Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .
    Bhaio aap logo ne dekha ya suna ho ga kuch log kehtay hain k wo wala kaam kto to kanyab ho jao is market main ya wo wala kro to kamyaab ho jao gay . ye baat tottalay wrong hai aap ko ager is market main kamyaab hona hai aap k pass koi chance nahi hai k aap kisi cheez ko chor dein aap ko har cheez ko seekhna ho ga beshak wo monay management hi , risk reward ho ,patience ho ,ya emotion ko control karna, every thing aap ko har kaam main master hona paray ga .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

    Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to hum ko ais market mai her cheaz ka khyal rakhna hota hai kun k agar ap ne ais market mai bahot sara profit banana hai to ais mai ap ne her cheaz ko dekh k trade karni hoti hai aor ais market mai hum ko aisi trades lagani chaye jin se humra account bhi safe ho aor aus k sath humra account bhi growth hota rahy.
    • #3 Collapse

      Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

      Ap ki baat theak hai k jab forex market ko jion kia jey tou es key bad forex market mai ak trader ko har ak cheez ka kyhal rekhney sey forex market mai kamyabi hasil krna asan hai. Aur es tarah forex market mai kamabi hasil kr sakty hai.
      • #4 Collapse

        Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

        G han bhai jan aap ki baat bilkul thk hai hamen forex main her cheez ka khayal rakhna perta hain ager ham kese cheez ka khayal nahi rakhen ge markete main to ham ko loss ho ga.ham ko chaye k ham apne mistakes ka khayal rakhen trading karte waqt khayal rakhen.
        • #5 Collapse

          Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

          g ham logo ko is ma sab kuch dekhana chahye ta ka ham logo ko is ma loss na ho is ma bhot sa log ya kahta han ka ya kara gay to ap kamayab ho ga asa nahi ha is ma ham logo ko sab kuch dekhana parta ha market ma aur is ma ham logo ko kisi bi cheez ko ingore nahi karna chahye is sa ham logo ko loss ho hota ha is sa ham logo ko bachana chahye
          • #6 Collapse

            Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

            اصل پيغام ارسال کردہ از: sohail rana 3270 پيغام ديکھيے
            Bhaio aap logo ne dekha ya suna ho ga kuch log kehtay hain k wo wala kaam kto to kanyab ho jao is market main ya wo wala kro to kamyaab ho jao gay . ye baat tottalay wrong hai aap ko ager is market main kamyaab hona hai aap k pass koi chance nahi hai k aap kisi cheez ko chor dein aap ko har cheez ko seekhna ho ga beshak wo monay management hi , risk reward ho ,patience ho ,ya emotion ko control karna, every thing aap ko har kaam main master hona paray ga .
            Forex trading Ek bahut hi Bada business hai aur yeh bahut difficult business bhi hai yahi Wajah Hai Ke Forex trading main kaam karne ke liye bahut sari jaijon ko watch karna padta hai aap Ek Chhoti be mistake kar de tu bahut jyada loss ho sakta hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

              Dear brothers
              Forex k busness main agar proper kamyab hona haay tow aap ko forex ki basic say lay kr advance level tak ki har cheez ko seekna lazmi haay aur pir jo khuch seekha aus ki demo pratice krna be zaroori haay jis ki jini practice zayada ho gi aus k experence be zayda ho gaa
              • #8 Collapse

                Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                hm ko as mien her chez ko dakhna hota hai aor ham ko as mien her bar khd kam karna hota hai aor thora bohat agree krta hon apki baat se lekin har indicator esa nahi k jo directly loss tak le jae jese macd or rsi yeh indicators signals galat bhi dete hain or sahi bhi lekin baki zaida tar galat signals dete hain as lye k indicators hamari madad kerte hien.....
                • #9 Collapse

                  Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                  Jee han dear friends mein ap ki bat say agree krta hun kay market mein har ek checz ko dekh kr treading krni parti hay jasa kay humay analysis lazmi krna hotabhay market ko ku kay jab tak hum market ko analysis nahi krain gay tab tak hum ek achi earing be nahi kr skta forex business mein
                  • #10 Collapse

                    Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                    Dear friend agar aap ko is business mn successful hona ha to aap ko is business ki choti si chz ka bhi khyal krna parta ha r is sa ap ko profit hoo gais lia market ki movement ka r bhi bht si chzn han jin ka khyal rkhna parta ha
                    • #11 Collapse

                      Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                      G bilkul thk kaha ha ap ne dear forex market mein traders k liye hamaen hr cheez ka khayal rakhna perhta ha q k hamari choti c choti ghalti bhi hamaen acha khasa nuqsan de sakti ha es liye hm kbhi bhi market se ghafil ni ho sakty hamaen hazir demagh rehna perhta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                        Bhai jaan es markeet ma markeet ka bary ma sub informition hona bohat zrori ha q k agar hun ko markeet ko bary ma kuch pta na howa to hum trading ni kar skty achi tarha sa r es markeet ma har cheez ka achi tarha sa pta hona bohat zrori ha r ya he aik kamyaab trader ko har cheez k bary ma pta hona bohat zrori ha
                        • #13 Collapse

                          Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                          Dear bro you are right market mein har cheez ka khayal rakhna padta hai trading karte ho aap hotstar par sabse pahle market car analysis check karna padta hai uske bad trade par trading karna chahie tab hi jakar aap trade par profit Kama sakte hain aur aur iss app loss Sa b buch sakte hain aur yaha ek kamyab theatre ki nishani hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                            G bilkul insta forex main har baat ka daihan rakhna parta hai koshis karni chahiye k koi mistake na ho group Mai posting Mai karni chahiye or fake I'd nai use karni chahiye or na he forex Kay rulls ki khilaf varzi karni chahiye q k ISS say Al ka account bann b ho saktay ha is liye forex Mai har cheez ka hayall rakhna parta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Har cheez ka khayl rakhba parta hai is market main .

                              Aoa bhai ap ne sahe kaha forex aik muskil kaam hay laikin jo log es kaam main maharat rakhtay hain WO es kaam ko enjoy krtay hain. Agar koi samajta hay k forex 1 mushkil kaam hay tou WO forex ke basic cheezain seekhnay or en cheezon ko demo ma apply karain or fir actually trade karay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X