Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aap ko

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aap ko
    My dear members main ne aap ko kaha hai k hamen trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

    gee han bilkal jab hum is main tradiong krte hein tu hamra dihan sarif trading par hi hona chaiye agr hum is main kam krein tu os k liye hamra mind cool ur fresh hona lazmi hota ha hume daily is main analysis ko dekhna chaiye ye important ha hamre liye
    • #3 Collapse

      Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

      Hi ji bilkul trading karte waqt Hamara Dhyan sirf trading ki taraf hi rahe Auto Trading karte waqt hum aap hum Apne mind ko fresh Rakhna chahi aur soch Samajh Kar trade Lagani chahiye Agar Hum trade Dhyan se nahi lagayenge to Hamein loss bhi ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Shahzaibfazal688 پيغام ديکھيے
        My dear members main ne aap ko kaha hai k hamen trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.
        Hamein trading karte waqt Apna pura focus se trade par Rakhna chahiye Agar Hamara total hocus trade Par Nahin hoga to hum achchi trading nahin kar Sakenge aur koi mistake bhi kar denge jisse Hamein loss ho sakta hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

          Aisa he ha humain chaiye k hum trading k time forex main full focus sy us pr kam karye humain baki sub problem mind sy nikal kar or mind ko relax kar k iss main kam karye jab hum iss main aisa karta hain tab he hum iss main acha decision laa kar iss main trade open kar k iss main acha profit earn kar sagta hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

            Jee haun friends humay focus kr kay treading krni chyia or second bhoat say members hein jo kay treading open krta hein then wo kabi kase km say chala jata hein treading ko laga kr phir loss hona lag jata hay jab kay loss mein account b wash ho jata hay is lyia jata time humay stop loss use kr kay jana chyia
            • #7 Collapse

              Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

              yes ham ko trading per dehyan dena hota hai aur ham ko as mien her bar ham as mien naye hote hien tu hamain as mien sab sy mashwara karna hota h jab ham as mien aik dosre sy mashwara kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lyee as mien ham ko her bar kaam karna hota h aur ham ko as mien her bar acha ban ker as mien kaam krna hota h jab ham as mien kaam karte hien tu ham ko as mien kio khas tajerba nahi hota h as lyee ham ko tajerba hasil karne k lyee as mien seniors sy rabta karna hota h aur ham ko as mien trading ko seekhna hota h jab ham as mien trading ko seekh lete hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien as lye mashwara karna zarori h.
              • #8 Collapse

                Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                G Han hmara treading krtya wakat apna Sara dehaan treading Ki teraf he hona chahay or hmmya sirfe issi Pa focous krna chaya fresh minde ka sath treading hmmya bogt easy or fresh minde ka sath Krna Ki zerorat ha iss Lia hmmya bohat zada focous krna Ki zerorat ha ka hmm iss Pa zada sa zada dehaan DA or apni treading KO bhater Sa bhatwr bannb DA
                • #9 Collapse

                  Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                  Assalm-o-Alaikum gee haan dear friend ap nay bilkul theek kaha hai trading kartay waqt hamara dheyaan bilkul trade ki trf hona chahiye Orr hamain hamaisha cool mind ho Kar trading karni chahiye tabhi hum kaamyaab bhi ho saktay Hain agar trading k doraan hamara dheyaan kahein Orr ho ga tou hamain iss soorat mein loss ho jata hai lehaZa hamain chahiye k hum hamaisha trading k waqt apna pooraa focus trading Parr rakhain
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                    Gee ap ki baat theak hai k jab trade open ki jey tou es waqat fully focus humri trade par ho. Agr hum mai ko move different type ki bhe ho tou hum apni trade ko control krey. Jab trade na bhe open ho tou bhe humri nazar market par ho. Tk best planning ki jey.
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                      G han ager ap nay trade open kar di hai to ap ko chiye kay trading main apka pora dehan ho kyin kay ager ap ny sl or tp nahi lagi to ap ko chiye kay har time trading ko check karty rahyn taan kay market ki movement ka pata chalta rahy achy trader humesha acha he sochty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                        G bilkul trading kartay wakat zrori hai k hum apnay mind ko fresh rakhain or pori planing say trading krain is tarah hum achi trading Kar saktay Han or agar hum daihan nai dain gay or theak wakat per trading Mai krain gay to is say hmain loss b ho saktay hai is liye zrori hai k trading kartay wakat hmari sari tavajo trading ki taraf ho tab ja Kar hum aik kamyab trader ban saktay han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading karte waqt hamara dhayan sirf trading per rahe.my dear members main ne aa

                          G han dear ap ny bilkul thk kaha hai trading kartyy waqat sara dehann markeet par honaa chiyee zara sei bi laprwei kartyy hai markeet main loss ho jata hai phr loss ko recover karnaa mushkl ho jataa hai behtr yahri kyy jbb markeet ko analysis kar rahy hai tuo phr sara mind apnaa markeet par hei rhky..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X