Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai
    Dear members forex main ziyada profit hasil karne k liye greed nahi karni chahiye kyon k lalach ki wajah se business main ap success nahi ho sakte han our forex main har kisi ko achi earning hasil karne ki bari jaldi hoti hai our is liye woh ziyada lot size use karte han our in ko nusaan hota hai is liye small lot size se thoda thoda profit hasil kar k hum achi earning hasil kar sakte han
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

    g han agr zaida lot size rakhe gy tu account tu mins me jaye ga hi hume chahiye ke money management ke sath kam kare jub hum money management ke sath kam kare gy tu hum acha kam kar sake gy or hume loss hone per tension b nahi ho gi kam loss ho ga wo recover ho jata hai.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

      Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai zayada lot size ki waja sy hamari trading loss mein ja sakti hai agar hum lot size zayada rakhtay Hain tou hamaisha hamara account loss mein he jata hai lehaza hamain aisa bilkul bhi nahi karna chahiye balkay hamain money management k sath hamaisha kaam karna chahiye tbhi hum kaamyaab ho saktay Hain
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

        g han b hai jan aap ki baat bilkul thk hai hamen lot size ziada nahi rakhna chaye ager ham lot size ko ziada rakhen ge to ham koloss ho ga ham ko chaye k ham lot size kam rakhen ta k ham ko profit ho sake.
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

          ji haan aapne dost kaha hai aisa karne se hamari trade laws main ja sakti hai kyon ke lala ki vajah se jyada volume key trade laga dena ya baar baar trade lagat Jana jise volume jyada ho jaye aise bhi trade mein bahut jyada loss ho sakta hai kyon ki market ki movement ka maloom nahin hota agar technical analysis aur market par aapko yakin Hai to fir aap kuch tips profit lekar jyada trade volume lagakar profit withdrawal kar sakte hain aur hassil kar sakte
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

            dear forex m,embr ap ne saeh kaha h k agr ham trading k doran zyada lot size ka istimal krien ge to is se ham los ki trf jaein ge agr ham dorane trading agr ham lot size ka istimal agr zyada krien ge to los agr km rkhein ge to ha is se profit ki ntrf jaein ge forex meinkamaybi ka raaz yaeh h k hm uiska saeh istimal krein
            • #7 Collapse

              Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tahirismail پيغام ديکھيے
              Dear members forex main ziyada profit hasil karne k liye greed nahi karni chahiye kyon k lalach ki wajah se business main ap success nahi ho sakte han our forex main har kisi ko achi earning hasil karne ki bari jaldi hoti hai our is liye woh ziyada lot size use karte han our in ko nusaan hota hai is liye small lot size se thoda thoda profit hasil kar k hum achi earning hasil kar sakte han
              Assalamu Alaikum Jee bilkul Jyada lot size ki vajah se a aapki trading Se Jyada loss Mein Ja sakti hai agar aap se Jada nuksan bardasht kar sakte hain to upload size Badi Rakhe otherwise are plot size Chhoti Rakhe Takia apko nuksan hone ke chances kam ho Shukriya
              • #8 Collapse

                Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                g bhai jan ager ham lot size zyda use kerty hain hamra account wash bhii ho sakta hy.isliye hamen chye k ham lot ka normal use kre ager hamri trade loss men bhi chali jaye to hamra nuqsan na isliye hamen chye k ham lot ko account ki worth k capital k mutabiq istimal kren aor loss ki surat men hamra account wash na ho.
                • #9 Collapse

                  Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                  Ji aapne bilkul sahi kaha hai ki Apna profit August set Kare Aisa Hi karna chahiye Hame Apna Ek takat banana chahiye target banana Wohi Zaroori Hota Hai Aur isliye bahut hi jyada fight Hain Iss wajah se Jab Bhi Koi kaam Karen Tu apna target banale is ka aapko bahut hi jyada fayda Hoga aur lot size Jab Bhi aap Lagaye Tu Soch Samajh Ke Lagaye Jyada bhi lot size Hamein nahi Lagana chahiye
                  • #10 Collapse

                    Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                    GForex ka business Sab Ke Liye Hai hamein chahiye ke hum isko join Karen Isko Koi Bhi join kar sakta hai bus is Mein mehnat karni padti hai aap Agar mehnat Karenge to aap is Mein Kamyab hain main dati banda he is business ko kar sakta hai is main agar koi kaam Mushkil Hai To Hua Hai trading trading Jab Bhi hum kare to Bas uqat aisa hota hai ki Jyada lot size ki vajah se bhi Hamein nuksan ho jata hai is wajah se lot size Soch Samajh Ke lagayein Tu Kisi Se Mashwara kr len
                    • #11 Collapse

                      Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                      apne bohat achi post ki hy main yahn yeh kehna chahon gi ky forex trading krty howay hmain pehle apne account ko daikh kay trade open krni chaye ap money managemet ko follow krian kbhi bhi lot size big na lgayn wrna apka account wash ho jaye ga apko chaye kay small lot use krain and sabar sy trading krain ..
                      • #12 Collapse

                        Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                        ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain tu hamesha hi Chaha mein jyada lot size bilkul bahut jyada nahin karna chahi Agar hum bahut jyada lot size ka Trade open Karenge to Hamein bahut hi bada nuksan ho sakta hai isliye Hamein lot size bahut hi thoda istemal karna chahie thanks
                        • #13 Collapse

                          Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                          DEAR main ap ki bat se ihmat hon aor ham as main agar lalach kare gee tu ho sakta hai kee bohat jald hamra account wsh ho jay q k lalach bory bala hai greed is a curse ham agar koi bi busniess kare khas tur par forex main ham greed na kare q k gorex trading main wo hi kamyab hai jo as main jald bazi lalach nahi karta aor jo sabar mihnat se as main kam kare aor hamen as main har wakat aik dosare ka madad karna chahiy q k jo madada karta hai us ka bi koi madad karta hai as liy hamen as main dosaron ko as kee bare ,main experience share kare tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen chahiy hai kee ham as main ache se kam karte rahe kai bi har na mane tu hi ham as main kamyab ho sake gee aor hamen as main loss se darna chahiy agar ham as main loss se dare gee tu ham as main kabi bi kamyab nahi ho sake gee as liy hamen as main greed nahi karna chahiy ham sab ko greed se bchna chahiy tu hi ham as main kamyab ho sake gee
                          • #14 Collapse

                            Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                            Hi ji bilkul aapne theak kahan hai zada lot size ki vajah se aapki trading loss Mein Ja sakti hai isliye Hame chahiye ki hum Apni Management ke hisab se kaam Karen ager ager hum management system hasab sy kaam Karen gy Tu ager loss b ho jy Tu usy recover kr sakty hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ziyada Lot Size Ki Wajah Se Ap Ki Trading Loss Main Ja Sakti Hai

                              G Han ap ne bilkul sahi kaha hai humen hmesha koshish krni chaheye KY small lot size he istemal kren ta ky khud ko kisi bhi qisam KY bare nuqsan se mehfooz rakh saken aur apni trading ko successful trading bna saken isliye Jab trading Kare to koshish Karen ky lot size ko kam se kam Rakhen taa ke aap apni trading ko Kamyab Bana kar is men see losses ko Khatam kar saken.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X