Aik sy ziada pairs py trade krna ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik sy ziada pairs py trade krna ?
    Dear members aksar newbies ko forex trading market ki smjh ni hoti aor trade start kr daity hain aor ziada sy ziada order place kr daity hain aor aik waqat mn bahut sy pair py trade open lr laity hain jis k vjha sy aksar ka account wash jo jata hai as liay kbi bhe ziada trading orders n lagain aor kbi bhe aik sy ziada pair py aik sath trde na kren q k aik order ap ka profit mn jay ga tu dosra loss mn bhe ja sukta hai jis ki vjha sy ap ki trding phans chati hai aor aksar bahut loss k bais banti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

    G han dear ap ki bat bilukl theak hai humain aim time pay aik he pair ko ppen karna chaye kiyu kay zayda pair open kar lain tu humain kuch samjh ni a rhi hoti hai kay kis pair mai humain faida ho ga aur kis pair mai humain lose ho ga kiyu jay usai him kafi confiuse ho jataye hain tu better hai kay aik time pay aik he pair ko ppen kiya jaye
    • #3 Collapse

      Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

      Pahlay tu koshish karen k ziyada pairs pe trading bilkul nah karen kiun k her pair ka experience hasil nhi kar saktay kiun k kuch pairs ki movement unexpected hoti hey aur account wash bhi ho jata hey iss liay koshish karen k jin pairs ka experience ho aur pahlay trading ki ho sirf uss pair pe hi trade lagaen warna loss ziyada ho jay ga
      • #4 Collapse

        Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

        hum ko forex trading business mein us waqt tak trading nhi karni cahaiye jab tak forex trading business ka knewledge aur experience na ho aur jo log knewledge aur experience k baghair trading kartay han un ko loss hi hota hy aur hum ko trading us pair mein karni cahaiye js mein knewledge aur experience ho aur ziada pair par trading nhi karni cahaiye
        • #5 Collapse

          Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

          ASLAMOALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge friends hamein aik he waqt main aik pair pe trade lagani chy iss say zyda nai lagani chy warna nuqsan hoga hamein chy keh ham sabsay phly single pair USD pe trading kerni chy iss main trading kerna asan hai.
          • #6 Collapse

            Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

            G han bhai aap ne sahi kaha humain kisi khas pair ko le k us pe he apni stretegy ko apply karna chahiay kiun k aik he pair pe hum ziada jan sakain gain k is ki movement kia hai .
            • #7 Collapse

              Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

              G han bilkul ap ki bat theek hay aur main ap ki is bat se agree karti hun k humain aik time main 1 ya 2 pairs se pairs par trades open nai karni Chaiay ye aesa Kar k hum apne account ko riski bana lete Hain khass Tor par new traders ye big mistake karte hai k zada profit k lalach main aa Kar aik hi time main multi pairs par trades open Kar lete Hain aur bad main loss uthate Hain is liay ehtiat se trading Kare aur apne account ko save rakhain
              • #8 Collapse

                Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                time pay aik he pair ko ppen karna chaye kiyu kay zayda pair open kar lain tu humain kuch samjh ni a rhi hoti hai kay kis aor ziada sy ziada order place kr daity hain aor aik waqat mn bahut sy pair py trade open lr laity hain jis k vjha sy aksar ka account wash jo jata hai as liay kbi bhe ziada trading orders n lagain aor kbi bhe aik sy ziada pair py aik sath trde na kren q k aik order ap ka profit mn jay ga tu dosra loss mn mai humain faida ho ga aur kis pair mai humain lose ho ga kiyu jay usai him kafi confiuse ho jataye hain tu better hai kay
                Click On Name And Visit My Journal
                Naseer953 Trading Journal
                • #9 Collapse

                  Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                  Forex trading ma sub sa zrori ha markeet analysiss chahy to ap aik sa zyada pair par trading kar ly lakin mari nazar ma forex trading ma 1 pair par he trading karni chaheya aik sa zyada pair par trading karni loss ha
                  • #10 Collapse

                    Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                    Dear friend men ap ki bat se totally agree karti hun forex trading men hame aik hi pair tak khud ko mehdood na karen balky multiple pairs men trading ka experience gain karen ur multiple pairs pe trading karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                      ham logo ko forex par trade us us pairs par karna chayia jis ka bara ma ham logo ko knowledge ha aur ham log ik waqt ma ik sa zada psir par trade kar sakhta ha m,gr ham logo ko itna bara risk nai lanya chayia ham logo ko chayia ka ham log ik pairs par trade kar ka is ko close kar ka hi kisi dusra pair par analysis kar ka trade karna chayia is sa ham acha profit earn kar sakhta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                        jee hna dear friends asa he hay kay hum jab be treading krta heun tu humay is bat ko dekhn say yad rakh kar treading krni chyia kay hum market mein only one pair jo hay wo analysis kr len ta kay humay koi be mushkil na ho or hum successful ho jay treading say maximum pairs pat lots ka matlab confusion or wo risk hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Aik sy ziada pairs py trade krna ?

                          Yes aik time mein aik he lot lgaye aur sik he pair PR I think because zyadah pairs PR ya zyadah trades PR aik time mein dhyan rkhna bhi difficult hota hai jis ki wjha see bhi loss ho skta hai

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X