kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2281 Collapse

    g han is business me target kam jitna hoga hm utna hi is business me los se bach skaty hain isi liye hmen chahye k hm is business me target ko kam kiaa karen kyun k agr hm is business me kam kam profit b hasil kart yhain tu hm is business me monthly kafi acha earn kr skaty hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2282 Collapse

      G bhai bilkul apna target jitna kam rkho gy utna e loss sy bhi bach jao ge aur agr ap ko confirm ho k trade bht long term ap k favour main jay gi to target bra rkhna chiy q k aisy moky bar bar ni milty aur aisy moky ko waste nni krna chiy baki chota chota target hona chiy jo ap ko profit dy aur loss ka chance kam ho
      • #2283 Collapse

        ager ap apne target ko kam rakhte hen to ap loss se bach sakte hen is men he ap ke kamyabi he agar ap ka profit target ziyada he to loss he sakta he is liye kam target jald hit ho or loss ke chances kam hote hen
        • #2284 Collapse

          g han mere khyal me is me hum ko apne target ko set kar k is me kamm akrna chahye or forex news ko folow karna chahye or lalch niua karni chahye
          • #2285 Collapse

            forex 1 asa business hy is ma greedy ni huna chay agar hum ziyda profit k checker ma jay gye tu loss ka daar itna he ziyda hu jata hy achi strategy k leye best hy k hum ziyda profil k checker mat jay bilky buisiness ko build k leye profit ki ratio be low rakhay is say low be kam hu ga .
            • #2286 Collapse

              ager humara target humari strategy ke hisaab se theek ho ga to wo hume profit de ga laikin ager humari entry he ghalat ho ge to short target bhi achieve nahi hota bohat dafa aik point se trades against ho jati he wajah just ye ke humari entries ghalat hoti hen so make your trades accurate and get big profits with less risk
              • #2287 Collapse

                g ap is tarah kars akaty hai agar ap apnay risk ko kum say kum rakhay gay tu apko is ka bara fadia mil sakta hai likin apko aik bat ka bi sath sath khayal karna ho ga kay apnay account ki money managment bi theak rakahy
                • #2288 Collapse

                  jnab hum jab trading karyt hain to huamin is main profit b ho skta hay or huamin is main loss b ho skata hay or huami is main agr loss nai chhaiye to huamin is main learning kar kay huamin traidng main kam karna ho ga ta kay profit hasil ho
                  • #2289 Collapse

                    ji han hum apna target ko km kr ky bhi loss se bch skty hain. Target ko zada rkhna bhi lalch ki ayk qisam hai . jo hum ko loss ka face krwa deti hai. Humy apna target low rkhna chaye ta ky hum ko zada risk na lena pry.
                     
                    • #2290 Collapse

                      jnab hum jab trading karty ahin to huamin is main loss b ho sakta hay or humain is main profit b ho sakta hay or huamin is main agr loss nai cahiye to huamin is main apna aik target set kar kay huamin trading main achy say trading kani ho gi
                      • #2291 Collapse

                        g hai ap apnay lost say is tarahs ay hi buch kay trade kar sakaty hai kay agar apko lsot say safe reh kay trade karni hai tu apko kum say kum tar lot size ko rekhna chiay jsi say kum risk milay ga
                        • #2292 Collapse

                          jab hum jab tradig karty hain to huamin is main loss b ho sakta hay or huamin is main profit b ho sakta hay or humin is main agr success hasil kari hay to hamin is main aik target set kar kay huamin trading mai kam karna ho ga
                          • #2293 Collapse

                            G han bilkul, hum apna target small kar kay khud ko big losses se bacha saktay hain, jab humara target kam hoga to hum few pips, small lot size se apna target achieve kar lein gy and is mein ziyada risk bhi nahi hoga.
                            • #2294 Collapse

                              G forex trading mein buht se trader han jo kam experience aur knowledge k kam hony k bawajood apna target buht ziada rakh liety han aur knowledge aur experience kam hony ki waja se jab target ko hasil nhi kar pathy tu ziada bari trade open kar daety han js se loss ho jata hy aur is liye target ko kam rakh kar trading karna cahaiye takee loss se bach saky
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2295 Collapse

                                Forex trading min hum bari raqam earn kar sakte hin ye bilkul possible he magar hum ghalati us waqat karte hin jab hum thori raqam laga kar aur fori toor pe bari raqam earn karne ki koshish karte hin humin asal min sabar seikhna chahye aur jab hum sabar karna seikh gaye to hum market k behaviour k mutabiq trade karin ge aur kam blance pe kam volume se trading karin ge.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X