kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1891 Collapse

    g ha g jnab,,,esa ho ksata hay hum esa kar skaty hauin jnab,,kaam ager acha ho ga or target bhi isi hasb say rakhain agy to hum ko lamzi is main faida hi ho ga na janb
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1892 Collapse

      Ap Log Market Ke Proper Analysis Keya Karain Aur Hamesha Small Lot Size Use Karian (O.o1 or O.o2 ) Or Hamesha Stop Loss Order Ko Sath Le Kar Chalain Aap Ke Trading Hamesha Successful rahenge or Lose Ke Chance Bhi Kaam Honge Thanks
      Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
      • #1893 Collapse

        Goal is most important in business kio ke gab tak ap apna goal det nhi kare ge ap forex to kia koi bhe business nhi kar sakte
        • #1894 Collapse

          Bhai jan esa krna trader pr depend krta hai.Trader ko hmesha apni knowledge or experience ki base pr hi trading ka target set krna chahiye or apnay target ko dekhtya huway hi trading krni chahiye.Mazeed over trading b nhi krni chahiye or complete patience k sath hi trading krni chahiye.agr ap 1 newbie hai to apko low volume say trading start krni chahiye or step by step trading ko learn krna chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #1895 Collapse

            Forex trading main risk kay baghair aap ko trading main earning nhe ho sakti hay aap apna torget oncha rakh kay trading karrain gay to aap ko profit bhe utna ziada ho ga
            • #1896 Collapse

              yes, of course hum apna target kam rakh k loss se bach sakte hen kun k jab hum ziada profit kamane k chakr men trading karni chaye hen to humen loss hona start ho jata hai so humen ek target k mutabiq trading karni chaye taa k hum best way men profit earn kar saken
               
              • #1897 Collapse

                yes gee haan my dear app nay bilkul sahi kaha hai forex bussiness mein agar kisi insaan ko loss hota hai to just us kay greed laluch ki wajha say hi hota hai agar hum forex bussiness mein without greed laluch trading karey to hum free risky bhi hon gaey aur daily achey say acha profit bhi kama saktey hain
                • #1898 Collapse

                  jee, hum apna target kam rakh k loss se kisi had tak bach sakte hen kun k forex ek risky market hai so humen es men bohat ahtyat se kam karna pare ga so humen trading men ziada greed nhi karna chaye kun k agar hum trading men ziada greed karne gay to humen loss ho sakta hai kunk lalach buri bala hai
                   
                  • #1899 Collapse

                    Assalam u alikum jee haan friend hum yahan apne target jitna chota rakhen gey to automatically humein loss hone k chances bhi utne hi kam ho jaengey, or agar hum apna targeet bht big rakh len to humein dosri taraf loss ko bhi mind me rakhna chahiye k ab loss k chances bhi barh gaye hain..
                    • #1900 Collapse

                      yes agar ham daily ka aik target bana lain tu ham is main easily earn kar lain gain and ham is main loss ho janay say bach sakain gain
                      • #1901 Collapse

                        gee haan bilkul agar hum apni equity ka 10% profit rakh ker trading kerein tu hum ko kabhio bhi loss nahein ho ga azma ker dekh lein
                        • #1902 Collapse

                          Why not aap apna target kam rakhain, is sey aap ko profit bhi kam ho ga aur loss bhi kam ho ga. Profit lenay sey ziada important loss sey bachna ha. apnay balance ko safe rakhain aur kam sey kam loss honey dain, takeh aap trading key qabil hon. Trading start karnay sey pehlay planning buhat zaroori hoti hy, hamesha stop loss use karain aur kam volum ki lots lagayen.
                           
                          • #1903 Collapse

                            dear bro
                            jee haan yeh to zahir si baat hai k hum apna target jitna kum rekhain gay loss utna hi kum hoga yahan tak k hum apnay aap ko loss say bacha bhi saktay hain lakin humain trading kernay say pehlay humain rist managment ki poori tayari ker lani chahiye
                            • #1904 Collapse

                              agr ap apna target set kr lete hein to ho sakta ha shayad ap loss ko kam kr saktay hon. lekin mere khayal say ap ko loss k chances kam krnay k liye stategy theek bnana hogi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1905 Collapse

                                g haan bilkul ap acca kar sakty hain agar ap apna target ka kaam rakein to ap apna rsik ko bi kaam kar sakty hain q k agar ap jabb apna target kaam rakk k trading karo gay to ap k lose k chances kaam ho jein gya aur ap easily trading kar sako gay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X