Forex trading ma signals kaam atay hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ma signals kaam atay hain?
    Forex trading ma jo log signals daty hain ya markeet sa jo signls mily hain kya ya forex trading ma kaam ati hain k nai?q k bohat sary users signals ki bat krty hain wo markeet signals hoty hain k khud analysiss kiay hoay signals hott hain kaindly bta dy old users.shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

    Bhai aap ka sawal thora mushkil sa hai ager hum kisi k signals pe chalain gain to humain pehlay ye dekhna hi ga k wo kis tarah ka trader hai us ki knowledge kia hai ager wo aik acha trader hai to us k signals pe chalnay main faida hai lekin ager wo acha trrader nahi hai to phr humain us k signals ko nahi dekhna chahiay.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

      Dear signals pe kbi bhe trust na kren or na hi ye sochen k ap signals pe trading kr len ge. Signal dene wale boht kehte hen k un pas team he tools hen speacilests hen wagera wagera leken wo bhe hamare jese ensan hi hote hen or un ka experience zyada hota he es liye wo apna experience bechte hen.khud trade kren khud learn kren.loss bhe kren ge to no problem ap learn to kren ge.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

        Jaha Tak meri information hay us k mutabik humain hamesha khud market ko analysis Kar e k bad apne signals lene chaiay dosron k btay huwe signals par zada depend nai karna chaiay kiu k zarori nai hay k wo right ho best tariqa yehi hay k hum khud apni stretige bnain aur us k mutabik analysis Kar k trading Kare yehi best way hay humare liay achi trading ka
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

          Dear forex trading mein aksar traders dosron k signal pe depend krty hein her kisi k apny sources hein koi websites se signal lety hein lekin apko kisi k signal pe trading nai krni chahiye kionkeh aksar signal fake hoty hein apko apny analysis se signal create krna chahiye tah k aap self trading kr sakein is tarah apka experience aur increase hoga.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

            Forex trading main signal tab kaam atay hain jab trader ko khud bhi pata ho kay signal denay wala kisi bunyad per buy ya sell kerwa raha hota hay. ager trader ko yeahi idea na ho kay sell aur buy kis waja say ho rahi hay to trader signal say bhi loss ker leta hay aur ager trader ko khud pata ho ga to wo kabi bhi wrong signal per trade nahi kerta.
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

              singnals ko follow kar ky kam karny sy hum kamyabe hasial kar sakty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

                g bhai apki bat thk hy k k signal bhi kam aty hain laikin aj kal fake hain signal kun k jo log signal provide ketrty hain to thk hy aor ajkal bhot frad chal rha hy k jo new mebers forex ko seehkty hain to phir wo apny groups bna lety hain signal provide kerny k.isliye hamen un sy bachna chye k ham khud sy analysis kerna seehken.aor istrah dhoky sy bach jaen.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

                  Signal bhot ahm har signal koi na koi ashra data ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amir 5787 پيغام ديکھيے
                    Forex trading ma jo log signals daty hain ya markeet sa jo signls mily hain kya ya forex trading ma kaam ati hain k nai?q k bohat sary users signals ki bat krty hain wo markeet signals hoty hain k khud analysiss kiay hoay signals hott hain kaindly bta dy old users.shukriya
                    Sometimes in signals way trading Karke bhi profit ho sakta hai lekin signals traders ko kabhi bhi long term profit nahi dete signals ko use Karke bhi loss ho jata hai jiske liye aap ko par bhi karna padta hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

                      Bohat sey professional trader signal provide krtey hai. likan mujh en key bry mai koi confirm nahi hai. K signal best hai ya nahi. Likan ap signal professional trader sey contact krtey ho tou ap en key signal par zada earning hasil kr sakty ho.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ma signals kaam atay hain?

                        g han trading mai singnals ne kam aty hain forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik legal business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X