Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

    G haan bhai jaan ap ne thek kaha hai lt size bi aik greed hai aor jo mihnat karta hain wo hi kamyab hota hai aor jo mihnat nahi karta wo kabi kamyab nahi hota hai as liy hamen chahiy ke ham as main jab bi mihnat karte rahe gee tab tab ham as main kamyabi hasil karte rahe gee as liy hamen as main mihnat karte rihna chahiy hai aor hamen as main kamyab hasil karne ki kushsh karte rihna chahiy hai aor hamen as main success full banne kee liy as ain kuch bi karna chahiy tu hi hamen as main kamyabi mile gy jis din ham ne as main mihnat karna chor dya ham us din se hi nakam ho jay gee as liy hamen as main success full banne kee liy mihnat karte rihna ho gaa ta kee kamyab ho jae as forex ttrading main ham sab
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

      G han lot size par contral rhknaa hei kamybii hai dear forex markeet syy tohraa tohraa profit niklyy gyy tuo asni syy nikl skyyy gyy jb zaidaa ki lalch karyy gyy tbbb markeet main maslaa banyy ga tohraa lot main profit bi bann janta our agr loss howaa huo wo bi beach main recover ho jataa zaidaa lot huo loss ho jaiyy phr loss recover ni hotaa ..
      • #18 Collapse

        Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

        Dear forex members asa he hay kay humay apni lots par control rakhna chyia is ki reason ya hay kay jab be hum lots size ko maximum krain gay tu humay confusion ho gi after then humay loss ho skta hay jis ki waja say humay chyia kay hum apna business ko focus say krain fresh mind or lots ka size ko wo he rakhy jo hum handel kr pay.
        • #19 Collapse

          Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

          mere khayaal sy agar ap lot size or volume p control krna seekh jaty hain tu ap aik bhoot achy trader ban skty hain!! kyun k agr ap apni money ka 110 percent risk lety hai lot size double krty hain tu ap loss krein gy aur woi ap money management krty hai lot size chota rkhty hain apni money ka 10 percent risk lety hain tu ap yaqeenan earn krein gy
          • #20 Collapse

            Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

            g bilkul sahi keh rahy hame chahye k hum apny lot size pay control rakhain hume apny balance k mutabiq he trade karni chahye wesy kosish karni chahye k hume small lot use karain kyu k ye zada save hota hai is main hume loss kam hota hai agr hume loss b ho jaye to hum is ko recover kar skaty haian aur apny account ko b secure rakh sakty haain.
            • #21 Collapse

              Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

              g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai lalach aik trader ko bohat zyada loss deti hay so jab bhi trading karain small lot ko apnay liye fix karain aur planning karain kay kasay loss aur profit ko manage rakhna hay money management ko dekhen but greed ko kisi bhi surat apni trading mei na anay den yahi kamyabi ka sab sey acha raaz hay kay lalach ko avoid karain aor lot size bhi aik greed hai as liy hamen as par control karna chahiy
              • #22 Collapse

                Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                Jo bnda bhi apani kot siz ko zeada rkh k kam krta hy who apna loss krta rehta hy lot siz pr ham kam naia kry gy ham aoani kot siz ko countrol my naia rakhy gy to hamah is my phr acvount wash k ikawa kuch bhi dekhny ko ni mily ga han ay naia dekhy gy k hamy is my lrofit howa bh hanha bs loss hi hoga
                https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                • #23 Collapse

                  Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                  Yeh number aapne bilkul right Kaha Hai Hamein train Lagate Hue Apne lot size ko kam se kam Rakhna chahiye aur Bangalore size ko kabhi bhi istemal nahin karna chahiye Kyunki se Hamara account was Hote der nahi Lagegi agar aap apne lot size ko kam se kam rakhoge tho Aise aapko profit bhi ho jayega Agar aapko loss bhi hota hai to aap aisa nahi ke sath recover kar sakte ho
                  • #24 Collapse

                    Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                    G hn lot size KO hmmya zada use Ni krna chahay hmm SB yahi chahtya hn ka hmm jald he bohat zada perofit hasaal KR sakya lalin hmmya asya Ni krna chahay ager hmmya kamyaab hona ha tu hmmya lot size Pa zada deahaan Ni fana chahay
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                      Ji haan dear aapne bilkul theek kaha hai lot size par control Rakhna hi Sabse Badi kamyabi hai agar market Mein money management ko follow Kar Ke Chalte Hain Tu hi accha kaam kar sakte hain market Mein Jitna lot lagayenge utna he lost bhi ho sakta hai Jyada loss ko recover karna Mushkil ho jata hai...

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X