Forex main kis chee se bachna chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex main kis chee se bachna chahiay
    Forex market aik unpredictable market hai. Yahan sab log ye to kehtay hain k patienc rakho money management use kro sabar se kaam lo phr kamyaab ho jao gay . lekin aik basic cheez ye hai k humain forex main bachna kis cheez se chahiay . dekho dear ager aap ne trend k against trade lagai hai to aap ka sabar , patienc ,money management aap k kaam nahi aye ga kiun k aik trade he trend k agains hai to us main kis cheez ki umeed hai k wo wapia aye gi . lihaza koahsih kro k trend k agains trade na lagao.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

    G bhai ap na ya sub theak likha ha agar hum en sub batoon par amal kar ly r trend k against na jaey to he bahtar ha q k agar hum trend k against jaey gy to bs loss ha r acount b wash ho skta so hum ko trnd k against jana sa bachna chaheya
    • #3 Collapse

      Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

      Forex mei sab sey pehle most important hay kay greed se bacha jay then aap apni trading ko strong karo plan strong pe chalo aur emotional honay sey bacho jo startegy best ho paas jo achay plans hon unpe chalo gay kabhi looser nahi bano gay aur hamesha proper analysis sey trend mei reh kar kaam karo jo strategy ya perfect method ussi pe chalo.
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

        Assalm-o-Alaikum dear friend forex mein kaamyaab honay k liye hamain hamaisha laluch Orr jaldbaazi sy buchna chahiye Orr sabar sy Orr soach samajh kar trading karni chahiye iss trha hum kaamyaab bhi Hain Orr achi earning bhi haasil Kartay Hain lehaza hamain chahiye k hum hamaisha laluch sy doorr rahain
        • #5 Collapse

          Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

          Jihadist Forex Amay ektu lalach Se Bachana chahi jokihat trader karta hai aur dusri Baat ja ke Hame Apne emotion ko control karne Rakhna Hoga Tere Hi ja kar Ham ismein achha trade Karke profit bhi kam aa Payenge ustara nahi Jis Tarah Ke Ek Aam trader Sochta hai kya main isme ab Jyada kam Aana Chahta Hoon Yahan Main is main bahut acchi Adnan kar sakta Hoon ya Soch bilkul bhi nahi rakhni chahiye
          Click On Name And Visit My Journal
          Naseer953 Trading Journal
          • #6 Collapse

            Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

            G brother ap na acha question keya ha k humain forex ma kis chez sa bachna chaheye mery hyal ma forex ma agar 2 chezom sa bacha jaye to kafi behter hoga ak laluch jis ki waja sa aksar profit ma jany wala trade humain loss ma close karna parta ha our dosra jaldbazi jis ki waja sa humari aksar analysis ghalat sabit ho jati ha thanks
            • #7 Collapse

              Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

              ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS ! umeed hai keh ap sab khryat say honge friends hamein forex main lalch say bachna chy lalch buri bala hai lalch insan ko andhy kunway main lay jati hai hamein sabar say kaam kerna chy sabar ka phal zaroor milta hai hamein chy keh ham forex main zyda say zyda mehnat krein taa keh ham kamyab ho sakein.
              • #8 Collapse

                Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                G bilkul ap.ki bat theek hay k forex main kamiab hone k liay liay zarori hay k hum hamesha koi bhi trade open Kar e se pehly market trend ko watch Kare aur Jo trend ho market ka us k mutabik hi apni trades lgain nai k us k against trades open Kar dain kiu k jab hum market k against trades open karte Hain tou hum us main apna loss karte Hain aur is k sath sath boht zarori hay k hum greed se Bui bacain Jo log greedy ho Kar trading karte Hain wo is business main kabhi kamiab nai ho pate aur apna loss karte Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                  Assalamu Alaikum dear friend ap ne bahut ache bat ke hae forex aik bahut he risky business hae is main aik mistake se hamara account wash ho sakta hae or is main aik ache trade se hamen bara profit bhe ho sakta hae to hamen forex trading main lot size ko zayada use nhe karna cahiye or gold par trade open nhe karne cahiye or trading main hamen stop loss ko lazmi use karna cahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                    Forex main sab se pehle achi earning hasil karne k liye our loss se bachne k liye greed nahi karni chahiye kyon k forex main aksar log ziyada profit hasil karne k liye lalach katrte han our woh apne work main fail ho jate han jis main inhein profit ki bajaye loss hota hai our account bhi wash ho jata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                      Forex market aik unpredictable market hai. Yahan sab log ye to kehtay hain k patienc rakho money management use kro sabar se kaam lo phr kamyaab ho jao gay . lekin aik basic cheez ye hai k humain forex main bachna kis cheez se chahiay . dekho dear ager aap ne trend k against trade lagai hai to aap ka sabar , patienc ,money management aap k kaam nahi aye ga kiun k aik trade he trend k agains hai to us main kis cheez ki umeed hai k wo wapia aye gi . lihaza koahsih kro k trend k agains trade na lagao.
                      Forex trading Main Agar achi aur successful trading karni hai to traders ko lalach Se Bachana Hoga Kyonki laalach Ek Aisi cheez hai jo traders ke profit ko bhi laws may change kar dete Hain isliye Kabhi Bhi laalach Na Karen
                      FRD 07 TRADING JOURNAL
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                        Forex market aik unpredictable market hai. Yahan sab log ye to kehtay hain k patienc rakho money management use kro sabar se kaam lo phr kamyaab ho jao gay . lekin aik basic cheez ye hai k humain forex main bachna kis cheez se chahiay . dekho dear ager aap ne trend k against trade lagai hai to aap ka sabar , patienc ,money management aap k kaam nahi aye ga kiun k aik trade he trend k agains hai to us main kis cheez ki umeed hai k wo wapia aye gi . lihaza koahsih kro k trend k agains trade na lagao.
                        Forex trading Main Agar acchi or successful trading karni hai to traders co lalach Se Bachana Hoga Kyonki laalach Ek aisa chij hai jo traders ke profit Kovil loss Mein change kar deti hai isliye Kabhi Bhi laalach Na Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                          Nice dear.ap ne boht achi or knowlwdge wali baat ki.jamen kabi bhe trend k against trade nhn karni chahiye kyunke agar trade hue trend k against to pher ap ki baat thek he k namen money managment stratigy wagera kuch kaam nhn aen ge or es ka best solution ye he k ap esi trade ko foran nikaal den loss ma hi nikal den baad ma pura ho jae ga.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
                            Forex market aik unpredictable market hai. Yahan sab log ye to kehtay hain k patienc rakho money management use kro sabar se kaam lo phr kamyaab ho jao gay . lekin aik basic cheez ye hai k humain forex main bachna kis cheez se chahiay . dekho dear ager aap ne trend k against trade lagai hai to aap ka sabar , patienc ,money management aap k kaam nahi aye ga kiun k aik trade he trend k agains hai to us main kis cheez ki umeed hai k wo wapia aye gi . lihaza koahsih kro k trend k agains trade na lagao.
                            forex main lalach say bachna chaye or hamain chaye kay beghair sochay samjhay koi trade na kholain or koshish karain kay baray account main trading karain kyon kay trading karnay kay lea choti investment ka account thek nahen hota us main jaldi loss honay ka khadsha hota hai lehaza hamain stop loss or take profit ka istemal bhi karna chaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex main kis chee se bachna chahiay

                              Bhai jan aap ne bilkul thk baat poochi hai k hamen forex main kis kis cheezon se bachna chaye
                              1.hamen chaye k ham lalach se bachen.
                              2.ham ko chaye k ham jald bazi main kam na karen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X