kia hm apna target ko kam rakh k loss sa bach sakta han?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #991 Collapse

    ji bilkul ye saye hai.agr ap target ko kam kr do to loss kam ho ga aur agr ap target ko mazeed barha dety hai to phir nuqsaan b osi hisaab se ho ga na.es lye mera opinion ye hai k target ko kam rakho...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #992 Collapse

      assalamu alaikum jee han bil kul agar aap starting mein kam target rakh k trading kre ge to is se ap ko kam loss hoga ,lekin agar aap k dil mein greed ajaein to phr bara loss hoga
      • #993 Collapse

        g bilkul agar aap apny target ko samnay rakh kar kaam karain gay tou aap lazmi lazmi loss say bach saktay hain aur aap ko phir as main profit he ho ga lakin target to must hai na g as kay baghir to guzara he nae.
        • #994 Collapse

          G haan bilkul agar ap apna target kam rakhen gy to zaror loss sy bach jaen gy kyun k ziyada earning ka lalach he ap k liye nuqsan dy sabit hota hai, ap ko apna ik target set kar lena chiaye jab ap us target ko achieve kar lo to ap ko apni trading stop ka rdeni chaiye is tarhan ap loss sy kafi had tak bach sako gy.
          • #995 Collapse

            g han ham apna targit kam rakh k jb koi odr lgay gy to atometicly hamy loss kam ho ga but tarding krny sy pahly hamy pori planing krni pary gi k ham ny sel kiya to kya ho sakta hy agr buy kiya to kya ho sakta hy is trhan hamy loss kam ho ya ho ga he ni is kam k liay planing lazmi hy tb he ham acha kahsa profit gain kr sakty hy.
            • #996 Collapse

              forex trading mai hmesha apna target kmm hee rkhna chaheay kiu k ap agr trget km rkho gy tu ap ko loss b km hee ho ga or ap lalach mai ni ao gy km trget sy ap 90% loss sy dor rhty hai..
              • #997 Collapse

                nhn agar ap target kam rhekn tu tab bhe agar ap ke strategy tehk nhn ho ge tu ap khud ko loss sa nhn bacha sakty, loss sa bachny ka ly apna target ziada rhekn us sa ya ho ga k kuch trade loss kren gy kuch proift, tu target ap ka ya ho k average mein ap ko profit ay
                • #998 Collapse

                  main esa nahi samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein improvment lani hai aur ehtiyat say kaam karna ho ga.
                  • #999 Collapse

                    main to esa nahi samjata keh ap apna target ko kam kar k loss sy bach saky gy balky targit ko kam karny k bjay ap ko chay k forex main jitna ho saky knowledge hasil kary ta ke ap ko loss kam sy kam ho
                    • #1000 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: zia پيغام ديکھيے
                      kia hmm kam target set kr k kud ko loss sa bacha sakta han
                      yes bilkul humy is business me greed se avoid karna chahye q k humy is business me loss isi waja se hi hota han k hum is business m greed boht karty han agar hum is busienss me greed na kary to hum acha earn kar sakty han.
                      • #1001 Collapse

                        ji Ham Apna Profit ko Kam Kar Ka Loss Kam Kar Saktay Hain.Balkay Loss Ka chance 90 % Khatam Ho Saktay Hain. )0.01 volum par 50 Pips ka profit app ko LOss Nahi Kara Sakta ha Aur App Ko 0.50 Doller Ka Profit Da Sakta HA.
                        • #1002 Collapse

                          ji bilkul target kaam rakh kar loss se bach saktay hai likan jaab loss hona ho to kiya pata chalta hai jo bhi kaam kiya jay us main target rakhna cahye agar app target kaam rakte hai aur koi bhi kaam soro karte hai to loss se bach saktay hai agar zaiada karte hai to loss bhi ho sakta hai
                          • #1003 Collapse

                            jee aap forex mai kam target rakh k loss se bhaj sakty hain agar aap new hain tu agar aap k pass experience hain tu aap forex mai apnay experience k mutabik apna target set kar sakty hain or loss kam kar sakty hain.
                             
                            • #1004 Collapse

                              Forex is a good currency business.apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing.best of luck.............................................. .............
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1005 Collapse

                                g han g agr hm apna target km rakhen ge to zahir si baat ha hm loss se bach jay ge q k is tra hm risk nahi len ge to phr loss b nahi ho ga forex me ap ko trading krne sse pehlee risk management k lie posri planing kr leni chahye or taget low rakhna chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X