market trend ko mind ma rakh k trading krna kitna important ha?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1306 Collapse

    forex main trading k lie trend ko mind main rakhna boht zarori hota hy kyo is tarah ap ko market ki movement ka bhi theek tarah se pata chalta hy aur ap loss se bhi bach sakty hn aur forex main market k trend ki mind main na rekhen to is tarah ap se loss o sakta hy .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1307 Collapse

      mere dost mein apko yah kahana chata hun ke forex tradign ke andar agar ap market trend ke stah trade karo to yeh heh best ha ap market ke sath figh na karo.
      • #1308 Collapse

        han ji bhai jan forex me aap ko market trend mind me rakhna chahiye kiun ke mind me jab tak market ka trend na ho ham is business me kuch bhi anhi kama pate hain is lye market trend ko nazar me rakhty hue he hame trading karni chahiye .
        • #1309 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
          market trend ki trader ki success ma kia ehmiyat ha?
          main smjhta hu k trading krte waqt maket k trends or utar charhao ko mind main rakhn bht important hai because market k trends hamesha ak jese nae rehte badalte rehte hain isi lye humain trading krne se pehle market ka jaeza lena chahiye,,forex ak profitable buisness hain agr hum market k trends k sath chalen ge to bht achi earning kr skte hain...
          • #1310 Collapse

            zahir hay k humain market ki situation ko daikhna hoo ga k market ki kia position hay sara din mai market kaisi rahi hay kia ye up rates pe rahi hay ya phir down pe rahi hay us k mutabiq trading karna hoota hay is k baghair to buhat mushkil hoo jati hay
             
            • #1311 Collapse

              market trend ko mind mein rakh k trading karni chahye jab tak market trend ki info ni hogi hum kesy invest kar sake ge k hume kitna invest karna chahye aur kitna nahi isliye market trend ko zehen mein rakh k trading kro taake bare loss se bach sako
              • #1312 Collapse

                sir main smjhta hu k trading krte waqt maket k trends or utar charhao ko mind main rakhn bht important hai because market k trends hamesha ak jese nae rehte badalte rehte hain isi lye humain trading krne se pehle market ka jaeza lena chahiye,,forex ak profitable buisness hain agr hum market k trends k sath chalen ge to bht achi earning kr skte hain...
                   
                • #1313 Collapse

                  yar ap ka jitna mind business ho ga uthna ap ko faida ho ga khun k ak goog or samjdar bysiness man na zeida k pechy bagy ga or na kam ko chory ga.
                  • #1314 Collapse

                    market trend ko mind mein rakh k trading karni chahye jab tak market trend ki info ni hogi hum kesy invest kar sake ge k hume kitna invest karna chahye aur kitna nahi isliye market trend ko zehen mein rakh k trading kro taake bare loss se bach sako
                       
                    • #1315 Collapse

                      Markeet trand par nazar rakhna boht zaroori hai kiun k agar hum markeet trand par nazar nhn rakhy gay tw hum ko baray loss ka samna krna parh sakta hai
                      • #1316 Collapse

                        consistent profit is the main goal, but if you have to reach the target of 100% seems indeed very large, especially if each day with a target amount of money and greed is clear that there is in him, which leads to a lack of good psychology and could not maintain emotional, this is a newbie think the destruction of the newbie in the world of trading, especially when the deposit capital and impact on later bankruptcy
                         
                        • #1317 Collapse

                          ager koee b tarder meraket trend ko samnain rukh ker trade legata hai to us ko aik achi amount main proft ean ker sakta hai q k market k rate k hisabsay trade lgaye ga.
                          • #1318 Collapse

                            forex trading main market ki value bht zaida hai is lye trading krte wakt market trend ko nazr andaz na krain is sa loss ho ga bl k use fallow krain is sa ap loss sa bach jain gn aur profit k chances b ache ho jain gn
                            • #1319 Collapse

                              market trend ko mind ma rakh ker trading kerna inthahi important ha market trend ko samjana ka lia experience ka hona boht zaruri ha new trader market ka trend ko mind ma rakh ker trading keran....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1320 Collapse

                                dear mery kheyal mein hum tabhi kamyab ho saktey hein jab market k trend ko market k other charho ko apny samney rak k trading kartey hein to agar hum market ko bina deaky trading karey gain to mushkil hey hum kamyab ho sakein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X