verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti
    Ager ap nay apny account ki verifiction karna hai to ap ko chiye kay jo address ap kay id card per ho wo hi ap insta account per bhi hona chiye ager ap aysa karyn gue to ap ka jald he account verify ho jiye ga or ap kay pass passport ki copy ka hona bhi chiye or jo bhi ducomants
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

    Dear friends forex mein trading k liye zarori hai k ap ki verification bhi ho Jaye or usk liye 1st verification level k liye apka id card ki front or back dono side se clear picture upload karen or jab 2st verification ho Jaye to us k bad 2nd verification k liye ap ka driving license ya domicel ki clear picture lagayen to 2nd verification bhi ho Jaye g
    • #3 Collapse

      Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

      Bhai mary khyaal ma insta forex ma nic card ki veryfication k bad agar ap apny bank acount ki statment ki verification karwai gy to wo jaldi verification ho jati ha r es k elawa jo b document do chahay pasport ki copy ho us ma time lagta ha.
      • #4 Collapse

        Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

        Dear brother forex trading men account ki verification bahut zaroori hey kiun k trading se milnay wala profit uss waqt tak withdraw nhi kar saktay jab tak verification complete nah ho iss liay 1st level k liay CNIC k mutabik address aur phon number send karen aur 2nd level k liay passport ya koi utility bill upload karen aur last step k liay apna autograph with CNIC upload karen tu verification jaldi ho jati hey
        • #5 Collapse

          Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

          Dear brother forex trading mein jo profit hota hai usko withdraw krny k liye skrill account ki verification hoti hai 1st level mein aap CNIC ki picture upload krty hein lekin 2nd level k liye passport ya utility bils ya phr bank account ki statement aur domicile bhi upload kr sakty hein lekin jo address CNIC mein jo us document mein bhi same ho us k bad apki verification complete ho jati hai.
          • #6 Collapse

            Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

            Dear friends verification kay liye sab say pehlay ap k I'd card ki front or back side ki clear picture or us Kay baad domicel ya bank ki statement ki zrorat hoti tab he ap ka account verifiy Kiya jata hai
            • #7 Collapse

              Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin0512 پيغام ديکھيے
              Ager ap nay apny account ki verifiction karna hai to ap ko chiye kay jo address ap kay id card per ho wo hi ap insta account per bhi hona chiye ager ap aysa karyn gue to ap ka jald he account verify ho jiye ga or ap kay pass passport ki copy ka hona bhi chiye or jo bhi ducomants
              G, insta ke account mein sari detail ap ke documents ke sath match honi chahiye, jesa ke ap ka full name, address wagera sab same honi chahiye aur agar kisi ke pas pasport nhi hai to ap bank account ki statement bhi de sakte hai.
              • #8 Collapse

                Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

                Ji haan dear friend verification ke liye Ye Jo address hota hai woh same hi hona chahiye ID card wala Kabhi account verification Hota Hai Jyada tar hua address hi match karte hain members ko chahi K Jo Bhi document verify karwa rahe hain uska address ID card ke sath same Hona chahie...
                • #9 Collapse

                  Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

                  Gee dear friend aap ki baat bilkul droost hay ky forex main trading kerny say pehly aap ko aapny account ki verification kerny hoty hay aap ka sawal hay ky verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti Sab say pehly nic ki picture farent and back pher aap aak oor decoment bho verification main zaroori hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky paisa kama sakty hain hum is mai account banany ky liye documents ko verify karewaty hain hamy CNIC card or domecell ke zarorat hote hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: verification kay liye konse ducomants ki zarorat perti

                      forex mai hum account bana kar acha bonus earn kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex aik aam business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous hony wala business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X