market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1666 Collapse

    forex mama exchanging krna ka lea bht sara pointers ko mind mama rakhna parta ha kew k yahan market har wqt ak jasi ni rahti ya time to time change hoti ha or kisi b wqt new exchange lagana k sa phla ap ko cahea k ap market pattern or pointers ko phla audit kr lain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1667 Collapse

      forex ke rule me he yeh ke jab bhi trading start ki jaye to market ka trend dekh lyaa jaye ke kon sa trend chal raha he mean buy ka trend he ya sell ka ager hum market trend ko nazar me rakh ke trading karen ge to success hasil karen ge
      • #1668 Collapse

        jnab hum jab trading karty hain to humain s main market ko mind main rakhty hoye kam karna ho ga kyn kay huamin trading main loss b ho sakta hay humain up and down ka maloom ho ga to humain trading main achi eanring haisl ho sakit hay
        • #1669 Collapse

          jnab humain trading main agr to success hasil karni hay to humain is main trends ko follow kar kay kam karna ho ga kun kay ye humain market main kafi help karty hain or humain trading main kam karny main acha profit hasil ho sakta hay
          • #1670 Collapse

            market kay trend ko achi tarah say pehlay red karay kay jis bi pair pe apki trading honay ja rahi hai is ka trend apko kya karnay ko kehta hai is ka buy ka signal hai ya is kia sell ka target hai
            • #1671 Collapse

              jnab humain agr trading main success hasil karni hay to humain is main trends ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main kam karny say huamin kafi achi earing hasil ho saky or humain trading main loss km say km hasil ho saky
              • #1672 Collapse

                jnab humain trading main agr kam karna hay to humain is mai market ko learn karty rhna ho ga humain is main har time dyhan rakhna ho ga kay market main kia price chal rahi hay to humain trading main kam karny say loss nai ho saky
                • #1673 Collapse

                  jnab humain market ko learn kar kay huamin trade place karni chahiye huamain is main trends ko follow kar kay kam karna ho ga ta kay humain trading main loss nai ho saky or huamin is main achy say kam karnay say profit hasil ho saky
                  • #1674 Collapse

                    sahi keh rahy hay market kay trend ko mind main rakh kar trading karan bohat zaroori hota hay kyun keh market aik he trend main move karti hay aur humay indicators ki madad say market kay trend ko lazmi maloom karna chahiey tab he hum es say
                    • #1675 Collapse

                      forex me sab se important kaam he trading karna he and se trading tab kar sakte hen jab ap planning ke sath kaam ker saken and planning ke sath ap chalo ap ko time se market ko dekhna chahiye ap ko market ke mutabik he trading karni chahiye
                      • #1676 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                        market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
                        market kay trend ko mind main rakh kar trading karna bohat zaroori hota hay kyun keh agar hum trend ko follow nahi karen gay to humay bohat ziada loss ho sakta hay kyun keh market aik trend main he move karti hay
                         
                        • #1677 Collapse

                          ap ne sahi kaha he dear hum ko jab tak ye clear na hoga k market ka trend ab kaha he or kis tarf he hum ko trade na karni chahye hum ko pahle dekh kar kamm kanra chhaye or zaiyda lalch nai karni chahye
                          • #1678 Collapse

                            hum jab trading main trends ko mind main rakh kar kay kam karty hain to humain is main anchi earning hasil ho sakti hay kun kay humain maloom ho jta hay kay humain trading main kam time say trade place karni hay or kb nai karni hay
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • #1679 Collapse

                              market trend ko mind main rakh kar trading karna bohat zaroori hota hay kyun keh agar hum aik trend main trade nahi karen gay to market humay loss day gi aur humara balance risk main ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1680 Collapse

                                g bhai bohat ziyada importance hai aur apk chahiye ke ap hamesh hi trend ke sath trade karen aur kabhi bhi ap trend ke against trading nahi karen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X