A o a main esa nahi samjhta kiyon kay kisi bhi qarobar ka hisa hai risk chahy chota risk ho yan phir bara par risk hota zaroor hai aur agar kaam mein risk hai to loss bhi ho sakta hai aur yahan to loss achanak hi ho jata hai kiyon kay aap chahy apna target kam karo yan phir ehtiyat karo par loss kay chence hoty hi hein bas aap ko apny kaam mein improvment lani hai aur ehtiyat say kaam karna ho ga
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим