forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko jan le

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko jan le
    forex tradng main or kuch b nhe hain forex trading main sirf or sirf merket up dwon hoti hain bas or agar hum thek tara merket ko samjh jy up down ki learning ko achi tara samjh jy tu pher acha profit hota hain or forex trading main or koi study learnign nhe hoti hain na koi photoshop ka kaam hain sirf candel ko thek tara samjhna hota hain or ye candel ki move ek shorthand language ki tara hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

    forex market up and down hoti rehti hai isme aap ko experience aur iske saath kaam karne se hi pata chalta Hai jab tak aap forex ko watch karte rahenge aur inertial karke trade karte rahenge is waqt profit hota rahega agar awaz karna chod denge aur market patawa Jo nahin denge iske saath mazak karenge to fir lost hi hoga aur ho sakta hai aapka account bhi khatam ho jaye lekin main apne azmat hai aur mehnat ke saath humko time de
     
    • #3 Collapse

      Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

      bilkul bhai jaan thik keh rahe hain ki frock ki market uptodown hoti Hai jab bhi updown hoti hai to use waqt nurses kiye hue nahin chahiye support or resistance ko dekh lena chahiye tha ki aapki. Sated open karna chahte hain aur 10th may use points a trade open kar deta ki aap accha profit hassil kar sake lekin market ko dekh se bhi rehna chahiye kyunki stop loss and take profit Na laga Ho to market volatility mein kisi bhi tarah kar sakti hai
       
      • #4 Collapse

        Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

        g han ya bat tu hai ke jub hume market ki movement ka pata chal jata hai tu hum aik achi trade le sakte hai hume chahiye ke hum trend ko follow kare jub hum trend ko follow kare gy tu hum acha kam kar sake gy jis side ka trend hai hume trade b usi side per leni chahiye.
        • #5 Collapse

          Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

          Yes agar aap deeply study karain market ko market ki movement ki movement ko samjhnay ki koshish karain gay then bohat he best learning hogi so humay lazman market ko time dena chahiye takay market ki best study karnay sey acha time denay sey humay market ki movement ka achi tarah sey andaza hojay
          :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

          PLEASE VISIT HERE
          • #6 Collapse

            Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

            Jee main apny members ki baat say mutafik hun kay forex business actually trading ka up ya down hay jes say hamain profit ya loss hota hay es liay hamain pehly market ko samajhna ho ga oar forex forum ka analysis karna ho ga agar ham mehnat say market ko samjhain to forex business main kaamyaabi mumkin hay
            • #7 Collapse

              Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

              G han market key bullish aur bearish movement ko understand karna hi sab koch hay, jo traders market key behavior aur bullish aur bearish movement ko samaj sakta hay esy traders ko hi market bahot zeyda profit de sakti hay, traders esi ley zeyda learning par focus karty hey key wo market key behavior aur market key bullish aur bearish movement ko understand kar saken.
              • #8 Collapse

                Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                Jee hen forex trading mein market ki up and down movement hoti hai jisko learn krna hota hai agr price action ko observe kia jaye tu us mein kisi bhi trend ki zarorat nai hoti us se bhi kuch traders acha profit hasil kr lety hein woh kisi pair ki high aur low price ko observe krty hein market haisy hi up ya down hoti hai tu woh trade open kr lety hein jis se acha profit mil jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Madihasaeed پيغام ديکھيے
                  forex tradng main or kuch b nhe hain forex trading main sirf or sirf merket up dwon hoti hain bas or agar hum thek tara merket ko samjh jy up down ki learning ko achi tara samjh jy tu pher acha profit hota hain or forex trading main or koi study learnign nhe hoti hain na koi photoshop ka kaam hain sirf candel ko thek tara samjhna hota hain or ye candel ki move ek shorthand language ki tara hain
                  Assalamu Alaikum Forex trading mein markets ki movement up down hoti hai jo bhi isko samajh leta hai wa market ko acche se analysis kar sakta hai aur apni earning badha sakta hai Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                    ge han bilkal jab market up dwon hoti hai tab hi hum profit hasil kr sakte hein ise hi hum profit hasil kr sakte hein lekin os k liye hume phaly market ko samjna hota ha hum is main analysis chart ko fallow kr k market ko asani se samj sakte hein
                    • #11 Collapse

                      Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                      G Han dear ap ne bohat ache baat ki Hai aisa he Hai Agar hum markeet ko ache tareeky se analyze kr ache see strategies bna kr trading kren to hmare liye apni trading ko kamyab bnana asaan ho Jae ga is liye humen koshish krni chaheye k jitna bhi ho sake apny experience ko strong bnaen ta ky usi KY according analysis kr KY apni trading ko kamyab bnaya ja sake aur ache earning ko possible hasil Kiya ja sake.
                      • #12 Collapse

                        Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                        Jee bilkul learning is more better than earning learning to Hamein Karne He padhti hai agar hum ne apne kaam ko karna hai apne kaam se kuch Hasil karna hai to market hoti rahti hai is wajah se market ko check Karte Rahein Jaise hi market Hum Bhi Koi Ishara De to Hamein Usi Waqt trade Lagani chahiye Agar Hum Is Tarah Se Soch Samajh Ke Apna Kaam Karenge Tu Ham is business se bahut jyada fayda Hasil kar sakte hain is wajah se Hame chahiye ke hum Apna Har kaam karne se pahle acchi Tarah Se Soch bachar kar len
                        • #13 Collapse

                          Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                          Market Ek Jaisi nahi rahti up and down hoti rehti hai is wajah se hamein chahiye ki hum market ko Dekhte Rahen usko check Karte Rahe Jaise hi koi big candle Bane to Hamein Usi Waqt trade Laga deni chahiye Jab Hamara target pura Ho Jaaye to Hamein tradeco close kar dena chahiye Agar Ham tradeco close kar denge to isme Hamara fayda Hai is wajah se Jab target pura Ho Jaaye to trade co close kar den
                          • #14 Collapse

                            Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                            exactly agr hum market ko samj laain to hume up and down k b samj ajaye gi hume chahye k hum market ko achi tara analyis karain aur her candle ko aur us ki movement ko samjhain k ye humary favor main hai ya nahi agr hum ye sub cheezain achy se samjh laain gay to hum profit aur loss k pata kar skaty haain aur is se bahoot acha profit earn kar sakty haain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex ki merekt up down ye hoti hain is say he profit hota hain agar merket ko ja

                              jee han friends forex ki market continue up and down hoti rahti hay ap jo log expert hota hein wo analysis kr lata hein market ko or strategy bna lata hein kay market kis poitb pat up ya down ho gi tu hum apni treading ko open krian gay or humari treading ka bad market ktna points upp ja skti hay or humay profit mil skta hay bhoat acha Good earing.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X