Apni gultiyoon ko yaad rakhna
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apni gultiyoon ko yaad rakhna
    Maya khyaal main her eik say gulti hoti hay mager forex main business who he kertay hain jo apni gultiyoon say seekhtay hain or koishish kertain hain k who gulti dubara na ho phir who he profitable trade kerta hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

    Dear forex trading mein traders se boht mistakes hoti hein jin se kuch tu learn krty hein aur kuch time waste krty hein trading mein jo learning mistakes se hoti hai woh experience kabhi nai bholta jo log himat aur hosly se kaam krty hein aur mistakes ko repeat nai krty woh successful trader ban jaty hein.
    • #3 Collapse

      Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

      Forex trading men kamyab trader woh banta hey jo apni ghaltion se seekhta hey aur ghaltion ko yad rakhta hey ta k dobara aesi ghalti nah ho jiss ki waja se loss hota hey kiun k forex trading men apni mistakes pe kabu pa lena bhi bari kamyabi hey kiun k mistakes bahut kuch sikha deti hen
      • #4 Collapse

        Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

        Profitable trading karnay ka yahi secret hay kay apni mistakes ko pick karain jo mistakes aap deakh len tou koshish karain wo mistakes avoid karain apni trading sey jahan tak ho sakay apni trading ko achay sey acha karain tabhi aap success ho saktay hain so apni mistakes ko dekhna improve karna bohat he zyada important hay.
        :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

        PLEASE VISIT HERE
        • #5 Collapse

          Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

          g bilkul apny ghaltiyon ko yaad rakhna chahiye hamary nakaami ke aik wajah ye bhi ha ke ham apny ghatiyon ko yaad nahi rakhty aur un se learn bhi nahi karte apny mistakes ko zaroor yaad rakhe aur in par mehnat kare aur kushish kare ke next time in ghaltiyon ko repeat na kiya jaye ghalty har kisi se ho jaty ha lekin wo insaan kamiyab hota ha jo is se learn kare aur next time repeat na kare
          • #6 Collapse

            Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

            ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab khryat say honge friends hamein apni galtyoon ko yaad rakhna chy taa keh ham agli dafa galti na ker sakein hamein chy keh ham apni galtyoon say aik acha sabaq seekhein hamein apni galtyaan door kerni chy.
            • #7 Collapse

              Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

              forex par har ik trader sa mistakes ho jati ha mgr ham logo ko chayia ka ham log ik acha trader ki tyra forex par ki gayi apni mistakes ko yad rakya aur in mistakes ko kabhi be repeat nai karya is tyra sa ham log forex par din ba din acha trader banta jay ga aur ham logo ki trading be kafi zada improve hoti jaya gi aur agr ham apni kisi be mistake ko repeat kar daya ga to ham log forex par sirf aur sirf loss karya ga
              • #8 Collapse

                Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                Gee bhai g ap na theak kha ha k forex ma galti b ho jati ha kabhi kabhi markeet analysiss galt b ho he jary hain so en ki tenstion ni lani chaheay r apni galtiyoon ko yad rakhna chaheay r next time wo galti ni karni chaheay q k forex trading ma bar bar galti ka matlb ha loss.
                • #9 Collapse

                  Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                  Dear Sir mere Khaiyal se apni Apni gultiyoon ko yaad rakhna hi kafi nhi hai balky apni ghltiyon se sabak sekhna chye ur koshish karen apny previous mistakes ko repeat na karen balky apni ghltiyon ko khtam karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                    Ji han bilkul sahi kaha ap ne forex har koi ghalti karta hai or har koi es mein mistakes karta rehta hai lekin acha trader wo he jo apni ghalti se sabaq seekhay or naye siray se koshesh karay or apni ghalti ko dosro k sath share Karen ta k sab ko faida ho or apni ghalti ko control bhi karay or hamesha usay yad rakhy ta k next time wohi ghalti dubara repeat na ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                      G han esa hi krna chaye ta keh agli bar hmari koi ghalti na ho pehli bat ye hai k ghalti kryn hi ni or agr ho hi jati hai tu hmy chaye k us ghalti sy hm kuch learn kryn or agli bar wo ghalti na kryn isi min hmari achai hai or hmara account safe rahy ga bar bar ik ghalti krna bhi hmary liye thek ni hai is liye apni ghalti ko dhurana ni chaye.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                        yes ham ko bar bar galti nhai karna hota hai or forex ki sab se achi baat yeh hai k yahan apko kisi ki madad ki zarorat nahi yahan ap khud se hi decisions lete hain or khud ki uske results k zimedar hote hain agar loss ho to bhi or agar profit ho to bhi as lye mehnat karna hota haiiiiiiii.......
                        • #13 Collapse

                          Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                          mein traders se boht mistakes hoti hein jin se kuch tu learn krty hein aur kuch time waste krty hein trading mein jo learning mistakes se hoti hai woh experience kabhi nai bholta jo log himat aur hosly se kaam krty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                            Dear friend Forex trading bahut bada business hai is Mein mistake ho hi Jati Hai best members wahi hai jo Ek mahatva mistake ho use Dobara na hone De apni mistake ko Dikhaye use par Itni learning ki JK Dobara Hua mistake Na Ho Kabhi Bhi Apne mistake ko ignore Na Kare Varna Usi mistake Se Dubara last hoga...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apni gultiyoon ko yaad rakhna

                              G bilkul sahi kaha aap ne . foex main koi bhi insaan 100% profit nahi utha sakta loss sav ka hota hai lekin expert log apna loss kam karwatay hain aur profit ziada kiun k wo apnay experience se price ki movements ko dekhtay huway koi ghalti nahi kartay aur ager koi trade against chali bhi jati hai to wo phr us trade ko analysis kartay hain k loss huwa kiu. Wo apni ghalti ko dhondtay hain .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X