit hasil ho ga or ap ek bohat hi ache trader bi ban jay gey so ap ko chahiye k ap apne andar se dar ko khatam kare or dar ki jaga confidence ko hain ta k ap forex me achi tarah se kam kar sake or forex ka jitna zayada ho sake knowledge hasil kare ta k ap forex me kamyabi hasil kar sake.
    • #3 Collapse

      Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

      G bilkul sahi hum ko forex m kaam krty waqt kesi kesam k loos ka adeshan to hota Hy aur loos b ho jata Hy PR hum ko hemat nhi harni chaheay balky apny kaam ko achy sy krna chaheay aur apni knowledge sy aur apny experience k sat apny kaam m bhetri Lani chaheay loos hota Hy to hum ko profit b zror hota Hy
      • #4 Collapse

        Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

        G trade lgatay wakat zyada tar darr us wakat lgata hai jb ya to ap trading k baray Mai jantay nai or trade lga daitay hn tb ap ko zyada loss ka darr hota hai trading kartay wakat hmaisha stop loss ka istaimall karna chahiye ta Kay zyada nuksaan na ho or ya phir nuksaan k wakat apni trade close Kar dain tab he ap zyada nuksaan say bach saktay han
        • #5 Collapse

          Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

          Brother sahi kaha bas dar ka aik sentiment hota hai jo dimagh se nahi nikalta . hamara real peaa laga hota hai to dar to rehta he hai . hum jo marzi karlein ye dar jaye ga nahi bas apni techniques ko behtar kar k apni profit ki trade ratio ziada kar k hum isay thora kam kar saktay hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

            Dear friend trade Lagate wakat loss Ka Dar Nahi hona chahiye waise market Mai Lok Ka Dar unhone Kaun Jyada hota hai jo apni best achchi Nahin banate jinki learning aur practice achi nahi hoti Unhe marpit meyader Hota Hai ke Kahi loss Na Ho Jaaye confidence Nahin Rakh Patte Jinke Paas practice aur Learning acchi Hoti Hai vah market mein geberit Nahin Hai
            ..
            • #7 Collapse

              Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

              Humain forex mein loss ka dar iss lye hota hai kyun kay hum forex mein market kay analysis nahin ker saktay humain pata nahin chalta kay hum kis tarah trade lagain aur hum forex ko seekhtay bhi nahin aur chahtay hain kay profit bhi milay issi lye humain loss ka dar hota hai
              • #8 Collapse

                Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

                hamain jab b trade kerna h tu ham ko as mien apna pora mind bana ker as mien trade kerna hota h agr ham as mien apna mind bana ker trade kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien behtreen kaam karna hota h jab ham as mien trade kerne jate hien tu ham ko as mien apne demagh ko aik side per laga ker sochna hota h aur bar bar apni soch ko badlna nahi hota h agar ham ye ker lete hien tu ye aik behtreen baat h as lyee as mien hamain her bar dar ko khatam karna hota h aur ham ko kamaee k lyee koshesh kerna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

                  Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerty hoay aap mehnaat kerty hain too aap zaroor kamyab hoty hain aap ka sawal theek hay ky Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey ya iss liay hay ky akhsar trade open kerty hi loss main chali jati hay iss waja say akhsar loss ho jata hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

                    Teade lagatay waqt humain loss ka dar kyun hota hai iss ki bahut sari wajoohaat ho sakti hain lakin mere khayal mein tou jo main wajah hai woh forex ka knowledge na hona ya knowledge ka kam hona hai jis ki wajah sae hum forex mein trade lagatay huay loss ker dar rakhtay hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trade lagatay waqt loss ka dar kiun hota hey?

                      forex aik online business hain ham is main trading karty hain hamy is main best experience or knowledge hasil kar ky market ko achy sy samaj kar best confidene ky sath is main trade lagani chahey pher hi ham is main kamyab hio sakty hain or acha profit haisl kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik real business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X