posts delete hone ke main waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    posts delete hone ke main waja
    Assalamu Alaikum dear friends forex main har member yehi rona roo raha hota hae ke mere posts delete ho gy hain or yeh roz ke bat hae forex main posts delete hone ke main waja eh hae ke jub koi member thread create karta hae or wo quality thread create na kare ya phir dupkicate kar de to us ke thread kuch deer bad he delete ho jate hain or bahut se members ne us thread ka jawab bhe de diya hota hae to threads delete hone ke waja se hamare posts bhe delete ho jate hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: posts delete hone ke main waja

    Forum pe posts delete honay ki different wajoohat hen jin men bar bar aik hi tarah ka knowledge share karna ya copy posts karna iss k short posts bhi delete ho jati hen low quality ki aur forum k standard pe poori nah ho aesi tamam posts delete ho jati hen aur jiss men spelling mistakes ziyada hon ya words miss hon aesi post bhi delete ho jati hen
    • #3 Collapse

      Re: posts delete hone ke main waja

      Post delete hone ki men vaja lake of knowledge hai jab hamara knowledge kaam hoga to hamari yaad bhi quality wali nahin hogi aur hamari post friend ki vajah se delete hoti Hai kyunki jab thread delete ho jati hai to usse post bhi delete ho jati hai koshish karna chahi AC na Karen jisko delete kar diya jaye aur fazool Na Ho lekin post ki quality ko pata kiya jaye aur jitni jyada post ki quality beta roj usse hi bonus aayega
      • #4 Collapse

        Re: posts delete hone ke main waja

        post delete hone ki main waja ya b ho sakti hai ke post ki quality achi nahi hoti jub b hum thread kare tu hume achi thread karni chahiye agr hum achi thread nahi lagte tu wo thread delete kar di jati hai or sath hi us per jitne b reply hote hai wo b delete ho jate hai.
        • #5 Collapse

          Re: posts delete hone ke main waja

          Forum par humari post delete is liay hoti hay k isfirum par har Banda hi threads laga raha us k pass knowledge hay ye nai wo dosron ko copy Kar rahe Hain aur humain bar bar aik hi jesi threads dekhne ko multi hay jis wajha se wo threads delete ho jati Hain aur hum blame forum ko karte Hain jab k rules ko hum khud follow nai karte aur isi wajha se humari postes delete ho jati Hain do rules k mutabik Kar Kare take Apna account save rakh sake
          • #6 Collapse

            Re: posts delete hone ke main waja

            Aaj kal big issue hay duplicate threads arahi hain ye maine wajah hay delete honay ki repeat horahi hain threads so jab wo delete hongi exactly hamari post bhi zaya hojay gi esliye kaha jata hay kay koshish karain kabhi bhi repeat thread na lagai jay wo confirm delete he honi hoti hay hamesha quality thread create kro.
            :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

            PLEASE VISIT HERE
            • #7 Collapse

              Re: posts delete hone ke main waja

              Dear friend app bilkal theak kha rahy hain lakin main bhi app sa khana cahta hu ka posty delete tb hote jb app posty chote orr miary nai krta iss lia main app sa khana cahta hu ka posty miary karin orr achi posty karin tb app forex main kamyab ho sakthy hain
              • #8 Collapse

                Re: posts delete hone ke main waja

                Gee post delete hone Ki Main wajh ye hai ky Ek Hi thread ko Bar Bar repeat Karte Hain Hamein ek hi thread ko Bar Bar create nahi karna chahie hame knowledge se bharpur thread creat karni chaye Agar Hamari tread ki quality achi nahi hogi tuva thread delete ho Jate Hain aur aur thread delete hone ke sath sath Hamari post bhi delete ho jati hai isliye Hamein acchi thread Lagani chahie
                • #9 Collapse

                  Re: posts delete hone ke main waja

                  Bhai Jaan Aik wajaaa to yeh hai k agar Hamaari PoSts Ki quality Achii Na Ho tab Bhi posts DeLete Ho Jaati hain Jabke Sabse main Wajaaa Yeh hai k kaafi log likes zyaada haasil Karnay k LiYe 4 se zyaada threads Kar Detay Hain Jis k Nateejay Main 4 Se Zyaada jitni Bhi Threads ki Gai hoon deLete kar Dii Jaati Hain or Un Threads k Sath Logon k repLies Bhi deLete Ho Jaatay hain..
                  • #10 Collapse

                    Re: posts delete hone ke main waja

                    dear is main har roz post delete hoti hein os ki waja ye hoti hai k is main jo befasol thread hoti hein w har roz delete ho jati hein hume phaly se hi sarif achi achi thread main reply kkrna chaiye ye important ha hamre liye hume is main chart indicotor ko hamesha k liye fallow krna hota ha
                    • #11 Collapse

                      Re: posts delete hone ke main waja

                      g hn post delete ho jatay hn kui ky post achi ni hoti or short ho tb bi delete ho jati ha or agar ap copy paste karay gy tb ap ki post delete ho jay gi or jo thread create ki jati ha wo thread standard ky mutabik na ho ya copyli gai ho to wo delete o jati ha as tra os jawab may jo members post krty hn on ky post bi delete ho jati hn
                      • #12 Collapse

                        Re: posts delete hone ke main waja

                        Postss delete hony ki sub syy bari waja same thread wording tohri change hoti hai thread wohei hoti hai forum par boht sari thread aj kal aisei hei creat ho rahi hai phr wo delete ho jati hai jb thread delete hoti hai tuo ous par jitnyy bi replyy hotyy hai wo sub bi delete ho jatyy hai aisyy sub ka loss hotaa memberss ko chiyee thread ous waqat creat krenn jb ap ky pass koi new informtive thread huo..
                        • #13 Collapse

                          Re: posts delete hone ke main waja

                          Diya Mera Prem bilkul right kaha hai ghar Hamare post delete ho rahe hain to iska matlab hai ye Hamare postman knowledge or experience a bilkul Bhi Nahin Hai Jin ki vajah Se Hamare post delete kar Diye Jate Hain Agar Hum Chahte Hain ki hum achi to send Karen aur Hamare post delete Na Ho To pahle Hamein market ke Hawale se knowledge or experience Hasil karna hoga tabhi Hum achchi posting Karenge aur Hamare post delete bhi nahin Honge
                          • #14 Collapse

                            Re: posts delete hone ke main waja

                            ASLAMALIKUM DEAR FRIENDS! umeed hai keh ap sab kharyat say honge g han friends kuch new members hain jo keh daily ki 4 say zyda threads create kerty hain jis say wo apny sath sath dosroon ka bhi nuqsan kerwaty hain yaa phr jab ham informative posts nai kerty jis ki waja say hamari posts delete ho jati hain yahi do waja ho sakti hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: posts delete hone ke main waja

                              G sir form par post delete ho jati hai kyunki unmeh zyadatar spelling ki mistakes hoti hai aur bar bar ek hi knowledge ka share karna hota hai ya Kisi bhi dusri post se copy paste Karke usko yahan par likh dena hai aur jyada tar post isliye delete ho jati hai hi kyunki hua bahut hi hi short hoti hai aur quality ka achha na Hona post ki delete hone ki badi wajah hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X