Kiya trading karna zaroori hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kiya trading karna zaroori hai?
    My dear members main ne aap se poocha hai k trading karna zaroori hai.aap es ka answer den aur thanks zaroor karen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kiya trading karna zaroori hai?

    G han dear trading karna un kaliue bhut zayda zaroori hai jin kay pass trading kay elawa koi resource of income ni hota hai aur us kay elawa bhi daikha jaye tu trading part time walo ko bhi bhut support karta hai kiyu kay trading ka kii aik bhi nuqsan ni hai bus faida he faida hota hai es waja se trading karna bhut zayda zaroori hota hai jhan tak mera khyal hai
    • #3 Collapse

      Re: Kiya trading karna zaroori hai?

      Assalamualaikum dear friend aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Hamein trading karna bahut zaroori hai Kyunki agar Hamara Forex trading business Par Hum Guzara Karte Hain Iske alava Hamara Koi Aur kaam nahi hai aur na hi koi business hai Tu Hamein trading karna bahut Zaruri Hai theek hi Hum Kamyab ho kar achha profit Hasil kar sakte hain Hum Jab Chahe trading Karke mehnat kar daily routine ke saath bhi profit Hasil kar sakte hain trading karne mein Hamara fayda hi fayda hai
      • #4 Collapse

        Re: Kiya trading karna zaroori hai?

        G hn bhai aj Kal Jo pakistaan k halalat chal rahy Han iss ma Pakistan ma part time koye kaam dhoondn to bohat dooor Ki baat ha ha ha Pa full time be jobs Milan bohat mushkik ha iss lihazz Sa dakha jay tu treading hmara Lia bohat zada faida land or zerori sabat ho sakti ha or hmmya ya bohat help full sababt ho skti ha ager hmm sahi tarika Sa treading krtya Han tu hmmya bohat zad perfoit hasal ho sakta ha
        • #5 Collapse

          Re: Kiya trading karna zaroori hai?

          G han bilkul trading karna bohut he zrori hai q k post say Jo bonus milta hai wo bas theak he hota hai or agar hum zyada earn karna chahtay Han to hamain chahiye kay hum pak forex Mai trading zror krain ta kay zyada say zyada profit earn Kar sakain
          • #6 Collapse

            Re: Kiya trading karna zaroori hai?

            bhai jan forex trading ka business hai or aghr ap forex ko join karty hain tu apko trading bhi krni zarori hogi jub ap trading he nahi karengy tu ap pher yahan se earning kesy karengy? es liye zarori hai k aghr ap trading karna chahty hain tu he forex ko join karen or aghr ap es main survive nahi karty hain tab ap achi trading nahi kar skty hain
            • #7 Collapse

              Re: Kiya trading karna zaroori hai?

              Jihad dear friend trading karna jaruri hai for trading market hoti hai use par trading Karni hoti hai Forex trading business bahut hi best Hai members ko chahiye ke forex market Mein Apna experience Banaye aur Jyada earning Karen Fox Mein earning ki koi limit nahi hai jitni Jyada aapki learning strong hoti Jayegi utna hi Aage badhte Jayenge...
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Kiya trading karna zaroori hai?

                yes ham ko trading karna b hota h aur ham ko as mien plan karna b hota h aur planning aik aisee cheez h jo her bar hamain kaam de sakti h as lyee ham ko as mien plan karna hota h aur ham ko as mien her bar acha kaam karna hota h agar ham as mien aik umda plan ker k kaam karte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien aur agar as mien kio kami beshi a jati h tu ham as mien apna nuqsan ker sakte hien as lyee ham ko as mien apna nuqsan nahi karna hota h aur ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko apne aap ko as mien sabit karna hota h aur as mien khud k lyee umda life hasil karna hota h q k jab ham as mien kamyab hote hien tu hi ham asal mien khush hote hien.

                اب آن لائن

                Working...
                X