New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?
    New traders ko bahot kam time me aur musalsal hi loss ka samna karna pardta hay esy traders ko chaye wo market ki analyzing ko behtar se behtar karny ki koshish kary, aur sath me risk management be kar leya karen es se traders ko loss bahot jald nahi ho sakty ga aur traders long time tak profitable trading karny me kamyab ho sakty gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men new traders ko shuru men aksar loss ho jata hey iss ki waja yeh hey k aik tu unn k pass trading ka experience nhi hota aur dusara unn ko ziyada profit hasil karnay ki jaldi hoti hey aur woh kisi se mashwara kiay bagher trade laga detey hen jiss ki waja se loss ho jata hey
    • #3 Collapse

      Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

      Jee han new members ya mistak keta hein is waja sau bhoat say members hein jo kay treading open krta hein then wo kabi kase km say chala jata hein treading ko laga kr phir loss hona lag jata hay jab kay loss mein account b wash ho jata hay is lyia jata time humay stop loss use kr kay jana chyia
      • #4 Collapse

        Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

        un k pass tajerba nahi hota h aur jab ham as mien zyada knowledge yani zyada tajerba hasil kerte hien tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar tajerba hasil karna hota h agar ham as mien tajerba hasil kerte hienas lyee ham ko as mien her bar kaam karna hota h aur ham ko jab as mien zyada tajerba hota h tu ham as mien zyada kamaee ker sakte hien aur ham as mien achi kamaee ker sakte hien as lye tajerba hasil karna hota hai.
        • #5 Collapse

          Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

          Dear member Pakistan Forex menu trader ko isliye jald se jald loss ho jata hai Kyunki uske paas knowledge or experience Nahin Hota aur vah bagair knowledge or experience ke trade Laga Dete Hain Jiski wajah se apne loss ho jata hai aur Unka account was bhi ho jata hai na chahi keva tab tak Demat account mein practice Karte Rahe jab tak unke Paas knowledge or experience hai best Na Ho Jaaye
          • #6 Collapse

            Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

            Dear friends new traders ka loss is laiy hota ha kh un k pass tajerba bilkulll ni hota wi kam karna bilkul nehen janty isss laiy un loss hota ha jub is main hamain zeyhad tajarba ho jataha to humain phir fada hota
            • #7 Collapse

              Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

              Asslmuakam g new trades ko loos es waja sy hota Hy k wo zeyada knowledge nhi rhkty aur forex ko zeyad time jb nhi de paty to un ko loos ka samna hota Hy es ly new trades ko chaheay k wo apni mistakes ko sahi krny ki koshish kry aur experience k sat apna kaam kry aur apni knowledge m azafa krny ki koshish kry
              • #8 Collapse

                Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                New treaders bager socha smjy market KO dakhy bagar treading krna lag jatya Han or expernce ka bagar he treading krna or knowledge k baager treading krna boahta Bari azmaish bansakti ha or ya ik raky he hoo skta ha iss Li hmmy bohat koshehs KR ka acha Sa acha treader baanan Ki zerorat ha
                • #9 Collapse

                  Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                  Dear friends new traders ko loss he nai balkay musalsal loss hota hai q ka un ka pass forex k baray Mai zyada knowledge or experince nai hota kids ki waja say so apna loss Kar laitay hn new traders ki chahiye k wo pehlay demo per zyda say zyada trading ki practice krain or is Kay baad real Mai trading krain tab he would acha profit earn Kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                    New traders ko bahot kam time me aur musalsal hi loss ka samna karna pardta hay esy traders ko chaye wo market ki analyzing ko behtar se behtar karny ki koshish kary, aur sath me risk management be kar leya karen es se traders ko loss bahot jald nahi ho sakty ga aur traders long time tak profitable trading karny me kamyab ho sakty gey.
                    Maximum new traders koloss isliye hota hai Kyunki wo Bina soche samjhe kaam karte hain aur jab Woh trading Karte Hain Tu Kabhi Bhi plan Nahin bullet Jiski vajah se unko trading Karke loss ho jata hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                      Yr waqai esa hi hai mery khyal sy new trader ko loss tb hota hai itna q keh unko trading ka itna experience ni hota or dusri bat ye k wo bhot jld bazi min km krty hon gy trading ko pehly seekhy or usk bad tarding start krni chaye jb k ne2 trader seekhy bagir hi trade lga dety hen jis sy unko Kafi nuqsan ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                        New trader ko hamesha loss hota hai kyunki uske paas knowledge nahin hota hai or woh market ka analysis check nahi karta aur par trading karta hai jiski wajah se usko loss ka samna karna padta hai jab Tak wo market ka analysis nahin karta aur aur us ki janch padtal nahin karta tab tak woh loss hi face karega isase sara bonus wait kar baithe ega so first trading ke rule ko learn Kare forex forum par tab jakar hua trading Karen kurta bhi hua kamyab ho sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                          forex trading business mein new trader ko is waja se hi ziada loss hota hy k new trader ko aik tu forex trading business ki learning knewledge aur experience kam hota hy aur is k elwa new trader ziada greedy trading kartay han aur money management nhi kar saktay js ki waja se ziada loss hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                            Dear new user ko forex trading ma loss hota ha Q k wo jald bazi karty hain ha r kam aqli ka saboot daty hain.r chahty hain k jald az jald un ko profit mil jaey.lakin ennko chaheay k wo markeet analysis r trading k baray ma zyada sa zyada study kary r kisi aik trade par he time dy es tarha wo loss sa bach skty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ko bahot jald loss kinu ho jata hay?

                              Assalm-o-Alaikum dear friends new traders ko loss bohat jaldi iss liye hota hai k unn k pass abi knowledge Orr experience ki kami hoti hai jab wo trade lagatay Hain tou unhain bohat sa loss hota hai lehaza unhain chahiye k zayada sy zayada demo Parr practice karain Orr apna zayada time forex ko dain iss trha unn ka experience acha hota hai or jab wo trade lagaty Hain phr kaamyaab hotay hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X