Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?
    Dear members aksar forex traders as market mn loss ka samana krry hain ziada tar as loss ki main vjha hoyi hi lot size py control na krna aor trading k doran km balance k sath bhe big lot size place kr daina jis ki vjha sy aksar tradets ka shuru mn he account wash ho jata hai as liay kbi bhe forex market mn big lot size sy order place na kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

    g hai lot size kam se kam lagane wala hi achi trading karta hai bara lot size lagane wala tuka marka hai ke chal gaya tu theek nahi tu loss jo expert traders hai wo kabi b tuka trading nahi karte balke wo money management ke sath trade karte hai or apne emotions per control karte hai.
    • #3 Collapse

      Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

      G bikul dear apki bat thik ha ka hum trading ma agar lot size ko ziada rkhty han to hamary loss ka chances ziada hote han aur agar hum lot size kam rkhty han to hamary loss ka chances bhi kam hote han is lia dear hamen lalach nai krni chahia balkey profit hasil krna chahia chahy wo kam profit hi q na ho loss sa to best rhy ga..
      • #4 Collapse

        Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

        Dear aap ne bilkul theek kaha is business mein ziada tr loss kam balance k sath big lot ko use krny se hota hai agr her trade mein small lot use ki jaye tu ziada loss nai hota aur trading bhi hum long time kr sakty hein is se experience increase hota hai aur capital bhi safe rehta hai.
        • #5 Collapse

          Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

          G Han bilkul theek kaha Hai ap ne aisa he Hai forex trading men lot size sab see zayada importance rakhta hai jo log Kam lot size rakhty hain wo apny account ko safe rakh kr apni trading ko successful bna sakty hain lekin jo log zayada earning KY chakar mein lot size zayada rakhty hain Un KY liye Apna account safe rakhny ky saath saath apni trading ko kamyab bnana bhi Mushkil ho jata Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

            asslam o alikam bhai jan lots size main hume control rakhna chiaye agr hum lots size main control krein gey tu hum market main asani se kameyabi hasil kr sakte hein is liye hume is main samjdari se kam krna hota ha small lots size se is mn main kam krna chaiye
            • #7 Collapse

              Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

              nshi lot size kocontrol krney sey kamyabi nahi hoti. Forex mai ap ki stratgy achi hona chahey aur ap jo bhe trade open krey tou trend ko follow krey gy tou ap forex market mai kamyabi hasil kr sakty ho. Lot ko kam ya zada krney sey kamyabi nahi hoti.
              • #8 Collapse

                Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                Dear friend forex trading main kameyabi imotion deseplen aur money mangment say hy melty hy agar humvlot size ka trading main kheyal rakhen to kabhi hum loss nahi kar sakty as leye khud par control pana sekho
                • #9 Collapse

                  Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                  lot size for control rakhna bilkul kamyabi hai agar lot size kam rakhenge aur control rakhenge 0.01 setted open karenge aur kisi se chat karte rahenge to kabhi bhi last nahin hoga aur na hi hamara account khatam hoga is tarah profit bhi hota rahega aur hamari trading bhi chalti rahegi agar sach mein aakar bitlordsearch laga denge to account ko khatam hone mein der nahi lagegi aur big loss bhi ho jayega
                  • #10 Collapse

                    Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sanam07 پيغام ديکھيے
                    Dear members aksar forex traders as market mn loss ka samana krry hain ziada tar as loss ki main vjha hoyi hi lot size py control na krna aor trading k doran km balance k sath bhe big lot size place kr daina jis ki vjha sy aksar tradets ka shuru mn he account wash ho jata hai as liay kbi bhe forex market mn big lot size sy order place na kren
                    Assalamu Alaikum Agar traders trading Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to Unhe Apne lot size Chhoti rakhni chahie is profit thoda hota hai to nuksaan Bhi Hoga to thoda hoga kuch traders lalach Mein Aakar lot size Bade Lagate Hain aur Bada nuksan uthate Hain Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                      g han bhai jan aap mi baat bilkul thk ager ham lot size per control rakhna bhee hamare liye kamyabi hai ager ham lot size per control rakhen ge to ham ko profit ho ga aur ham kamyab hon ge.
                      • #12 Collapse

                        Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                        ji aapne bilkul sahi kaha hai ki lot size par control Rakhna hi kamyabi hai Hamesha hi ke Ham jaldi Mein trade Na Halke Halke Soch Samajh Ke trade lagayein ISI Mein Hamara fayda Hai Agar Hum market ko analyse Karke trade lagayenge To Ham fayade Mein Rahenge is wajah se hamein chahiye ke Ham pahle market ko analyse Kare FIR uske baad trade Laga Ke Hamen profit Ho
                        • #13 Collapse

                          Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                          Aapne bilkul sahi kaha hai aisa hi hona chahiye Hamen is company ke rules ko follow karna chahie rules ko to follow karna hi padta hai Roj ki hum for red Laga sakte hain is Se Jyada nahi laga Sakte to Hamein 4 thread Lagani chahiye Agar Hum is Se Jyada lagayenge 4 se above Hogi thread Woh delete ho jayegi kis wajah se Humne Apna time waste nahi karna chahie Palke rules ko follow karna chahie
                          • #14 Collapse

                            Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                            main apki baat sy agree krti hon agr hm apni lot size py control kr lain to hm forex main kabhi bhi loss nahi krain gy kuch traders profit kay lalach main big lot lgatay hain and wo apne account ko dino main double krne kay chakr main hotay and apna account hi wash kr daity hain so main yeh advise kron gy kay lot size choti rakhain agr apne forex main kamyaab hona and profit earn krni hy to..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Lot size py control rakhna he kmyabi hai ?

                              Dear brother achi bat ki he aap ne lot size ko hamesha minimum rekhna chahiye kio k hamare pass capital balance pehle se hi kam he or agar hum phir big lot size ko choose karenge to us se ziada chances yahi hote he k agar market opposite chali gai to hamara account wash ho sakta he is liye money management ko dekhte huwe lot size ko choose kerna chahiye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X